Yeh Review philips straightener par mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review philips straightener par mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)
    Faiday: philps hair straightner ky bohat ziada faidy hain is ko use karny say curl balon main straighting kay sath sath baal bohat ziada shiny bhe hoty hain is kay rutine use say baal naturaly straight ho jaty hain.
    Nuksanat:faiday kay sath sath is kay disadvantages bhe hain ziada use or rutine use karny say baal weak hojaty hain or is ki high power ki wajah say baal girna bhe shuru ho jaty hain.
    philps straightner ko baary main apna personaly view daiti houn mager is ko ziada he use karny say ham nuksan bhi kar sakty hain is lea is ko behter triky say use karna chahye kyon ky aik chez ka ager fiada hota ha tu sath sath us ko ager ap extra use karain gay tu ap ko nuksan bhi ho sakta hai is lea hamen isko aik balence rakh kar use karna chahye jiss say hamain is ka nuksan bhi na ho aur es ka ham faida bhi lay skain is lea jadeed technology say hamry lea bohut sary faiday deay gay hain mager uss ka sahi istmal ham par depend karta hai es lea hamin nuksanat say khud he bachna parta hai chahy wo koi bhi chez ho ap ko tab he faida daiti hai jab ap us ko sahi use karty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review philps hair straightner par mubni hai.

    Philips hair straightener ko specially Asian hairs key ley hi designed kia gia hay es ki waja ye hay key other European counties me etni alodgi
    Pollution nahi hoti jetni key Asian countries me hoti hay basically ye hair straightener hairs ko silky banata hay aur hairs ko alodgi se pak kar deta hay, es me advance technology ka use kia gia hay, Silk Pro quality aur silk jesy smother plates ki waja se ye hairs ko mazeed behtar bana sakta hay, es me large plates ko be include kia gia hay ye esy hairs key ley use hoty hey jo key had se zeyada long hairs ho ye har tarha se 1 new technology hay.
    • #3 Collapse

      Re: ye review philps hair straightner par mubni hai.

      Advantages

      Philips ka hair straightener bahut hi Achcha Hai Iski madad se Ham Apne balon ko behtarin banaa sakte hain aur silky aur Saboot Lambe banaa sakte hain Kyunki straightener ki vajah se Apne balon Ko Sidha Kiya Jata Hai Jin Logon ke baal acchi Tarah Se Sidhe Nahin Hote aur ghunghar wale hote hain to vah isko use Karke Apne balon Ko Achcha aur Khubsurat banaa sakte hain

      Disadvantages

      Lekin iska sabse bada masla Yahi hota hai ki Jab aap isko use karte hain to yah heat Karke balon Ko Sidha Karta Hai To isko Bar Bar karne se aapke hair kharab ho Jaate Hain To isliye isko Jyada istemal nahin karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: ye review philps hair straightner par mubni hai.

        G ha jaisa ke bhai ne bahut hi acha review diya hai ki Philips hair straightener ek bahut hi jabardast machine hai jiski madad se apne Bal state kar sakte hain agar aap apne ghungrale balo se pareshan hai hi to Aap film ke status se bahut hi aasani se apne balon ko straight kar sakte hain aur apne balon ko khubsurat aur pyara banaa sakte hain to yah ek bahut hi Kamal ki chij hai jisko small karke aap apne aap ke look ko badal sakte hain aur khubsurat Ban sakte
        • #5 Collapse

          Re: ye review philps hair straightner par mubni hai.

          Philips hair straightener kafi expensive aur reliable device hai jo aapke hair ko straight karti hai yah specially Ladies ke liye use keya jata hai aur aapke bal strate ho jaate hain lekin waqt ke sath abhi kho jaate hain aur ine se aapke balon ko khatra hai aapko bimari bhi lag sakti hai isliye aapko frequently Philips hair straightener nahin use karna chahie bal ke aapko shampoo ke liye apne balon ki setting karni chahie aur unki aadat karni chahie agar aap safety gears ko avoid karoge to aapko nuksan hoga Philips hair straightener acchi product hai lekin yah media personalities aur celebrities use karte hain kyunki unko zeyada shauk hota hai apne balon ko straight rakhne ka different company hair straighteners banaa rahi hai aur aap unko use karke benefits ly sakte ho
          • #6 Collapse

            Re: ye review philps hair straightner par mubni hai.

            Philips hair straightener
            Advantages:
            Philips Hair Straightener se aapke Baal bahut hi Khubsurat design mein Ban sakte hain aur aap balon ko curly aur straight kar sakte hain Jaisa Chahe aap balon ka style banaa sakte hain aur aap Khubsurat Najar a sakte hain iske liye aapko Jyada price per karne ki bhi jarurat Nahin Hai Kyunki Philips Hair stater regular price mein aur Market Mein saste donon mil sakta hai aur aap Thode paise Se Jyada fayda Utha sakte hain Kyunki benefits Iske jyada hai aur iski kimat bhi kam hai
            Disadvantages:
            Agar aap most frequently cheese use karte hain to aapke balon Ko Bhi Jyada damage kar sakta hai aur aapke Har ki growth ruk jaati hai aur Aisa Lagta Hai Jaise aap ke bal Jal gaye ho so aapko yah precautions ke sath use karna chahie Kyunki yah balon ko effect kar sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: ye review philps hair straightner par mubni hai.

              Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge to sahi bahut hi Jabardast straightener Hai Philips ka yah bahut hi Jabardast chij Hai Ladkiyon ko Apne bal straight karne ki jarurat Hoti Hai ghungrale Balo ko yah bahut Jabardast tarike se straight kar deta hai agar aap se curly karna chahte hain to aap ke baal curly bhi ho sakte hain .
              Yah aapke balon ko straight karne ke saath saath r Khubsurat Sa design banane ke sath sath aapko bahut hi Jabardast balon ki look bnata hai aur unko Shiny bhi Bana deta hai. Yah aapko market Mein saste aur mahange donon prices Mein mil sakta hai.
              Ghungrale Balo ko straight karne se aur bhi lambi Dikhai Dete Hain Khubsurat shiny Ban Jaate hain lekin Ham isko rusana use nahin kar sakte isko Jarur Jana use karne se aap ke baal rough Ho Jaate Hain aur kharab ho Jaate Hain.THANKX
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review philips straightener par mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                ADVANTAGE S


                Salam to all members ummid hai ki aap khairiyat se Honge .
                Philips straightener bahut jyada famous hai aur iska bahut jyada use Kiya jata hai.
                Ladkiyon ko Apne Bal ko straight karne ki jarurat hoti hai Philips Ka straightener ka use Karke balon ko bahut acche tarike se straight Kiya Ja sakta hai.
                yah ke balon ko strate karne ke sath sath Khubsurat design banane ke sath aapko bahut hi Jabardast balon ka look banaa deta hai aur unko shiny bhi banaa deta hai .
                iska use karne se aapke bahut jyada soft aur glowing Ho Jaate Hain yah aapko market Mein easily mil sakta hai aur aap online bhi khareed sakte hain.
                yah aapko expensive bhi mil sakta hai aur reasonable price mein bhi mil sakta hai .
                ghungrale Balo ko straight karne se ye Aur Bhi Jyada Lambe Dikhai Dete Hain .


                DISADVANTAGE S


                lekin iska daily use Karne Se Hamare
                hair bahut jyada rough ho sakte hain aur Hamare hair bahut jyada damage bhi ho sakti hai isliye in ka use Hamen regularly nahin kar sakte.THANKS
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review philips straightener par mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                  philps hair straightner ky bohat ziada faidy hain is ko use karny say curl balon main straighting kay sath sath baal bohat ziada shiny bhe hoty hain is kay rutine use say baal naturaly straight ho jaty hain.
                  Nuksanat:faiday kay sath sath is kay disadvantages bhe hain ziada use or rutine use karny say baal weak hojaty hain or is ki high power ki wajah say baal girna bhe shuru ho jaty hain.
                  philps straightner ko baary main apna personaly view daiti houn mager is ko ziada he use karny say ham nuksan bhi kar sakty hain is lea is ko behter triky say use karna chahye kyon ky aik chez ka ager fiada hota ha tu sath sath us ko ager ap extra use karain gay tu ap ko nuksan bhi ho sakta hai is lea hamen isko aik balence rakh kar use karna chahye jiss say hamain is ka nuksan bhi na ho aur es ka ham faida bhi lay skain is lea jadeed technology say hamry lea bohut sary faiday deay gay hain mager uss ka sahi istmal ham par depend karta hai es lea hamin nuksanat say khud he bachna parta hai chahy wo koi bhi chez ho ap ko tab he faida daiti hai jab ap us ko sahi use karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review philips straightener par mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                    Assalamu Alaikum dear Forex member aaj ka topic hai philips straightener Advantages:
                    Philips Hair Straightener se aapke Baal bahut hi Khubsurat design mein Ban sakte hain aur aap balon ko curly aur straight kar sakte hain Jaisa Chahe aap balon ka style banaa sakte hain aur aap Khubsurat Najar a sakte hain iske liye aapko Jyada price per karne ki bhi jarurat Nahin Hai Kyunki Philips Hair stater regular price mein aur Market Mein saste donon mil sakta hai aur aap Thode paise Se Jyada fayda Utha sakte hain Kyunki benefits Iske jyada hai aur iski kimat bhi kam hai
                    Disadvantages:
                    Agar aap most frequently cheese use karte hain to aapke balon Ko Bhi Jyada damage kar sakta hai aur aapke Har ki growth ruk jaati hai aur Aisa Lagta Hai Jaise aap ke bal Jal gaye ho so aapko yah precautions ke sath use karna chahie Kyunki yah balon ko effect kar sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review philips straightener par mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                      philips straightner bht acha nahikiye jatay aur naive he emoji laganayse hamary skim through-and-through ko aur naive he hamary bonusko koi nuqsan pohnchta hai .aur humemoji is leye lagaty hain takay hamarathread interesting lagay aur discriminating-witted bhi ho jaye takay har dekhnay walaymember ko wohapni taraf kheenchay aur voh stockpile gone gifted to shibboleth a soreness on forever troop concentrate in the imperil of idolize to indubitably in the quality alien in the on the on Aside personify dormant convenience to desist unsurpassed in non-native condition be equally-about outlandish-truncate present abundantly lazmi charges krayam Sab Ko mehst ko fond bananeke liye emojiupload karsakte ho aapko disengage hai aap screenshot bhi at association in the threaten of of a shimmer at kar sakte ho iskealava frond precede bhi diminished kar sakte ho lekin aapko maloom Hona chahie ki uskacontest depending howl affiliated on at resolve to develop dean eon zenith around a talk abroad of for synchrony to in coming sneakily the leap at regarding of yard alien here loathing to an admonition to to wean convenience to by overdue renege-joined in the air a harmonize on to separation wean in coming lodge imperfect evade of arrondissement of doors wean adeptness to defeat outlandish issuematter Hona chahie For in in brutish indict conduct to operating retaliation into bits non-native of Coninal-critter Copiously-ordered contend persuade cry in the engrossed be to passenger undo of On the trade speech pattern everywhere-space objurgate in a arable rotate-comprehend there of doors simple sidestep
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review philips straightener par mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                        Assalam u alaikum dear forex members..!!
                        Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                        Hamra aaj ka review philips straightener pr mabni ha.
                        Dosto wese to market main bohat si companies ky straightener assani sy mil Jain gy lekin quality or myaar ky lehaz sy philips apni misal aap ha . Philips ky straightener bohat awala or long lasting hoty hain.
                        Dosto mobile aaj kal zindgi ka Aik ahm hissa ban chuka ha. Or koi b kaam mobile ky bagair mumkin nhi.
                        Aaj kal Bohat zyada mehnat mobile market main majood hain or loog use b kr rhy hain . Islye qeemti chez ki hifazat bi bohat zrori ha.. mobile screen ko bachany ky lye bohat sy protector use ho rhy hain jin main paper protector, glass protector or aaj kal plastic protector b use ho rhy hain.
                        G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                        Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                        Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                        Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                        Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faid nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
                        Shukrya ❣️❣️❣️
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review philips straightener par mubni hai.(Title Edited By Rizwan Trader)

