HONDA CG 125 model 2011
Dear friends ajj mai apko one of the best 125 model 2011 kay baray mai apna review daina chahunga mainay honda 125 jeska model 2011 hai osi saal 2011 mai khareeda ye maira first time tha kay mainay koi honda motorcycle khareeda ho lekan baad mai mujay patha chala kay maira decision bilkul teek tha aor mainay ik shandar bike ka intekhab kiya hai ajj mai wahe 125 mairay paas mojood hai aor bina kesi rokawat kay mujay apnai services dey raha hai mai ajj khush hun kay mairay paas 125 model 2011 mojood hai mai esko taqreeban pechaly 9 years say use kar raha hun lekan ajj taak mujay esmai koi major masla paish nahe aya hai yani ye har lehaz say apko service daiga bina rokay howay maira yahe suggestion subko hai kay agar apnay moter bike kharedna ho tho koshish karay kay 125 ya esmai model 2011 he khareeday ye har lehaz say best hai
History and manufacturing
Honda 125 japan mai 1976 mai banna shoro ho chukay thay jokay 1985 taal chaltay rahay lekan agar baath pakistan ki ke jaye tho ye 1992 mai yahan par tayar hona shoro howay thay jo ajj taal teyar ho rahay hai aor roz ba roz esmai new models market mai introduced ho rahay hai esmai ik new model aor shap ki be introduced kiya gaya hai jesko hum hona delux kay name say jantay hai pakistan mai aaj be ye manufacturing ho rahay hai atlas honda kay name say paktistan mai honda 125 ki buhot ziyada demond hai yound generation eskp buhot ziyada pasand kartay hai agar che pakistan mai dosray moter bike be market mai mojood hai lekan 125 ka apna ik alag moqaam hai
Advantages
Honda 125 har lehaz say ik paedar moter bike hai ye apko high speed kay saath ik behtareen safar karnay ka moqa faraham karta hai eska safar be nehayat araam deh aor pur skoon hota hai yani ye har lehaz say ik zabardust product hai jo apko buhot khush rakega
Disadvantages
125 ka sub say bara disadvantage ye hai kay ye buhot ziyada fuel consume karta hai aor eska kharcha ik aam banday kay leye buhot mushkil ho dakta hai yani koi be esko asaani say afford nahe kar sakta eskay ilawa eskay jitnay spare parts hai wo be kafi expensive hotay hai yani eski repairing be khasi mushkil aor expensive hoti hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим