Safi Medicine
Safi Aik Unani Medicine Hai Jo Keh Aik Blood Purifier Ka Kam Karti Hai Ye Medicine Hamdard Laboratories ( Waqf ) India Mai Banai Jati Hai Yani Is Ki Production Inida Mai Hoti Hai Or Iskey Sath Ye Pakistan Or Bangladesh Mai Bhi Banai Jati Hai. Agr Safi Medicine Ki Baat Ki Jaye Tu Ye Package Kay Lehaz Say Hamarey Stomach Ko Correct Karti Hai Or Iskey Sath Or Bhi Bhut Si Deegar Problems Mai Help Karti Hai Relieves Deney Mai. Safi Aik Liquid Fluid Type Medicine Hai Jo Keh Syrups Ki Form Mai Ati Hai Or Isey Lena Bhut Easy Hota Hai Ab Baat Kartey Hain Is Medicine Kay Ingredients Kay Barey Mai .
Cassia senna 246.75 mg
Smilax chinensis 60.00 mg
Sphaeranthus indicus 60.00 mg
Nelumbium nuciferum 36.00 mg
Dalbergia sissoo 36.00 mg
Fumaria parviflora 24.00 mg
Azadirachta indica 24.00 mg
Ye Is Medicine Kay Kuch Khass Chemicals Hain Jin Say Ye Mil Kar Banai Jati Hai Iskey Ilawah Bhi Kuch Or Hain Medicine Mai Istamal Honey Waly Ingredients. Ye Aik Unani Medicine Hai Is Liye Is Mai Ye Is Type Kay Desi Chemicals Istamal Hotey Hain Kuch Log Isey Desi Medicine Bhi Boltey Hain.
Is Medicine Kay Bhut Say Fawaid Hain Jesy Keh Is Medicine Ko Koi Bhi Ly Sakta Hai Baghair Kise Doctor Ki Prescription Kay Or Iski Dosage Bhi Bhut Normal Hoti Hai Isey Koi Bhi Normal Person Easily Intake Kar Sakta Hai Ye Medicine Hamarey Liye Is Liye Faidey Mand Hai Koun Keh Is Mai Desi Chemicals Or Ingredients Istamal Howey Hain Takeh Ye Medicine Hamarey Stomach Ko Clean Rakhey Or Digestive System , Constipation Kay Liye Bhi Ye Medicine Istamal Ho Sakti Hai Jis Kay Liye Aksar Log Isapghol Istamal Kartey Hain Ye Medicine Isapghol Say Zaida Acha Work Karti Hai Or Iskey Sath Ye Hamari Skin Problems Ko Bhi Cure Karney Ki Kosish Karti Hai Jesy Keh Face Pimples Ye Hamarey Face Par Jo Pimples Hotey Hain Ye Un Ko Boil Karti Hai Or New Pimple Bananey Say Rokti Hai.Ye Medicine Hamein Easily Hamein Market Ma Available Mil Jati Hai Ye Medicine Har Koi Afford Kar Sakta Hai Koun Keh Ye Sirf Rs .80 Ki Hai Or Kuch Markets Mai Ye Rs 75 KI Bhi Mil Jati Hai.
Medicine Kay Jahan Fawaid Hotey Hain Wahan Nuqsan Ho Lamz Hotey Hain Jesy Keh Is Medicine Ka Bhi Aik Nuqsan Hai Is Medicine Mai Aik Chemical Istamal Hota Hai Jis Ka Naam ( Arsenic ) Ye Aik Bhut Hi High Level Ka Dangerous Chemical Hai Body Ki Health Kay Liye Or Ye 40 % Is Medicine Mai Paya Jata Hai Jis Ki Wajah Say Logoun Ko Bhut Si Problems Ho Jati Hai Jesy Keh Liver Or Kidneys Problem Or Is Medicine Ka Aik Akhri Nuqsan Ye Bhi Hai Keh Iska Taste Bhut Hi Bura Hota Hai Isey Koi Bhi Easily Nhi Drink Kar Sakta Ye Bhut Hi Fat Liquid Kay Sath Ati Hai.

- Ingredients

- Advantages

- Disadvantages

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим