Hamdard dawakhana ki bunyaad Hakim Abdul Majeed ne 1906 me India me raki jo key start me small clinic ta aur sath me ye herbal medicine shop be ta jes me ye herbal se related medicine khud banati ti, ye time guzarny key sath popular ho gia aur es key branches Pakistan me be open ho gaye har city me hamdard dawakhana majood hay,
Advantages: Hamardad dawakhana ka main advantage hi yahi hay key es key herbal adveyaat bahot hi effect karty hey aur es ki price be bahot kam hoti hay, es clinic me poor persons bahot easily kam karchy me hi apna complete ilaaj kar sakty hey.
Disadvantages: Hamdard dawakhana ka disadvantage 1 hi hay aur wo ye hay key ye clinic Pakistan key big cities me majood hey jaha poor persons kesi villages se agar jaty hey to un ko bahot door jana pardta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим