Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Jazz 4G device par mabani hy.
    Dear members main aaj aapko Jazz Foji device ke bare mein thodi detail batana Chahta Hoon Dekhen yah Ek ek Wi-Fi device hai jismein aap apni sim dalkar internet use kar sakte hain agar aap is device ko khareed lete hain to uski Ek to kimat bhi bahut hi kam hai aur aap ismein data sim use Karke internet istemal kar sakte hain ismein aap apni jaise ki koi dusri sim bhi istemal kar sakte hain

    Advantages:
    * iski price 3000 se 3500 Har kisi ki range mein hai hai Har kisi ki range mein hai.
    * ismein aap data sim use kar sakte hain jaise ki yah Jazz ki normal 3G 4G SIM.
    * isase aap ek Se Jyada internet device is bhi Chala sakte hain.
    * agar aap rechargeable lete hain to ismein Aapka yah takriban Ek Din ek dafa 4 karne se chal Jaati Hai.

    Disadvantages:
    * agar aap ismein a package Karate Hain To aapko package Bada karvana padta hai Kyunki ismein off Wi-Fi istemal Karte Hain.
    * Jahan Jazz ki coverage Na Ho use Jagah Jaaye device Itni Jyada speed Nahin Deti Hai.
    * Jis Jagah aap istemal kar rahe hain use Jagah Jazz ki service Ka Hona zaroori hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

    Dear aj kal her network ki devices aa gai hai ap ne agar ais time aisi hi koi device leni hai jo ap ko acha aor taiz internet dy saky to aus k liay ye jazz ki charger able 4G device ais liay best hai k ap ais mai agar aik dafa charge kar lety hai aor jaha bhi jaty hai ais ko sath use kar skaty hai ap ne agar ais device par net use karna hai to ais mai kafi zayda high speed internet aata hai ais mai batery bhi change able hai ap ais mai asani se unlock kar k kisi aor network ki sim bhi dal sakty hai aor ais mai net use kar skaty hai ais mai ap ko sirf ye nuqsan hota hai k ap ais mai agar monthly pakage lagaty hai to ais mai half data night k liay dia jata hai jo zayda logo ka zaya ho jata hai ais liay aisa package lagye jis mai ap ko faida ho jaye.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

      dear brother Apne Jaisi baat ki hai Jazz 4G device ki Tujhe device bahut hi acchi hai Kyunki Ham isko Agar Ek Dafa charge kar lete hain to Uske bad isko Kafi Jyada der se use kar sakte hain istifa iska yah fayda hai ki Ham Agar is per Ek Dafa Bada package Laga Lete Hain aur uske sath 5 7 user internet use karna chahte hain iske sath net use kar sakte hain isliye fees ki sabse acchi bheji Hai vaisi backup bahut hi accha Deti Hai Aur Is per aapko high speed internet Milta Hai Agar aapke area Mein gas ki speed Itni Jyada Na Ho To vahan aap yah Device use Karen is per aapko high speed internet Mil Jata Hai Kyunki ismein reception aur transmission ke liye high alert Lagaye Jaate Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

        Jazz 4G wifi device ki agar bat ki jaye to es ki service Pakistan key har city me majood nahi hay, mery khayal me jazz company ko chaye key wo apny network services Pakistan key har city key sath villages me be provide kary, agar es key package aur device rate ki bat ki jaye to ye bahot hi munasib hay (3000 se le kar 3500) price har koi afford kar sakta hay, jazz network Pakistan me long time se apni service provide karta a raha hay aur mery khayal me ab jazz ko chaye key wo esy cities me apni 4 G service start kary jo key jazz 4 G use to karna chahty hey magar network service na hony ki waja se wo jazz 4 G use nahi kar paty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

          Dear Jazz 4G device bahut hi acchi device hai aur isko Main Khud bhi use kiya hai aur mere Kafi Jyada dost bhi use kar rahe hain tu mera ya experience Raha Hai Ki Jaise fouji device Ek bahut hi acchi device hai aur ismein acche packages vagaira hai agar aapko weekly monthly packages chahie to aapko acche packages mil sakte hain aur monthly packages Mein 10 GB wala 15 GB wala package hai aur Iske alava unlimited package bhi hai jo Aap Jaisa Soch advice par Laga sakte hain aur ismein aapko Jyada price bhi nahin dena padati hai agar aap comparison Karen dusre network Se Tu Jaise fouji device aapko Thodi Sasti padati hai aur ismein aapko office vagaira bhi milati rahti hain aur free MB bhi Milte Rehte Hain To Agar aapane fouji advise leni hai to main aapko kahunga ki pure Pakistan mein sabse best device Mobilink Jazz 4G device hai
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

            assalamu Alaikum dear friend ja sake is bhai ne jazz 4G device per apna review pesh Kiya hai ji han jazz 4G device ek bahut hi Kamal ki dawai se Ham ismein koi bhi pakki lagakar use kar sakte hain Ham ismein kaksha monthly package laga kar use kar sakte hain Jo kecha 700 mein lag jata hai aur ham pura month isme data use kar sakte hain aur acche se apna internet use kar sakte hain aisi internet ki speed bhi kafi jyada tej hai kyunki fauji ke signals bahut acche aate Hain har jagah per ek bahut strong network hai hamen uski ya 4G Device use karke bahut hi Kamal ka internet use kar sakte hain aur uski downloading speed bhi kafi acchi aati hai hamen ismein unlock karva kar sim dalenge to Ham usmein koi bhi package laga sakte hain Ham ismein dusri sim ke package bhi laga sakte hain jaisa ke weekly package koi bhi normal sim ka laga karizma dalkar bhi use kar sakte hain is hadse yah ek bahut hi Kamal ki device hai Ham sab Koi advice use karni chahie Jo ke hasti aur jabardast kishan ka aur uski downloading speed bhi kafi acchi aati hai hamen ismein unlock karva kar sim dalenge to Ham usmein koi bhi package laga sakte hain Ham ismein dusri sim ke package bhi laga sakte hain jaisa ke weekly package koi bhi normal sim ka laga karizma dalkar bhi use kar sakte hain is hadse yah ek bahut hi Kamal ki device hai Ham sab Koi advice use karni chahie Jo ke hasti aur jabardast kishan ka aur iski downloading speed bhi kafi acchi aati hai hamen ismein unlock karva kar sim dalenge to Ham usmein koi bhi package laga sakte hain Ham ismein dusri sim ke packet bhi laga sakte hain jaisa ke weekly package koi bhi normal sim ka lagakar ismein dal Kar bhi use kar sakte hain is hadse yah ek bahut hi Kamal ki device hai Ham sab Koi advice use karni chahie Jo ke hasti aur jabardast kishan ka internet maiya karti hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

              Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap log khairiyat se Honge Jazz 4G device bahut hi faydemand hai ya khareed Le To Hamen bahut jyada fayda hoga.
              Jab Ham ise khareed Lenge to iski kimat bahut hi kam Hogi lekin Ham ismein Kisi bhi sim ka use Karke internet ko Ham istemal kar sakte hain aur iski speed bahut hi acchi Hoti Hai Ham apne mobile mein Iske zariy bahut Kuchh download kar sakte hain Ham different apps, games aur ham functions ko bhi download kar sakte hain.
              Iske price bahut hi reasonable Hoti Hai Iski price takriban 3000 rupaye hai aur aap data sim use kar sakte hain jaise ki yah normal 3G ya 4G SIM ho sakti hai aur aap ismein 1 se internet device se bhi Chala sakte hain.
              Aap ismein weekly ,monthly package bhi Laga sakte hain aur isase Hamen bahut jyada fayda bhi Hasil ho jata hai. Jazz network Pakistan mein Kafi arse se apni services ko Ham Tak pahuncha raha hai. Yah zyada expensive nahin hai isliye Har Koi khareed kar ise faida Hasil kar sakta hai.THANKX
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

