FAIDAY,dear agar ham koi bhi mobile phone buy karain to hamko kam say kam yeh zarur soch laina chaye k iski battery ki kitni capacity hay kia isko hamain baar baar charging to nai karna parrega agar aisa hay to hamko aisa phone nai laina chaye agar ham kisi safar main jatay hain to hamko aik baar charging karnay say ham poora safar sakoon k sath kar saktay hain aur iska maza bhi lay saktay hain aur hamko kisi kisam ki koi problem nai hoge.NUKSANAAT,dear jahan pay aisi big battry k faiday hain wahan pay isk bahut nuksaan bhi hain agar hamko isko aik baar chaarge kartay hain to ham is say aik do full hd movies ko daikh saktay hain aur itni dair tak mobile pay ankhain laganay say hamari ankhon ka nuksaan ho sakta hay agar yeh battry big nai hoge to ham thoray wakt k liye apna phone use karnay k baad isay dubara charging pay laganay say thori dair rest kar saktay hain aur ham nuksaan say bacha skatay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим