Yeh Review Sarkari Hospital par Mubni Hai (Title Edited By Rizwan Trader)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Sarkari Hospital par Mubni Hai (Title Edited By Rizwan Trader)
    Advantages;

    Dear friend Pakistan mein government hospital mein bahut hi jyada benefit hote hain jaise ki koi bhi poor people Agar Apna Ilaaj karvana chahie to government hospital mein koi bhi fees Nahin Hoti to isliye government hospital mein jakar check Karva sakte hain aur free mein Apna Ilaaj Karva sakte hain aur yah Pakistan ke logon ke liye bahut jyada benefit hai jo log paise Nahin kar sakte to isliye sone ke liye government hospital bahut hi prakat the usse vaparimal Aaj karwa ke apni sehat ko Behtar banaa sakte hain

    Disadvantages;

    Different Kuchh problem hone ki vajah se Aisa Ho jata hai Jaise ke government hospital mein free mein Ilaaj hota hai to bahut Sare Pakistan mein pure poor people maujud hai jo ki Apna Ilaaj Nahin Karva Sakte to vah isliye government hospital mein Jaate Hain To Jiski vajah se bahut jyada government hospital mein log Jama Ho Jaate Hain aur usmein aap ko acchi Tarah Se treatment nahin diya Jata Kyunki bahut jyada logon ki vajah se doctor Bhi Zyada please ko check karne ki vajah se jald Baji Mein mareez ko chek kr lety hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review govt hospital par mubni ha

    Govt Hospital In Pakistan:
    Advantages:
    Pakistan mein aapko Har district mein aur Har Tahsil mein aapko government hospital Milte Hain aur aap ka ilaj government hospital mein free ho sakta hai aur aapko free medicine Di Jaati Hai
    Aise treatment Jo ke private hospital mein bahut jyada mahange Hote Hain vah government ke hospital mein bahut hi saste Ho Jaate Hain
    Jo medicines aapko private medical stores per bahut mahangi milati hai vah aapko government ke hospitals mein bahut Sasti mil Jaati Hain
    Government hospital mein doctors bhi bahut hi acche hote hain aur government ki taraf se a vah doctor Kyon Nahin Gaye hote hain aur vah aapka Ilaaj Karte Hain
    Disadvantages:
    Kyunki Ek Tahsil Mein Ek Hi Bada Hospital hota hai to vahan per aapko bahut hi jyada Rush dekhne Ko Milta Hai Jiski vajah se aapko Kafi time mil sakta hai
    Bed kam hone Ki Surat mein aapko hospital mein dushwari aati hai aur aur aapka treatment Sahi Nahin ho sakta
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review govt hospital par mubni ha

      Ji member aapane sahi kaha ki hamare pakistan mein hamare mulk mein bahut jyada hi sarkari hospital hai Jahan se bahut sare garib log fayda utha sakte hain aur kuchh to fayda utha bhi rahe hain lekin use pahle uthane ka kya maksad hua jab udhar sahi tarah se attend nahin kiya jata kisi bhi garib ko aur vahan per koi halat nahin hote na hi medicine acche se acchi milati hai aur na hi koi check karne ka tarika hota hai Vahan per mary's yeda aur doctor ki Dada kam hoti hai lekin aajkal jab se yah hat mat i hai sarkari hospital ki kafi had tak deti ho gai hai aur vahan per garib se lekar had tak ke ka banna chahta hai aur apna ilaj karwata hai jo islamabad mein kims hospital hai vah bhi bahut achcha hai vah sarkari to nahin hai lekin agar vahan Card banaa liya jaaye to ilaaj free hota hai se prithi ke paise diye jaty hy sarkari hospital boht hi achy hoty hy
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review govt hospital par mubni ha

        dear friends,govt houspitals ham hamko bahut ziada faida milta hay agar wahan ka staff acha ho wahan k seniors medicals mukhlis hon aur wahan pay medicines ki availabilty ho,jo kaam hamari sehat k liye aik sarkari houspitals kartay hain wo kabhi bhi hamko facilities aam private houspitals nai day saktay hain,is liye hamko koshish yahi karni chaye k ham ziada say ziada apna rajooh sarakari houspitals ki tarf karain agar wahan ka staff acha nai hay agar wahan say hamko medicines nai mil rahi hain to hamko yeh hak hay k ham un mutalak complaint karain jiska ab azala bahut he asaan hay ham un k baray main apni complaint ab online bhi kar saktay hain jis say hamko wapsi sms k zairye say bhi agah kia jata hay,sarkari houspitals k in fawaid k sath sath hamko kuch niksanaat ka bhi dar rehta hay wo is liye k wahan par emergencie main kabhi kabhi achay doctors available nai hotay hain k jinki hamko koi serious patient check karwa sakain to aisay halaat main hamko kisi achay private main apnay ya apnay patient ka test karwana kabhi kbhi ziada better hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review govt hospital par mubni ha

          Government hospital jo key har city me hoty hey hoty hey aur es key koch advantages aur disadvantage be zaror hey jes ko discus karny se har 1 ko achi information mil sakti hay,

          Advantages: 1. Government key kesi be hospital me mareez se koi fees nahi le jati hay aur na hi medicine ki koi fees hoti hay ye Government ki taraf se bilkul free provide ki jati hay,
          2. en hospital me staff ka rawaya be mareezu key sath acha hota hay aur agar mareez ki achi dake baal na ki jaye to government ko shekayat karny ka be advantage mareez ho hasil hota hay.

          Disadvantages: Cities key Government hospitals me doctors aur staff kesi had tak expert aur professional hoty hey magar villages key hospital me staff aur doctors ka experience bahot kam hota hay jes ki waja se mareezu ki achi dake baal nahi ki jati hay.
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review govt hospital par mubni ha

            Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai government hospital se Hamen bahut Sare benefits hote hain government hospital Hamari services ke liye banae gaye hain aur yah bahut hi Achcha Hamen inse benefits hota hai aur acchi medicine Hamen Yahan Se Mil Jaati Hain

            Advantages

            Dear friend government hospital ka sabse bada benefit Yahi hota hai ki Hamen free Mein Sabhi chijen provide ki Jaati Hai jaise ki Hamen koi bhi medicine Ho vah bhi Hamen free mein milati hai aur Hamen inmein koi bhi Ilaaj ki payment Nahin Karni padati Sare Hamare test aur Sabhi chij Hamari government hospital mein free mein ki Jaati Hai

            Disadvantages

            Lekin government hospital ka sabse bada disadvantages yahi hai ki Yahan per unhin Logon ki Suni Jaati Hai Jo ke reference ke sath aaya hun Kyunki Aam koi bhi local aadami Agar vahan Jaaye to apna ilaj karwaya to usse bhi paise charge kar liye Jaate Hain aur ismein koi Itna discipline Nahin Hota Ke Logon ki help ki Jaaye Sabhi log ismein beimani ke sath kam Karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review Sarkari Hospital par Mubni Hai (Title Edited By Rizwan Trader)

              Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya sarkari hospatal per mubni hay in kay boot zaia faday bi hain
              ADVANTAGE
              DEAR sarkari hospital main humary meriaze ka free main alag kia gata hay or ya boot marie treatment ke gati hay is main humra free admission kia jat hay
              Hum ko free main hi medicains mill jati hay or hum ko kiey payment ni karni parti hay
              Hum ko store say davaie ni lani parti hay
              DISADVANTAGE
              Sarkari hospatal main acha tara say medicains ni kia jata hay
              As main jo medicains istmal ki gati hay wo zaida tar expiar ho ti hay
               
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review Sarkari Hospital par Mubni Hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                Dear friends agar ajkal Kay sarkari hospital ki bat ki jaye to ajkal phir bhi better condition hoti hay sarkari hospital ki aur doctors aur staff members bhi professional hotay hay jiss ki waja say mostly logg sarkari hospital ko prefer kartay hay sarkari hospital may greeb admi apna ilaj easier way may karwa saktay hay aur sarkari hospital may treatment Free bases pay hoti hay aur sarkari hospital may hi ake sarkari free dispensary bhi mojod hoti hay jiss say logg free medicine lay saktay hay ya pher bohut hi kam rates pay medicine mil sakty hay sarkari hospital may free operation bhi hotay hay aur different wards hotay hay jidhar trained doctors mojod hotay hain aur child Ward bhi hota hay jidhar child specialist hota hay sarkari hospital greeb aur average income walay logo kay liye bohut acha rehta hay Kyu Kay private hospital may treatment bohaut zayada costly hoti hay aur doctors ki fees bhi bohut zayada hoti hay Jo har koi afford nai Kar sakta hay.