                Ye review Jazz 4G device par mabani hy.
                asslam.o.alaikum
                ajj kal internet k lia 4G devices ko bahot ziada istaml kiya jata hai ais ka ziada istaml honey ki wajah yeh hai k aise ki madad sey ham apny phone loptop ,or pc k oper tez tareen internet ka istamal kar skty hain. or ik 4G device k use sey ham 10 ,10 mobile phone ya loptop k sath internet ko conncet kar skty hain jazz 4 ji device ka network acha or or aise k pakages degar network ki nisab sasty hain jis wajah sey ham jazz 4G device ka use ziada karty hain 4G divace main ham ko ik or feature acha mily hai k ham ais ko easly kise bhe softwre ki shop sey unlack karwa key jazz 4G device main jazz k ilwa telenor,ufone,zong ya kise bhe network ki sim use kar skty hain aise ki prcie jo hai wo taqriban 2800 sey 3300 tak hoti hai without pakages.
                faide (advantages);
                *jazz 4g device main jo jazz ki sim hai os par ham sasty pakages laga skty hain ,or jazz ka network bhe ik acha network hai .
                *aise ki price degar devices sey kam hai
                *aise ko ham unlock karwa kar aise main kise bhe or network ki sim use kar skty hain .
                *ik jazz 4g device sey ham 11 or device conncat kar skty hain or un par internet use kar skty hain .
                nuqsanat (disadvantage);
                *pakistan main koch city aise hai jin main abhe tak jazz ki 4g nahi hai hai un city main yeh kam nahi karti hai agar kam karti hai to internet ki speed bahot slow hoti hai .
                information for Beginners
                Complete Forex Knowledge
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

                  Ji han bilkul aapki baat Se Main aagrah Karta Hun Jazz 4G bahut hi jyada acchi dawai Sar bahut jyada use Hone Wali device hai aur Jazz Fauji sahab se a Achcha internet isliye Mana Jata Hai Kyunki ismein packages bhi acche hain aur bahut jyada log isko Pasand Karte Hain aur Jazz vah Company hai jo sabse pahle Pakistan mein launch hui thi Jiski vajah se bahut jyada user jazz per maujud hai

                  Advantages

                  Dear friend Jyada use hone ki vajah se aur bahut jyada use hone ki vajah se ismein package acche Hain jismein aapko 1000 per mein 25 GB data provide Kiya jata hai aur uske Allahabad pandrah sau mein aapko 50 GB data provide Kiya jata hai jo kiya achha deta hai agar Iske baare Ishq Agar zong device ko aap Dekhe to usmein package Kafi Jyada costly hai usmein atharah Sau rupaye Mein 30 gb data provide Kiya jata hai

                  Disadvantages

                  Dear friend Kuchh cities Mein Inka Jyada use hone ki vajah se iski internet ki speed bahut jyada slow Hai Jiski vajah se bahut jyada mat le Paida hote hain aur vaise Iske packages Mein 50% packages jo hai Unka uses time alag Hai Jiske Bina Parvah use Nahin Hota jaise k1000 mein jo 30 gb data Milta Hai usmein half data 15 GB Joker Subah Ek baje se lekar 8 baje tak hai to use time bahut kam log Jaag Rahe hote hain Jiski vajah se vo data Jaya jata hai isliye company ko chahie ki all data Har time kisi bhi time use Kiya Ja sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

                    piyary bhiyoo asslam.o.alaikum jesa ke ap sab janty hain aj kal internet ka zaman hai pakistan main boht ziydaa log internet istamal karty hain or har koi chahta hai unko internet ki achi speed mily to isi sahulat ke lie jazz walon ne jazz 4G devices apny custumers main sell karni shuru kardi hai jazz ki device ke faidy apko btata chalu ke agar apky pas mbb device hai to ap ko ak to speed achi dekhny ko mily gi secend apka touch mobile heatup nahi hoga and 3rd apky mobile main ak sim slot ki jaha khali rahy gi jis se ap apny dosry persnal number istamal kar sakty hain maine jahan tak dekha hai log aj kal devices boht ziyda use kar rahy hain or iski boht ziyda istamal ki 2 wajah hain aj kal ak to pubg mobile game jo ke aj kal boht ziyda kheli ja rahi hai or dosri corona ki wajah se jo school or taalimi idary hain wo online classes de rahy hain ye devices us ke lie use ki ja rahi hain or jazz ki device ko unlock kar ke ap har network ki sim laga sakty hain isko unlock karny ka tareeqa mujhy ata hai main har compuny ki device ko unlock kar sakta hun ..umeed hai apko meri is post se kuch na kuch seekhny ko mily ga thank you..
                     
