Dear ap ne agar dekha ho to her insan ko kisi na kisi time koi medicine zarort parti hai aor ap ko medical store se medicine leni hoti hai ais mai ap ko ye pata hona chaye k ap agar kisi medical store par jaty hai to waha se wohi medicine ley jo ap ko DR ne batai hai agar ap aisy hi kisi medical store waly se pock k medicine le lety hai to aus se ap ko nuqsan ho sakta hai aor hamehsa achy medicine store se leni chaye kun k ais mai aj kal 2 no medicines bahot zayda aa rahe hai ain ko kabi use mat kary warna ap ki jan ko khatra ho sakta hai aor ap mazeed beemar ho sakty hai.
Faidey (Advantage)
1. Medical store se ap ko her tarha ki medicine mil jati hai jis ko use kar k ap sehat yab ho jaty hain.
2. Ap ko jitni quantity mai medicine chaye ho atni hi mil jati hai.
3. Zayda medicines ki price atni zayda nai hoti jo ap ais mai se purchase na kar saky.
Nuqsan (Disadvantage)
1. Kuch medical stores ap ko expire hony wali medicines dety hai ta k kuch din baad wo expire ho jaye.
2. Ais mai kuch medicine fake aa rahe hoti hai ais liay medince Dr ki hidyat k mutabiq hi ley.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим