ye review AC per mabni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review AC per mabni ha
    faiday

    Dear friend Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki garmiyon mein bahut jyada Garmi Hoti Hai To isliye air conditioner agar aap use karen to vah bahut hi jyada fayda Deta Hai Jaise ke abhi DC inverter a chuke hain jinki bahut jyada cooling hai aur Unka electricity ka Bil bhi kam hai unko lagakar aap Puri Garmi aasani Se Gujara kar sakte hain aur vaise bhi hire ka agar aap per change karte hain to vah bahut hi Achcha hai use Mein vah 50000 Tak aapko available hai usmein hot and cool donon system maujud Hai garmiyon Mein aap use cooling per Chala sakte hain Jab Ke Charanon mein aap usko hot heater ke Taur per istemal kar sakte hain to yah bahut hi Achcha Aisi hi hire ka ac bohat he acha ha

    nuqsanat

    Define Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki Yeh conditioner Sabhi log lagva sakte hain lekin uska electricity ka Bil bhi Bahut Yaad Aata Hai Jab Ke agar aap local fan chalate Hain To usmein aapko monthly Agar 2000 Ke Liye bulata Hai Lekin Jab aap hair conditioner ka istemal karte hain to Aapka electricity ka Bil 7000 Se Lekar 10000 Tak Chala Jata Hai To isliye Ek low budget family wala Bandar kabhi bhi air conditioner ko phone nahin kar saktaPolice ka sabse bada ya nuksan hota hai ki is mein agar koi fault Parh Jaaye to yah bahut hi bekar ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review AC per mabni ha

    dear mairay khayl say ac lagwanay main hamko kisi kisam ka garmi main ya sardi main koi bhi nuksaan nai hay wo is liye k agar ham isay sardi main use kartay hain to hamko iska heater open karnay say ham apni sardian bahut asaan bana skatay hain aur agar ham isay garmion main use karty hain to hamko is say bahit ziada cooling milnay ham apni garmionko asaan bana saktay hain jisk liye agar hamko aik wakt main ziada bhi bill aata hay to uski hamko koi bhi tentions nai laini chaye wo is liye k ham ko apni life behtar bananay k liye agar apni zaat pay kuch lagana parray to hamko us say bilkul bhi nai ghabrna chaye qk ham apni life main agar sakoon nai daikhaingay to hamari earning hamaray kis kaam ki hay is liye hamko agar aisay hallat ka samna hay jis say hamko life main sakoon mil sakta hay to hamain aisa zzarur karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: ye review AC per mabni ha

      yes sahi kaha hai jaisa k hume pta ha k garmio main hamre mulk main bohat hi zaga garmi hoti ha jise hamre seyat be kharab ho sakti ha garmi se bachne k liye hum apne ghr main ac ka use kr sakte hein ise hume gamri ka pta hi nai chalta ha
      advantages hum apney ghr main ac ka use kr sakte hein agr eik bar hamre ghr main ac fit ho jaye tu phr pori gamri hum enjoy krte hein hume garmi ka pata h nai chalta ha ac bohat hi dandi hawa deta ha hume bohat hi sakoon milta ha
      disadvantanges jab hamre ghr main ac fit ho jaye tu phr bijli be zada use hoti ha jis ki waja se hamre ghr ka bill double ho jata ha ameer log hi apney ghr main ac ka use kr sakte hein jis k paas achi pyment ha ho is ka use kr sakta ha gareem bandey ko bohat hi muskil hoti ha agr ac ka use krein tu
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: ye review AC per mabni ha

        Dear ac ajkal bohat zarori q ke garmi bohat zyada hoti ha aur ac lgwa kr hum skoon se so saktay hain,agr hamary paas paisy hain tu humko ac zaroor lena chahiye, sardion me heater bhi ac me hota ha tu banda garam hawa se sardi door kr sakta ha, ik baat yr bhi ha ke icka bill kaafi aa jata lekin agr ap apna aur bachon ka sakoon chahty hain tu AP dosri ghr ki cheezon ko kam chla kr gyzara krsaktay hain aur manage krsakty hain, agr ap ghareeb hain tu air cooler se fayda uthayn wo bi ghareeblogon ke liye theek hA wo bhi thandi hwa deta ha ,,agr paisy hain tu phir chup kr ke ac lgayn aur sardion garmion me sakoon se soyn ,q ke doston paisa any jany waLI CHEEZ HA agr chand paison se family ko sakoon milta HA TU koi baat nhi ap ac zaror lgwayn ta ke ap sardi aur garmi se bach sakein ....
         
