dear jub ham kuch nai jantay hotay hain to hamaray parents hamko aik achay teachers k hamwaly kartay hain taa k ham aik achay insaan ban jayen ham kuch seekh jain jisk baad aik arsay k baad agar ham kuch seekh jatay hain to usk peechay hamaray aik achay teachers ka hath hota hay jis k baad ham jo kuch bhi kartay jatay hain usi tarbiat say he kartay jatay hain is liye ham is review main aik achay teachers ki khidmaat k baray main baat cheet kartay hain jo k darj zail hain.
ADVANTAGES;
dear kisi bhi teachers k baghair ham kisi kaam k nai hain wo is liye k aik acha teache agar nai hay to hamko is dunya main achai aur burai ka kuch bhi pata nai chal sakta hay jis main hamain yeh sab say ziada faida hay k hamko har aik cheez ka pata chal sakta hay jo ham nai jantay hain teachers say hamko yeh pata aur faida hota hay k ham ziada say ziada languages ko learn akrnay main kamyaab ho jatay hain techers k bagahir ham yeh nai jan saktay hain k aik muslmaan honay k natay hamain kia kuch karna theek hay aur ham kia kuch ghalt kartay hainaik teachers ki wjaha say he ham aik achi digree ko hasil kartay huway kamayaabi ki tarf rawan dawan hotay hain jis main hamain isk baghair kuch bhi pata chalana na mumkin c baat hay aur agar koi teache nai hoga to ham kisi bhi cheez k baray main jaan nai saktay hain ham kuch bhi samjh nais aktay hain.
DISADVANTAGES;
dear basicaly kisi bhi teachers ka us wakt tak koi disadvantages nai ho sakta hay jub tak ham kisi aisay teachers say learn nai kartay hain jisk pass khud ka kuch bhi seekha huwa nai hota hay aur agar ham aik professinal teacher k baghair kuch seekhnay k liye jatay hain to hamko har taf say nuksaan hay aur hamko kisi bhi baat ka kuch pata nai chalnay wala hota hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим