Ye review mobile wifi model telenor 4G-64C6 par mubni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review mobile wifi model telenor 4G-64C6 par mubni hai
    Asslam.o.alaikum dear ham ap ko is post main telenor 4g wifi device ki Koch khobiyan or Koch kahmiyao k Barry main batai geyai.

    Khobiyan (faide).
    Is ki ineternet spead achi hoti hai .
    4g-3g-2g supported hai.
    Os k bad is ki bettry timing bhe axhi hai 6 ghnty Tak chal jati hai .
    Is k sath ham 11 device connect Kar skty Hain.
    Is device ko Ham pc laptop ya phone ki bhe chiz k sath connect Kar skty Hain or internet enjoy Kar skty Hain.
    Is ka size chota hai or weight bhe Kam hai is lia asni sey jaib main dall Kar ghom skty Hain or internet k majey ley skty Hain.
    Is ki bettry moveable hai agar demag ho jayai to change Kar skty Hain.

    Nuksan.
    Agar baat ki jayai disadvantage ki to mere nazaro main is ki koi khami nahi hai har lihaz sey perfect hai.

    Tafseeli jayaiza.
    Dear main ney abhe ap ko jis device k motlic information di hai darasal yeah device main khud bhe use Kar rha Hun mujhy ko 3 year sey ziada time ho choka hai jab main ney li thi os waqat is ki price 3000 thi or ab shaid 2500 ki ho gayai hai yeah device in 3 salo main ik Barr bhe kharab nahi hoi or main is device ko unlocke bhe karwa choka ho or main is main ab Harr network ki sim use karata Hun main ap ko requmende Kar ga agar ap ney yeah divice lini hai to ap isk company ki Lina telenor 4g-64c6 .
    Best off luck
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review mobile wifi model telenor 4G-64C6 par mubni hai

    yes brother aapane Agar Dekha Ho To Telenor ki taraf se Kuchh model Logon Mein divide kiye gaye hain Taki log Telenor ki service ko acche se use kar sake ismein Jo reception aur transmission ke liye ailet istemal kiye gaye hain vah Kafi Jyada stronge Hain Taki UN main aapko net ki speed Kafi Jyada mil jaaye Baki Iske alava yah jo mobile phone aapko Milte Hain Din Mein gaming Jara Ke Liye Itni Jyada Pasand fast Nahin Hoti Kyunki yah mobile Khas Taur per internets Amal karne ke liye banae Gaye hote hain aur internet ke lihaj se jitni applications hoti hain vah usmein acche se kam Karti Hain Agar aapane high speed internet use karna hai to aap ke liye yah device bahut hi acchi hai Kyunki ismein aapko internet ki speed Kafi Jyada Tej milati Hai Baki iske alava aap ismein normal kam kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review mobile wifi model telenor 4G-64C6 par mubni hai

      Ji han dear aapane bilkul sahi baat ki hai Telenor fauji ki taraf se a Logon Ko bahut sari solid form ki Gai Hain yah Foji device bhi Logon Ko from kar rahe hain Agar Hum usko kharidte hain aur use per internet chalate Hain To Ham usmein fayda Hasil kar sakte hain Kyunki uski man speed bahut jyada Hoti Hai Humne koi bhi kam karna ho ya koi Ham online job kar rahe ho to hamare liye sabse best hai ki Ham Ja device khareed len Kyunki Jab Ham online kam Karte Hain To uske liye speed car best Hona jaruri hai to yah Jo device Hai Iski Fauji Ki speed bahut hi best hai ismein aapke Yaha bhi hota hai ki aap Foji onley bhi kar sakte hain 3GB Laga sakte hain aur 2GB aur ismein aap auto per bhi lagakar internet istemal kar sakte hain Fauji device hai aur aap isko istemal Karke internet ki sahuliyat Le sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review mobile wifi model telenor 4G-64C6 par mubni hai

        Yes dear ais time ap ko ye pata hai k her banda achi device find kar raha hota hai jis mai aus ko achy festers mil jaye ais mai hum ne agar dekha ho to jaha par telenor ki service atni zayda strong na ho to waha ye mobile agar ap use karty hai to ap ko aus mai kafi zayda faida ho jata hai kun k ais mai ap jab telenor par internet use karty hai aus par ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais mai ap ko high speed milti hai ais mai ap ko kisi aor network par agar internet use karna hai to aus k liay ye atna best nai hai ais liay ap ko ais ko buy karna chaye agar apko internet sirf telenor par hi use karna ho ais tarha ap ko ais mai kam price mai high speed wala net mil jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review mobile wifi model telenor 4G-64C6 par mubni hai

          Telenor 4G-64C6 model ki agar bat ki jaye to USB key sath be connect karny key sath esy devices key ley be useful hay jo key wifi key base par connect key jaty hey (mobiles, tablets, laptop), Telenor ka 4 G model 64C6 har tarha se use karny me simple hay aur internet approach ko bahot hi easily bana deta hay, Telenor 4 G key es model ko easily recharge kia ja sakta hay kesi be mobile easy load key base par es ko monthly period key ley activate kia ja sakta hay, aur internet signals ka result be es ka bahot hi acha hay, apni achi qualities ki waja se es model ko bahot hi like kia ja raha hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ye review mobile wifi model telenor 4G-64C6 par mubni hai

            Brother Jo aapane review Hamare Sath train balon aur Fauji ke bare mein share kiya hai aur yah Wi-Fi device hai yah Wi-Fi device Kafi acchi kam kar rahe hai aur iski abhi tak koi bhi complaint sahi hai ya Wi-Fi device Main Khud bhi use ki hai aur mera Jeth Jabbar hai ki yah Wi-Fi device bahut hi acchi hai aur yah aapko Kafi fayda de sakti hai aur Jahan per Kisi Aur device ke signal Nahin Aate aap ko train aur Fauji ke signal mil Jaate Hain aur aap apne internet services use kar sakte hain lekin sometimes ismein signals problem hota hai jo ke har Tarah Ki devices Mein hota hai aur aapke mobile mein bhi ho sakta hai so aap ko chahie ki aap aur aap per check Karenge aap Nahin Gate voice Jahan per use karni hai vahan uski coverage aati hai ya nahin aati hai

            اب آن لائن

            Working...
            X