dear members wakt k sath sath sab kuch change hotay huway bhi ham daikhtay hain jis main hamko bhi khud ko change karna parta hay agar ham isi changing say faida uthatay hain to ham wakt k sath chal saktay hain aur agar ham wakt kis speed ko samjh nai saktay hain to hamaray liye sath sath bahut sari mushkilaat ka samna banta jata hay jisk liye zaruri hay k ham usay samjhain uski raftaar ko samjhain,isi tarha say he agar hamaray pass koi khaas rozgaar nai hay to ham apni motorcycle ko khud rent pay chala kar us say kaafi sara faida hasil kar saktay hain jis main hamko achi amdani ka milna bhi mumkin hay jisk faiday aur sath sath kuch nuksnaat darj zail hain.
ADVANTAGES;
dear agar hamaray pass koi bhi rozgaar nai hay to ham apni motorcycle ko khud rent pay chala saktay hain aur us say ham khud drive kartay huway sawari ko uski manzil tak pounchnay ka kaam kartay huway hamko bahut kuch faida mil sakta hay jis main ham kam say kam safer main bhi acha khasa rent hasil kar skatay hain aur agar ham isay propper tareekay say aik taxi ki tarha say kisi achay adday ya stop pay isay daily rok kar kaam akrtay hain to hamara mayaar bhi acha ho sakta hay aur ham khud bhi us say din raat mehnat kartay huway apni is rozi k maslay ko solve kar skatay hain jis main mehnat hay koi shame nai hay aur mairay khyal main is chottay kaam main bhi ziada tar faida he hay.
DISADVANTAGES;
dear jahan pay apni zaaty motorcycle ko khud rent pay chalnay k hamain bahut ziada faiday hain wahin pay he hamaray samnay is main aisa kaam karnay k kuch nuksnaat bhi hain jin main agar hamara kisi sawari k sath accident ho jata hay to us main hamara bhi nuksnaa hay aur sath sath jiska accident hota hay sath uskay bhi khud ham zimadaar ban saktay hain is liye agar ham aisa rent wala kaam kartay hain to hamko isk sath sath is main honay walay loses ka bhi khaas khyal rakhtay huway kaam karna chaye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим