Dosto jesa ke aap sabko ko pata hai aaj kal bohot sare logo ko bhanj pan ka masala aa raha hai. Aor ye masala mard aor aoraton dono me paya jata hai. Aor aaj kal ye masala bohot hi aam ho raha hai. Pakistan ki aabadi ke lehaz se takreeban 8 % log infertility ka shikar hain. Aik survay ke mutabik 100 percent may se 40 percent masale mardoon ki taraf se hote hain aor 40 percent masale aoraton ke hote hain aor jo 10 percent masale dono ki taraf se hote hain ao baaqi jo 10 percent masale hai wo unexplainabale hai. Doctors ke research ke mutabiq in tamam masail may se 90 percent curable hai aor baqi 10 percent elaj moaleje ke baad bhi theek nahi hote.
Bohot saare cases may jo nojawan log jo hai wo ghalti kar jaate hain. Mera matlab hai ke bohot saare log sharam ki waja se Qualified doctors se mashwara nahi kar paate. Aor isi waja se wo apni bimari ko kam karne ki bajaye aor zyada kar dete hain aor baaz aoqat un ka masala itna zyada ho jata hy ke us ke baad agar wo kisi Qualified doctor ke paas chale bhi jain to wo bhi khuch kar nahi paate. Isi baat ko saamne rak kar aaj may aisi hi aik Medicine ke baare may batane wala hoon jo ke bohot hi mufeed hai infertility ke liye. Aor us ka naam hai Gonadil- F. Bohot saare log is medicine se waqif honge. Aor jin ko masala hai wo shahid use bhi karte honge.
Acha to Gonadil-F capsule jo ke specially design ki gayi hai bhanj pan ke masale ko door karne ke liye. Gonadil-F (Getz) company ki banayi gayi hai. Aor is me mukhtalif kisam ki ingredients hai. Jin ke naam ye hain
1. Tribulus terrestris Extract 250 to 300mg
2.L-Opti zinc
3. Vitamin E
4. Selenium.
Sub se main jo ingredient hai wo Tribulus terrestris hai. Ye aik poda hai jo ke africa aor southren Eurasia me paya jata hai. Ye poda jahan per paya jata hy to wahan ke log ise mukhtalif purpose ke liye use karte hain jesa ke urinery tract ka agar koi masala ho jesa ke zakham ya koi swelling ho to ye us zakham ko theek karne ke liye use karte hain.
Wese to ye medicine dosri bimarion me bhi use hota hai jesa ke ye blood sugar ko reduce karta hai aor cholesterol ko normal karta hai.
Laikin is medicine ka main jo purpose hai wo libido ki count barhata hai. Jis se infertility ke chances bohot kam hojaate hain.
Aam tor per Doctors hazrat ye medicine mardoon ko use karne ke liye dete hain.
Doctor hazrat ke mutabiq jin ko kam masla hota hai un ke liye rozana 1 capsule aor jin ko masala zyada hota hai wo din may 2 baar baar use karte hain.
Aik research ke mutabiq Gonadil-F ki dosage kuch u hai ke aapne 750 mg se lekar 1500 mg tak aik din may leni hai. Yane aap din may 3 se 4 capsule us kar sakte hain. Aor isi tarah jin ko masala hai wo log ye medicine takreeban 3 se 4 maheene tak use kar sakte hain. Ye medicine asar karne me tora time leti hai. Pehle pehle mareez ko andaza nahi hota laikin 2 ya 3 maheene ke bad is ke asarat wazih ho jaate hain.
Even aoratain bhi is medicine ko use kar sakti hain jin ko libido ka masala hota.
Ab aate hain is medicine ki advantages aor disadvantages ki taraf
Advantages:
Jesa ke may ne uper bata diya ke Gonadil-F ko mukhtalif purpose ke liye use karte hain.
Ye medicine na sirf infertility ke liye use karte hain balke is me vitamin E bhi hai jo ke immune system ko mazboot karta hai. Vitamin E anti oxidant bhi hai aor anti inflamation bhi.
Is ke saath saath Gonafil-F ke lene se skin per bhi aik acha asar parta hai.
Is ke saath saath Gonadil-F may zinc bhi hai jo ke metabolism ko theek karta hai. Aor Zinc help karta hai wound healing may bhi.
To matlab ye howa ke Gonadil-F may wo tamam cheezain shamil hain jis ko hamari body ko zaroorat hoti hai.
Disadvantages:
Jesa ke aap jante hain ke medicine ke agar advantages hote hain to dosri taraf side effects hote hain.
Gonadil-F ke wese to itne zyada side effects nahi hai laikin es ke overdose se masla ho sakta hai.
Aor dosra disadvantage ye hai ke is ki price tori se zyada hai. Takreeban 780 rupees may aapko market se mil jayegi.
Pregnent khawateen is medicine ko use nahi kar sakti. Aor na hi breast feeding khawateen is ko use kar sakti hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим