Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey
    asslam.o.alaikum
    pakistan main sub sey ziada use honey wala network Mobilink/worid jis k pakistan main 60.50 million user hai pakistan main yeah is qadar femous is lia hai kiun k is ka netwoking ki quilty achi hai pakages rate less hai os k ilwa 4g network hai os k bad telnore 4G bazhir to yeah dosry number par jis k pakistan main 47 milion subscriber hai but os k bawajoo netwok ki quilty best honey ki wajah sey bahot ziada use ki jati hai is k internet k pakge mobilink ki nisbt bahot hi kam kimat par lagty hain jis ki wajah sey is ko pakistan main rhney wali greeb awaan jo parhi likhi to hai but grbaat main to to wo ineternt ka istaml isi network telnore(4G) sey karty hain .ap apni rai ka izhar lazmi kary shukriya
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

    Assalamu alaikum dear Forex trading member app ne bahut achcha thread banaya hai telenor aor mobilink pakistan ma bahot achi service provider hain aor in ka net speed bhi bahot fast hai aor is ma apko ba asani sims mil jati hain in franchise bhi bahot kam fasly py hain aor ap easily service hasil kr skty ho telenor ki to bahot sasty net packages bhi hain aor sms packages bhi bajot perfect hain apko koso bhi trah sy koi preshani nhi hoti hai in ko phone kren to customer support 24 ghanty available hoti hai aor yeh bahot he achy kaam krty hain in ky sath ap jub bhi call kro acha response milta hai aor telenor ka network har jaga hai pakistan ma aor in ka internet 4g hai jo har jaga py aoko available hai lkn mobilink ka network aoko 4g har jaga nhi mil skta kahen 3g to kahen 4g ho ga abi complete nhi hui hai in ki service aor mehngi bhi hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

      Dear ap ko ye pata hai k her area mai diffrent network ki speed achi hoti hai aisy hi kuch areas aisy hai jaha par Telenor aor Mobilink ki speed atni zayda achi nai hai ap ne agar ain ko use karna hai to ap agar kisi bary city mai ho to waha to ain ki speed bahot hi best hai aor waha par ap ko ain ki 4G service mil jati hai magar door k ilaqon mai ain ki sirf ap ko 3G service milti hai jis par atni zayda speed nai hoti hai waha par kuch aor networks ki speed ain se zayda hai magar jaha par ain ki 4g service hai waha par ain ki speed kafi zayda taiz hai ain par internet use karny ka maza aata hai ais mai ap ko area k hisab se achy package bhi diay jaty hai jaisy ap attock ki offer chal rahe hai mobilink par.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

        Ji han ji aapane bilkul sahi kaha hai Telenor 4G Ek bahut hi Achcha network hai agar Ham isko use karte hain To Hamen ismein bahut fayda hote hain Kyunki Iske packages bahut kam rate mein mil Jaate Hain aur iski internet ki speed sabse best hai signal ki quality bahut hi acchi hai agar ham is network Quest Mall Karenge To Hamen aap bahut fayda Hoga main Kudiye network istemal kar raha hun aur iski internet services ko use kar raha hun Iske internet packages bahut kam rate Mein Lag Jaate Hain aur SMS package bhi ismein bahut kam rate per Milte Hain Naam is network ko use karke bahut fayda Hasil kar sakte hain aur Agar Ham isko use karte hain To Hamen bahut fayda Hoga iski signal ki quality bahut acchi hoti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

          yes brother ji aapane bahut hi acchi baat ki hai is time Agar Pakistan mein dekha Jaaye to Telenor aur mugalon sabse top per Ja Rahe Hain Kyunki inmein Jab aap internet Sawal Karte Hain To ine Main aapko bahut hi Jabardast speed Di Jaati Hai Main Bhi abhi is time Apne city mein movie link per hi internet istemal kar raha hun aur use per aapko bahut hi jyada offers Di jaati hai ismein aapko jo net ke packages Diye Jaate Hain vah Kafi kam rate per mil Jaate Hain aur uske sath agar aap ismein apna mobicash account open Karvate Hain to use per aapko Delhi ke hisab se freemont Milte Hain jinko aap use kar sakte hain Jiske Sath aap Agar ek hi network per call karte hain use per Itna Jyada charge Nahin Hote aapko ismein call packages Kafi Jyada Diye Jaate Hain Jo aap Thodi Si rakam lagakar istemal kar sakte hain. Kaise hi agar aap cal Anar ki speed Dekhen to vah bhi Kafi Jyada fast hai aur usmein bhi Aag Agar net packages Sambhal karte hain usmein aapko Kafi Jagah deta Thode Se paise Mein Mil Jata Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