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

                      piyary bhiyoo&nbsp;<span style="color: rgb(51, 51, 51); background-color: rgb(250, 250, 250);">asslam.o.alaikum jesa ke ap sab janty hain aj kal internet ka zaman hai pakistan main boht ziydaa log internet istamal karty hain or har koi chahta hai unko internet ki achi speed mily to isi sahulat ke lie jazz walon ne jazz 4G devices apny custumers main sell karni shuru kardi hai jazz ki device ke faidy apko btata chalu ke agar apky pas mbb device hai to ap ko ak to speed achi dekhny ko mily gi secend apka touch mobile heatup nahi hoga and 3rd apky mobile main ak sim slot ki jaha khali rahy gi jis se ap apny dosry persnal number istamal kar sakty hain maine jahan tak dekha hai log aj kal devices boht ziyda use kar rahy hain or iski boht ziyda istamal ki 2 wajah hain aj kal ak to pubg mobile game jo ke aj kal boht ziyda kheli ja rahi hai or dosri corona ki wajah se jo school or taalimi idary hain wo online classes de rahy hain ye devices us ke lie use ki ja rahi hain or jazz ki device ko unlock kar ke ap har network ki sim laga sakty hain isko unlock karny ka tareeqa mujhy ata hai main har compuny ki device ko unlock kar sakta hun ..umeed hai apko meri is post se kuch na kuch seekhny ko mily ga thank you..</span>
                       
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

                        jazz 4g device ek bohat hi achi internet device hai ap ka shukarya ap ne is bare me review diya me ne is device ko astamal kis ha or ab b kar rhe hon ye bohat hi achi device hai or is ko ham kisi b wakt istamal kar skaty hen is ki sab se bari khasosiyat yeh hai k ek wakt me is par 12 member internet use kar sakty hai matlab agr ek gar me ek dvice b ho to wo pory gar walo k liye kafi ho gi or is k ilawa pasword k bgair kisi b member ko wifi use karny k liy is m WPS la option me mojob hai

                        Basic Features of Jazz Super 4G WiFi
                        • 4G speed upto 150 Mbps.
                        • battery capacity 2300mAh.
                        • microSD card support up to 32GB for wireless network storage.
                        • Connectivity up to 12 WiFi devices (PC, laptops, smartphones etc.)
                        • WPS (Wi-Fi Protected Setup)
                        • 5 indicators (network signal, online/offline connection, Wi-Fi, WPS, battery)
                          Advantages :
                        • is device ko ham kisi b jagar istamal kar skaty hn or is se internet ka faida hasil kar sakty hen
                        • is ki batery timing bohat zyada ha is kiye ap dor draz k safar me isko sat rakh sakty hen or fast internat k mazy le sakty hen
                        • ye device sasti or kabl e etmad hai
                        • ek wakt me 12 log is wife device k sat conect kiye ja sakty hen
                        • internet spead bohat taiz hoti ha

                          Disadvantages:
                        • is devce par ham siraf or siraf jazz ki sim use kar sakty hen or koi network istamal nhi hoga
                        • agr ham packege karen to data package hoga jo k am package se bohat mehnga hota hai
                        • is ki qeemat b thori zyada hoti hai
                        Last edited by ; 25-06-2020, 06:10 AM.
                        Ayisha Cutey's Trading Journal
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

                          Yes dear aapane bahut hi important topic ke bare mein Apna review diya hai aur iske sath sath bahut hi valuable information Hamare Sath share Ki Hai no doubt Mobilink Ham ko acchi facilities provide kar raha hai Jab Ham internet Ki Baat Karte Hain to ismein hamare pass different opportunities hoti hai aur UN opportunities may Ham Ek best opportunity ko select kar sakte hain internet ki field mein mobilinc aapko Ek perfect facility provide kar raha hai jisse aap utilise ho sakte hain aur yah aapke liye Itni Jyada expensive Bhi Nahin Hai.