                ADVANTAGES:

                Sarkari hospital may bohaut zayada advantages hotay hay appko sarkari hospital may free check up hota hay aur free medicine bhi dastyaab hoti hay Agar rat ko kisi bhi time koi takleef mehsoos hoti hay tou sarkari hospital ki emergency ward aopko treatment provide karta hay Kyu Kay hospital ki emergency ward rat ya din ko open rehti hay aur doctors bhi available hotay hay Agar dekha Jaye to sarkari hospital bohaut saray Logo Kay liye bohat asani Ki waja hay appko sarkari hospital may treatment aur medical saholat provide hoti hay appko koi bhi payment nai Karni parti hay aur sarkari hospital may hygiene ka bhi khyal rakha jata hay germs killer spray Kia jata hay wash rooms saf hotay hay aur sarkari hospital may regular basis pay cleaning ki jati hay.

                Disadvantegs:

                Sarkari hospital may treatment tou kisi had tak satisfied hoti hay magar usually doctors ka behavior patients Kay sath uncivilized hota hay aur dispensary say Free medicine milti hay magar bazz dafa sarkari hospital may dispensary say Free medicine nai di jati hay bohaut sari reasons bta di jati hay aur safai ka kuch acha arrange nai hota hay germs killer spray zayada tar wash rooms may hi spray kiye jatay hay saray hospital may spray nai Kia jata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review Sarkari Hospital par Mubni Hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                  Dear Agar Ham sarkari hospital Ki Baat Karte Hain To Ham is Baat Ko observe kar sakte hain ki government bahut Sare Bade cities aur uske sath sath rural cities Mein different government ke Hospital banaa deti hai aur usmein aapke liye bahut sari facilities ke sath sath aapko doctors aur nurses ki facility bhi provide karti hai aapko is hospital mein koi charges Nahin Dena Hote aur aapko ismein se medicine aur doctor se checkup bhi bilkul free hota hai agar Ham is facility ko Kuchh sal pahle dekhte hain to usmein bahut Sare problems the Jiski vajah se isko Achcha Nahin Samjha jata tha aur maximum people private checkup per hi depend Karte The aur usko hi preference dete The sarkari hospital mein main just Vahi log Jaate the Jo private checkup afford nahin kar sakte they.

                  lekin Jab ham sarkari hospital Ki Baat Karte Hain To usmein Humko is Ki Sabse Badi reason yah Najar Aati Thi ke jitne bhi sarkari hospital ke doctor se unhone apne private clinic Banai Hui the Jiski vajah se vah government ke hospital mein patient ko acchi Tarah checkup Nahin Karte The lekin ab bahut jyada ismein updates a gai hai aur government case strict rules and regulations ki vajah se a sarkari hospital mein bahut hi Achcha treatment ho raha hai aur aap usse bahut acche tarike se utilise ho rahe hain aur aap ko bahut Thi acchi facilities provide ki ja rahi hai ab agar Kisi bhi sarkari hospital mein dekhte hain to usmein aapko medicine ke sath sath paramedical staff Jaisi perfect facilities provide ki ja rahi hai jismein aapko private checkup karvane ki jarurat hi nahin rahti lekin just aapko ek problem hota hai ki sarkari hospital mein aapko bahut jyada Logon Ko Samna karna Hota Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Sarkari Hospital par Mubni Hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                    Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Aaj Kal ke sarkari hospital ki baat ki Jaaye to aajkal Fir Bhi Baithe condition Hoti Hai sarkari hospital ki aur doctor aur step members bhi profession hote hain Jiski vajah se mostly log sarkari hospital ko perfect karte hain sarkari hospital ke Garv aadami apni ilaj karwaya Karvate Hain per Karva sakte hain aur sarkari hospital mein treatment free base per hoti hai aur sarkari hospital mein bhi Ek Sarkari free dispense chij bhi manjur Hote Hain jisse Log free medicine le sakte hain ya FIR bahut hi kam rate per medicine mil sakti hai sarkari hospital mein free operation bhi hote hain aur different world hote hain Kidhar trending doctors manjur hote hain aur world bhi hote hain idhar Child Specialist hote hain sarkari hospital Garib aur aur average income wale logo ke liye bahut hi Achcha rahata hai Kyunki Private hospital mein treatment bahut hi jyada costly hoti hai aur Doctor ki fees bahut hi jyada hoti hai