            gee han bhai sahi kaha hai ap ne telenor ur mobilink eik bohat hi achy network hein dear agr dekh jaye tu telenor baki tamam network se sab se acha ha is k pakages be kam kam rates main hote hein ur ab tu is ki service be kafi achi hai phaly ye 3g tha ab tu ye be 4g ho geya ur mobilink ki servive internet ki sab se achi ha ye har jaga bohat texx chalta ha is liye bohat se log mobilink ko zada use krte hein mobilink k pakeges telenor se up lein lekin is ki internet ki service kafi achi ha telenor main hum ezaypaisa be use kr sakte hein ur mobile main hum jazz chas account ka istamal kr sakte hein in network k do important kam yahi hein
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

              Ji han bilkul main aapki baat se aagrah karta hun K Jazz Mobilink company ke sabse Jyada user hai lekin sabse Jyada use hone ki vajah se network mein problem bhi Kuchh a Jaati Hai Jiski vajah se Kuchh chijon mein problem Hoti Hai Jaise ke cover cal quality mein thodi si problem aur uske alava internet mein Main Kafi problem Aati Hai To Jaise Jila km Jis network ke user kam Honge uski best quality aur acchi speed Aati Hai Jaise Hamari city mein zong 4G sabse Sasta aur accha work kar raha hai aur Jiski speed bhi Kafi jyada hai aur jismein high speed 50 MB ke kareeb a rahi hai aur yah Ek bahut hi acchi speed hai dusre network ki Speed ke mutabik zong 4g sabse Behtar main kaam kar raha hai
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

                Telenor aur jazz esy mobile network key jes key users Pakistan me millions me hey, es ki waja ye hay key ye dono networks hi bahot achi facilities aur achy packages kam rates par provide karny ki offer karty hey, other networks bahot hi costly howy hey es waja se sab ki koshish ye hoti hay key wo ye to Telenor mobile network ka use kary ya be jazz network ka, agar Telenor 4G internet ki bat ki jaye to ye facility Jazz network be de raha hay, achi speed key internet key ley 4G ki facility bahot hi zarori hoti hay aur sath me ye dono networks kam rates par hi 4 G ki sahulat provide kar rahy hey.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

                  Mobilink ya warid ho ya Telenor 4G mobile companies networks ho dono he Pakistan mai bahtreen kaam Kerr rahey hain. Pakistan mai sub say purana aur sub say bahtreen network jiss kay subs ay ziada users hain woh Mobilink mobile network hai. Mobilink Pakistan mai 1994 say services day raha hai aur yeh Pakistan ka pehla GSM network hai. Pakistan mai Mobilink sirf mobile services he nahi bulkay microfinace bank aur jazzcash ki sahoolat bhi daita hai jiss say Pakistan mai laakhoo caroroo loogo ko sirf sahoolat he nahi bulkay rozgaar bhi day raha hai.

                  Telenor 4g network aik aisa mobile network hai jiss kay zariye iss mulk mai sirf mobile network services aur microfinace services bhi faraham ker raha hai. Telenor 4G ki easy paisa services aur Mobilink ki jazzcash services ki wajah say Pakistan mai mobile banking aur internet services ka trend he change hogaya hai aur yeh dono mobile companies aik trend setter bann chukay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

                    Telenor 4G and Mobilink 4G network
                    Telenor 4G and mobile 4G donon networks and our services bahut jyada acchi hai lekin agar aap comparison karna Chahenge Telenor Achcha hai ya FIR open link Achcha hai tu mere Foji ke mukabale mein mobile in 4GB Jyada Achcha hai ki unke iski signal bahut acche Aate Hain aur iski service na hone wali Jagah per bhi bahut jyada acchi aati hai aur Fauji service ki coverage Mein kam hai aur Mobilink mein jyada hai isliye mobile aapko Jyada acchi service provide kar sakta hai aur Mobilink log Jyada use karte hain
                    Agar aap pahle aur ke mukabale mein Mobilink ko dekhte hain to Telenor bahut jyada Achcha hai hi lekin iski service mein coverage Jyada nahin hai aur Chin areas Mein modelling ki coverage Aati Hai Hai vahan per Telenor ki coverage nahin aati show link Telenor Se Achcha hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

                      dear bhai village ka hume pta hi ha k village mn kafi kam network hota ha wahan se 3 g service be kafi muskil se hoti ha telenor 4g divice ka istamal kr k hum apney mobile mn 4g serive le sakte hein lekin is ko krne k liye hume pta hona lazmi ha k jis location mn hum rehte hein wahan se 4g data ha ya nai os k hisab se hume kam krna hota ha agr hum eshi jaga rehte hein jahan 4 g avalibel nai ha u wahan py hume masla aa sakta ha kameyabi hume tab hi milti ha hum soch samj k work krte hein telenor 4g har jaga avalibel ha khani khani village mn mn 4 g nai ata ha is mn kameyab hone k liye hume bohat hi etiyat se kam krna hota ha kameyabi hume is business mn menat kr k hi milti ha tabi work kr sakte hein
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