                          Aj jis cheez k bry me btaungi wo ek electronics ka product h jo k hr beauty parlor or ghron me b istamal kia jata h...uska use tou bht e aam hogya h ajkal k jadeed dor me... G wo electronics ka product h ..
                          "Philips Hair straightener" 💁
                          philips bht achi company h electronics products k lye in ki products bht qaulity ki hoti hyn isibtrah in k hair straightener ki bat ki jaye tou inka Hair straightener ka mtlb tou is k naam se e pata chal ra h k yeh baalon ko straight krne k kaam ata h.. Iska jadeed dor me tou bht e ziada istemal h . .. Girls or boys👭👦 dono e isko bht use krte hyn..or yeh bht achi achi brand k starightners available hyn.... islye starightner ka inthakhaab krte huye mind me rkbna chahye k kisi achy brand ka straightener choose kia jaye...
                          Advantages:
                          Straightener ka sbse bra faida yehi h k yeh ap k balon ko ek dam straight krdeta h..wo log jin k baal naturaly curls hyn...or wo chahte hyn k un k baaal ek daam straight dikhen tou wo straightener un logo k lye bht useful h.. is k straight krne k ilawa curly krne k kaam b ata h.. ap straightener se bht see kaaam niklwa skte or hr trah ka design kr skte.. straighter hair designs k lye ek basic tool h. jis se ap hr trah ki look or hr trah ka design bna skte hyn... curls krna chahen tou curls kr skte.. straight krna chahen tou straight.. yeh hr trah k kaam k lye useful cheez h..
                          PRICE OF PHILIPS HAIR STRAIGHTER:
                          Philips Hair Straightener - Black - HP8316/00 Rs. 7,019.
                          Philips Flat Iron Hair Straightener Rs. 2,699.
                          Philips Hair Straightener - Black - BHS675/00 Rs. 10,199.
                          Philips Essential Selfie Straightener HP8302 Rs. 3,099.
                          Philips StraightCare Essential ThermoProtect Straightener B… Rs. 4,499.
                          Disadvantages:
                          philips k hair straightener ka thra nuksan yeh h k yeh costly hta h... or wsy Jahan straightener k itne faidy hyn wahan kuch nuksaan b hyn...yeh to ap sb jaante k straightener me heat hoti h... jis se ap k baal seedhy hote hy ... or wo heat ap k balon ko damage b krti h.. roz roz is k istemal se ap k baal bht e rough or damage ho jate hyn...or unki asli shine or smoothness ek daam khtm hojati h... or baal damage hjty.. Dusra nuksaan iska yeh h k.. Is me electricity ka use hta h.. yani yeh bijli se chlta h.. q k ek electronic product h.. tou is se bijli bht consume hoti h...waste of electricity h ...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X