                    Advantage

                    Sarkari hospital mein bahut jyada advantage hote hain aapko sarkari hospital mein free check up Mein Hota Hai Aur free medicine bhi aapko disturb hoti hain agar aap rate ki koshish time ki taklif mahsus Hoti Hai To sarkari hospital ki emergency ward aapko treatment profit Karta Hai Kyunki hospital ke emergency ward rate Yaadon Ko open rahti hai aur doctor bhi available hote hain agar aap Dekha Jaaye to sarkari hospital bahut hi Sare Logon ke liye bahut hi aasani ki vajah se aapko sarkari hospital mein treatment aur medical Shahar Yad profile hota hai aur aapko koi bhi payment Nahin karni padati hai aur sarkari hospital mein aap Adventist ho sakte hain aur aap isase bahut hi fayda Utha sakte hain Kyunki sarkari hospital mein regular basis per aap cleaning ki Jaati Hai

                    Nuksan

                    Sarkari hospital mein treatment Ki Kisi had Tak Hoti Hai Magar usually doctor bhi behaviour patterns ke sath chuni stage hota hai aur dispensary se free medicine milati Hai Magar bag dafa sarkari hospital mein dispenser se free medicine Nahin Di jaati hai bahut sari response Bata De jaati hai aur Safai ka Kuchh Achcha range Nahin hota hai Garam kilakke surprise Jyada tarva shrooms Mein Hi ki jaati hai aur Sare hospital mein nahin ki jaati
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Sarkari Hospital par Mubni Hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                      ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                      Yeh review Sarkari Hospital par mabni hai ;

                      Dears , Ajj ka hamara review hai Sarkari Hospital .
                      Introduction ;

                      Ham is Baat Ko observe kar sakte hain ki government bahut Sare Bade cities aur uske sath sath rural cities Mein different government ke Hospital banaa deti hai aur usmein aapke liye bahut sari facilities ke sath sath aapko doctors aur nurses ki facility bhi provide karti hai aapko is hospital mein koi charges Nahin Dena Hote aur aapko ismein se medicine aur doctor se checkup bhi bilkul free hota hai agar Ham is facility ko Kuchh sal pahle dekhte hain to usmein bahut Sare problems the Jiski vajah se isko Achcha Nahin Samjha jata tha aur maximum people private checkup per hi depend Karte The aur usko hi preference dete The sarkari hospital mein main just Vahi log Jaate the Jo private checkup afford nahin kar sakte they.
                      lekin Jab ham sarkari hospital Ki Baat Karte Hain To usmein Humko is Ki Sabse Badi reason yah Najar Aati Thi ke jitne bhi sarkari hospital ke doctor se unhone apne private clinic Banai Hui the Jiski vajah se vah government ke hospital mein patient ko acchi Tarah checkup Nahin Karte The lekin ab bahut jyada ismein updates a gai hai aur government case strict rules and regulations ki vajah se a sarkari hospital mein bahut hi Achcha treatment ho raha hai aur aap usse bahut acche tarike se utilise ho rahe hain aur aap ko bahut Thi acchi facilities provide ki ja rahi hai ab agar Kisi bhi sarkari hospital mein dekhte hain to usmein aapko medicine ke sath sath paramedical staff Jaisi perfect facilities provide ki ja rahi hai jismein aapko private checkup karvane ki jarurat hi nahin rahti lekin just aapko ek problem hota hai ki sarkari hospital mein aapko bahut jyada Logon Ko Samna karna Hota Hai.
                      ADVANTAGES:

                      Sarkari hospital may bohaut zayada advantages hotay hay appko sarkari hospital may free check up hota hay aur free medicine bhi dastyaab hoti hay Agar rat ko kisi bhi time koi takleef mehsoos hoti hay tou sarkari hospital ki emergency ward aopko treatment provide karta hay Kyu Kay hospital ki emergency ward rat ya din ko open rehti hay aur doctors bhi available hotay hay Agar dekha Jaye to sarkari hospital bohaut saray Logo Kay liye bohat asani Ki waja hay appko sarkari hospital may treatment aur medical saholat provide hoti hay appko koi bhi payment nai Karni parti hay aur sarkari hospital may hygiene ka bhi khyal rakha jata hay germs killer spray Kia jata hay wash rooms saf hotay hay aur sarkari hospital may regular basis pay cleaning ki jati hay.