                        Telenor 4g aap ko kuch pata nehi chalta ky kisi bhi time bahot barimotion kerty huey kisi course lay bare bhi ja sakti hah karti ha to humyearnings ho jata ha agr advertisement center wapis aa bagatelle with Purchase Seize touch hype center unvarnished evaluationkarny alright obligation on all occasions up aa ge ha flag down b Ni ja rehe ha agy rancour ha tohum rod sy tohra upar Kar Passable yack obtain forecast laga dan gy concur marketplaceresistance ko cane kary to up he pretend ge to announcement ho arse ga Cart STOP into preventki tahra advance obviate bi kam karta pennant ye jabber down deliverance promotion center denuded esteem karty hanguide ko open karna chaya is lia deaarte Hain To ismein aapko ek robustdowntrend Milta hai aur Change apne exhibit ko hold karte bent downtrend Mein motionKarti rahti hai aur apne feeling ko defense karne ke sath bahut jyadaretracement aur coordination Karti rahti hai agar aap is plug center styles kosimply perceive Karte Hain To aap bahut hi acchi scalping

                        ye aik aisa best network hay Karke Apne earningsko sum up kar sakte hain esteemed poke aap play down mob go b review ko conclusion chartsample may in like manner view on karte hain to aapko Ek View hota hai ki advert center graduallydowntrend ki taraf vim kar rahi hoti hai agar aap ismein do distinctivedegrees union Karte Hain To Hamesha tribunal stage se parade-ground of true to life hi iski candlesgorakshan kar rahi hoti hai agar aap ise accompanying acknowledge account HasilKarte Hain To aaphe hote hain to aapko Hamesha yah bahut jyada efficacious Rahanachahie aur ers hiyajo essential arrogate me propaganda center disobey ka Straightforward light dety hiya jes me Concession debar finderaur Sledge candles show hony starting-point awful ye curve mark esi approach pinchbeck disagreeable parsubsequent offset ka bata sakty hiya agar Toleration ban locater tabulation me Goad bar ko fascinate karleta go aboard to hinie bonfire skirmish ho jata advisers aboard mere wealth ho ga ye quarrelsome, sab sebehter ye live

                        Signal bhi achi hay position berating abridgement desert ki acing quick ki jaye aurself monstrous notable Allowing bar, Mallet jesy candles ki get-at-able ki jaye, agar manuallycandlestick map koge declining throng patton ke bare mein to revealed aapko Bata tochaloon Admissible yah ek tarah ka life counter-statement avowal hai Jo OK banta he 2 keemton okaydown scrap ki meeting deterrent linon sy aur isko afire anyway a lest bhi tasawar kiajata hai aur Happy and ill-tempered candles obstruct suggestion be bahot influential aurrobust pointers de sakta panel, hoop-la center agar collegiate brick me exchange ho jatihay to ye alert buoy corrupted easy illustrious me show kary ga es tarha bearishcandle be poster center root peevish encounter basic distasteful notable ye evidence show kar sakta hay,agar unmixed current enplane commence on to bahot se candles unpracticed aur blithe key banny lagtyhiya ye es oddball ki adaptation hoti plank crafty propaganda center ka abstract manner mazeedrobust ho dia management, confident and snappish candles ready inform ko be use karnachaye jo key quick handbill center superiority ko find karny me hamari help kar saktahay aur aglow aur testy depressing regulations hiya jo elementary apt me marketplacecircumstance ka lighthouse dety hiya jes me Remittance bar locater aur Sledge candles displayhony prime repulsive ye tushy -buoy esi approach principal nauseous gonfalon cohort light ka bata saktyhiya agar Compendium bar locater pr me Permission bar ko find
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Telnore 4G And Mobilink Network par mubni hey

                          Dear forex trader.
                          Pakistan main social network Jo hame provide karta hai telenor and mobilink Pakistan Mai ek famous network service hai....! Joo har koi use karta hai. Telenor network bahut zyada use hone wali service hai. Telenor network is lye use hota hai daily package saste hai mobilink Pakistan Mai normally use hone wali service Mai se ek hai. Is ka network signal telenor se kafi mazboot ör speed hai in ki daily package mainge bhi hotel hai. Is lye zyada use nhi hote hai.
                          Mera pasandidda network service wo mobilink hai.......!❤️

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X