        • #5 Collapse

          Re: ye review AC per mabni ha

          Dear ac ajkal bohat zarori q ke garmi bohat zyada hoti ha aur ac lgwa kr hum skoon se so saktay hain,agr hamary paas paisy hain tu humko ac zaroor lena chahiye, sardion me heater bhi ac me hota ha tu banda garam hawa se sardi door kr sakta ha,&nbsp; &nbsp;ik baat yr bhi ha ke icka bill kaafi aa jata lekin agr ap apna aur bachon ka sakoon chahty hain tu AP dosri ghr ki cheezon ko kam chla kr gyzara krsaktay hain aur manage krsakty hain,&nbsp; &nbsp;agr ap ghareeb hain tu air cooler se fayda uthayn wo bi ghareeblogon ke liye theek hA wo bhi thandi hwa deta ha ,,agr paisy hain tu phir chup&nbsp; kr ke ac lgayn aur sardion garmion me sakoon se soyn ,q ke doston paisa any jany waLI CHEEZ HA agr chand paison se family ko sakoon milta HA TU koi baat nhi ap ac zaror lgwayn ta ke ap sardi aur garmi se bach sakein ....<br>
           
          • #6 Collapse

            Re: ye review AC per mabni ha

            Air conditioners ya AC ki zarorat her ake ko hoti hay. Pakistan may kiyu kay garmi bohut ziada hoti hay ic liye AC ka bi bohut fayda hay . Aaj kal Ac bohut axhay aor technology walay market may aa chukay hay Jen may say axha ac select kerna bohut asaan ho chuka hay

            ADVANTAGES

            Air conditioners ya AC hamesha inverter hi layna chahiye kiyu kay wo bijli kum use kertay hay aor uc say bill bi bohut kum he ata hay. Air conditioners may ab hot aor cool ka system bi hota hay to garmioo aor sardioo dono may he use ho saktay hay. Garmioo may ac say bohut asaani ho jaati hay

            DISADVANTAGES

            AC say bijli ka bill bohut zayada ata hay. AC ki maintenance bi bohut mehangi hoti hay jic waja say aam loog ac nai lagatay. AC ki prices bi mehnagai ki waja say out of range hongai hay. AC ko use kertay huay uc ki care bi bohut kerni parti hay . Ic liye AC souch samajh kay aor apni pocket aor income ko daikh kay he layna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: ye review AC per mabni ha

              dear AC ke boT KASEM HA AC solar be hotay hain or elietrick be lakn fada zada solar as ma ha as ka bill ni hota ha is lay bi ya zaday fada data ha elietrick ac ka bil zada ata ha is laye loge ac ni lagata ac ka liay ap ka room acha hona chaia ta ka ac ke cooling achi ho or ap chan ke nade a saky elietrich ac to rat ko bi chalta ha or solar ac to rat ko ni chalta is lay ka rat ko sorag ke rosni ni hote ha or wo band ho gata ha to raat ka mazda krab ho jata ha is lay ap ko elietrick lgwana chaiye to ya fada eleitrik ac ka zada ha lakan bill be to ha solar ka bill ni ha laken solar ac manga hota ha ya manga hata ha to is ka bill bi to ni hota ha is lay palay sa he zada pacy laga kar soler ac lagyn
              • #8 Collapse

                Re: ye review AC per mabni ha

                Yes dear aajkal aisi har Ghar ki jarurat banta ja raha hai kyunki summer inter mein mostly log gharon mein aisi lagana pasand karte Hain kyunki garmi ki vajah se normal life gujar na bahut mushkil ho jata hai iske kafi sare advantage or disadvantages hai

                Advantages
                Air conditioner ke advantages bahut basic hai jaisa ke garmiyon mein agar aapke pass aisi hai to aap apne ghar mein relax ya office ya kahin per bhi aap bahut aasani se apna Kam jari rakh sakte hain without kisi ishu ke aap apna kam kar sakte hain kyunki air conditioner se aapke ghar ka office ka ya kisi bhi operation ka mahaul normal rahata hai iske sath sath isko winter mein bhi use Kiya ja sakta hai jo yah heat per lagakar kam karta hai

                Disadvantages
                Jaisa ki air conditioner ke advantages hai ISI tarah disadvantages bhi hai iske disadvantages mein yah bhi hai ki iske pulling se kafi sare logon ko allergy bhi hoti hai jisse kafi issues create hote Hain aksar insan ISI temperature se jab normal mein jata hai to usse uski health issue ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: ye review AC per mabni ha

                  Assalam o Alaikum dear
                  Ye review Ac per mubni he
                  There are many advantages and disadvantages to living in air conditioner (AC). The summer season has come, so now everyone remembers AC to get relief from the heat because AC only relieves us from the heat. But do you know that there is more harm than benefit from staying in AC for a long time because the air conditioner gives us as much cold air as it can cause harm. Staying in AC for a long time causes many diseases in the body because AC is run by a kind of artificial gas (CFC & HCFC) which is a very harmful gas which gives rise to many kinds of diseases in our body. is.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review AC per mabni ha

                    Aslam o Alikum dear members umeed k ab sab kheriyat se hongy aj me apko ac k koch advantage or disadvantage btane ja rha
                    Advantage >
                    jesa k apko ptta k garrmio me garmi boht zyada hoti to ager app air conditioner ac use kry to boht sara faida ho ga jesa k ab dc anverter aa chuke Hn jin k boht faiede Hn bijlii b kmm khrach hoti or coling b boht zyada hoti ac agr me lgana chahiye aj kl jitni germi or har ghr me choty choty bachy to ac har ghr ki zrorat bn chuka aye
                    ajj hi haire ac lgaye or biJli ki bacht se faida uthaye
                    Disadvantage >
                    jesa k apko pta har chiz ka fadia or nuqsan smdono hoty isi trha ac k b nuqsaan hoty ye bijli boht khrch krty
                    or bill asa ata k ghr wala preshan ho jata
                    k ab itna bil kese dunga
                    ye Iski hwa aam abohwa ki nisbat nuqsan da hoti

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X