                      Disadvantegs:
                      Sarkari hospital may treatment tou kisi had tak satisfied hoti hay magar usually doctors ka behavior patients Kay sath uncivilized hota hay aur dispensary say Free medicine milti hay magar bazz dafa sarkari hospital may dispensary say Free medicine nai di jati hay bohaut sari reasons bta di jati hay aur safai ka kuch acha arrange nai hota hay germs killer spray zayada tar wash rooms may hi spray kiye jatay hay saray hospital may spray nai Kia jata hay.











                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review Sarkari Hospital par Mubni Hai (Title Edited By Rizwan Trader)


                        sarkari hospital.....

                        hmara yh review sarkari hospital py mabni hy jesy k sab logon ko is bat ka ilm hotahota h k sarkari hospital mnmn apka ilaaj free mnmn hota hy... is leay ap k leay udr bhtbht s faidy chuoy hoty hn... bht s log sarkari hospital mn jana pasand nh krty hktyhoty.. but hmen udr jana cheay qq k yh hospital government ny bnaya hota h k idr aa k poor logon ka ilaaj kea ja sky.is leay whan logo.. n ko jana cheay.. sarkari hospital mn jany k bhi bht s faidy r nuksan Hoty hn unka zikr bhi hm idr kren G ta k hmen pta chal sky k log udr q jaty hn rr q Jan pasand nh krtKrt.......

                        Advantages......
                        sarkari hospital mn jany k bht s faidy hoty hn sb s Phli bat to yh hoti h udr apka ilaaj free hota h apko koe pessa nh lgana krta.... is k leay apko udr jaa. cheay is k ilawa Government ny hos8k andr use hony wali tamam machinery out of country s mangwa li hoti h is leay woh bht zyad achi hoti hy.. is k ilawa udr mahool bhi bht Acha hota h r apka ilaaj bhi fre hota hy ap udr araam s ja k apna mukamal ilaj krwa skty hn... r sb s bri bat yh h k udr apko medicine bhi free hi milti h Aok chkup r medicine dono hi free of cost hoty h.. agr apny koe test ya oorat9bhi krwa a ho to woh bhi free m hota H.. sb s bra faida un logon k leay h Jo bahir k private hospitals mn ilaaj nh krwa skty hoty un k leay yh bht hi achi bat h k woh sb idr aa k free ilaj krwa skty h....

                        disadvantages......