                          Kuchh log apni Mobilink ki sim per hi internet istemal karte hain lekin Kuchh log specially internet istemal karne ke liye Ye Mobilink ki 4G device Hasil Karte Hain Jisko vah apni business purpose ke liye Bhi istemal Karte Hain no doubt yah thoda sa expensive Hota Hai Lekin iski bahut hi acchi speed hoti hai aur aap isko different peoples ke sath share bhi kar sakte hain Agar Ek shop mein aap yah device Laga Dete Hain To isase 2 ya 3 member bhi easily isko istemal kar sakte hain aur iski speed Mein Koi Jyada difference Nahin aaega.

                          Agar aap Mobilink ki 4G device Hasil karte hain to ismein aapko high speed internet available hota hai jismein aap bahut sari downloading bhi kar sakte hain aur aapko Ek prescribed limit de di Jaati Hai Jiske andar rahakar aap kam kar sakte hain ismein aapko different packages mil sakte hain Jiski amount bhi different hoti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

                            Asalam o alikum dear member

                            Introduction..

                            Dear member apny hmary sath bht acha review share Kia ha jazz 4g device ka Bary yh internet ka liye use ki jati ha is ma sim dal kr is device ko use kia jata ha yh AK bht e zaida achi device ha or ajkl is ka kafi zaida istimal hrha uski price 3000 sy up tq hoti ha or kuch device asi hoti hain jinh ap bhair lay k jaksty hain ku ka kuch asi jgha hoti hain whan pr signal ni aty hain jis wja sy yh device kafi zaida use ki jati ha or yh apko easily mobile ki shop sy mil jata ha dear is device ka kafi zaida fayde hain..

                            Fayde..

                            Jazz 4g device ka ajkl bht zaida istimal hrha ha is ko net ka liye use Kia jata ha or is pr kafi zaida fast net chlta ha jo k ap ka easily ap is pr pora month pkg krwa kr pora month apka chal sakta ha is ka ilawa yh AK bht e achi device ha ku ka agr dekha jy jo pkg hm sim pr krwaty hain wo bht e zaida jaldi khtm hojata ha lekin is pr agr pkg krwya jye tu easily apka pora month chal skta ha or yh bht e zaida fast internet chlta ha or easily bht zaida ap is pr asani sy internet use kr sakty hain or yh apko bht easily ap is pr internet use kr skty hajn



                            Nuqsannat...


                            Dear jhan is ka fayde hain whan is ka nuqsannat b hain is pr apko kafi zaida pkg krwana prt ha jis pr apko kafi pesy lagty hain dear ab yh kafi zaida cities ma hota h jis wja sy iski speed kafi zaida slow hjti ha or us ma jo kuch gb hoty hain wo subhu 1 bja sy sham 1 bja tq hota ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review Jazz 4G device par mabani hy.

                              Jesa k apko maloom ha k ajj ka review jazz ki 4G device py ha jo k pakistan ka sb se bda aur behrreen callular network ha is ki sims pkgs aur internet devices bht famious hn in k call rates ki waja se pakistan me sb se ziada user isi network k hn

                              Advantages:
                              jazz 4G device ka sb se bda faida ye ha k ye charge able device hoti ha ist charge kr k kahen bhi le k jaya ja skta ha iski charging timing almost 6 hour hoti ha
                              is ka internet is waqt tamam companies se behtreen chal raha ha
                              is k rates bht sasty hn is mr 1500 k pkgs se le k agy bht sary pkgs hn.
                              is device ki price 3000 se start hoti ha aur phr jis trha ka pkg ap len gy us k charges alag se pay krny hoty hn device k charges ist time hoty hn
                              device k sath ik data cable aur charger free milta ha isy charge krny k liye.
                              is device ko unlock kr k is me ksi bhi network ki dim chalai ja skti ha.
                              is device k signal range bht achi ha door kahen jazz ka tower ho to ye wahan se bhi signal catch kr leti ha
                              ye ik bht pyari c slim aur small size ki device ha jo carry krny me asan rhti ha poket me bhi a jati ha.
                              is me teen trha k net aty hn jis me 2G 3G and 4G LTE ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X