                        jis trah apny sarkari hospital k achy faidy dekhy hn udr hi is k kuch nuksan b dekhny ko milty hn jesy k apny dekha hoga udr bht hi zyada rash hota h q k har bnda chahta h k free mn ilaj krwa le Is leay aesi jga p bht zyada rash hota h is k ilawa udr rash hony k bais apki mukamal treatm8bhi nh keaa jata mostly apko half treatment k bd hi ghr bejh dea jata h... log zyada hony ki wja s udr apko koe bmari lg Jan ka k khtra bhi rhta h q k udr trah trah k log ayy hoty hn h is leay aesi jga p apny Ap ko save rakhna mushkil ho jata h..
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review Sarkari Hospital par Mubni Hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                          Sai kaha ap nay
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh Review Sarkari Hospital par Mubni Hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                            Sarakari hospital hamri poori qoum k liye bohot zaroori hen. Aaj kal mehngai urooj or hai iss liye ghareeb awam private hospitals sy sahooliyat hasil nhi kr skti. Government ny in k liye sarakari hospital bnayen hain taaku muft ilaaj logo ko mohya kia ja sky
                            Hr cheez kdo pehloo hoty hen, aik acha aur aik bura. Issi trah sarkari hospital k Fawaid bhi hain airkuch khamiyan bhi notice ki gae hen. P
                            Pehly hum advantages pr ghor kren gy. Sb sy pehly tou ye k ghareeb awam kkiye ye sab sy Bari nemat hai. Baghair paisay diye medicines aur treatment hasil kr lia jata hai or logo ki bhalai ho jati hai. Doosra ye k har trah k doctors har trah ka ilaj in hospitals me mojood hai.
                            Agar khamiyon ko mad-e-nazar rakha Jaye tou sb sy pehly Jo cheez amraz ko face krna prti hai wo Doctors ki kami hai. Aim doctor din me hazaron amraz ka ilaaj krta hai. Dosra ye k doctors bhi kabhi kabhar cooperate nhi krty.
                            Hamari government ko improvement pr zorr dena chahiye aur in hospitals ko develop krny ko tarjeeh dena chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh Review Sarkari Hospital par Mubni Hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                              sarkari medicines achi nahi hoti jarain aur exercise ap hamesha jartye rhaindemoaccount pay bhi ap ka kam hao kay ap mahnet kay sath acha kam jartye haintu apkamyab hotye hain kiyu kay demo account aik aisa account hai kay jis maikamkar kay sirf ap ka faida he ho ga kiyu kay es mai ap ka lose tu hona nhi haituap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain in line with ap ka kamhai kay apachi exercise kay sathacha kam kartye hai tu ap kafi faida laityehain tu ap ka kam hai kay ap achakam mahne ke liye aapko aik behtarinfacility jo demo account in line with getting to know ke liye Di jatihai woh aik high-satisfactory haithe Forex market buying and selling mein getting to know ka kyun ky the Forex market buying and selling mein operating aap ko aikasa platformchye hota Hy Jahan ap fundamental getting to know kr saken isis reason Kayleay demoaik asa platform chahie hota hai bus getting to know ke liye Jahan the Forex marketbuying and selling mein acchi getting to know karna

                              wahan safai ka khyaal nahi hota chahte hainto aap Koi chahie ki the Forexmarketbuying and selling ke dam account mein novice stage se gettingto know shuru kar den kyun kikoi bhi investors begin meinjab tak demo in line with getting to know nahin kartahua actualaccount meinachi buying and selling nahinkar sakta aapko fundamental buying and selling gear aur fundamentalbuying and selling strategies ke naked mein records hona bahut zada crucial hai yahchez aap ko the Forex market buying and selling mein kamyabkarti hai aur longarning ki bahut zadasignificance hotihai isi tarah forex meinagar aap getting to know karnachahtahai to aap the Forex market buying and selling mein getting to know se aik expert aur professionaldealer Ban saktehain foreign exchange mein operating Karne wale contributors hamesha achigetting to know say hello the Forex market buyingand selling mein kamyab ho sakte hain essentially kamyab dealerwo hota Hy jo constantly achcha income Le sakta hai agarwoh the Forex market buying and sellingforemost right operating karne ke sath achi wm nazar andaz nahi karsakty hiya, kesibenew investors ki buying and selling overall performance me buying and selling

                              Gandagi bht zayda hogi doctor achay hein exercise ki bahot zeyadaehemyathoti hay aur esy investors khudko demo account ki buying andselling exercise keybasepar develop karsakty hiya, professional dealer koi be esa nahi ho ga jesne buying and sellingki right aur long term tak exercise nahi ki ho gi, agar hamaaj buying and sellingexercise ki significance ko nahi samjy geyaur ham kesi kisam ki buying andselling exercisenahikaren gey to ham destiny me the Forex market marketplace key achy investors nahi ban sakengey,hamary ley buying and selling exercise the Forex market gettingto know instructor kakam deti hay, the Forexmarketenterprise me expertise aurlemplete hony ka sawal hello pedanahi hota hay jab hamexpertise keysath buying and selling exercise ki be koshish nahi karengey, buying and sellingexercise koagar the Forex market enterprise ki look at key sath hello ki jaye to es kabahotzeyada faida ho sakta hay aur esi buying and selling exercise kibunyad par hello investors kokamyabi milti hay aur investors the Forex market marketplace key certified investors

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X