dear members ap nay aksar yeh daikha hoga k jub ham kisi ko new bike main uska silencer change daikhtay hain to hamko wo sama kaisa feel hota hay qk aik new bike ki awaaz main bahut sara differnce hota hay pehlay awaaz aik sound ki tarha say hoty hay to usk change karnay main awawz aik ajeeb sa manzar paish karty hay aur agar ham aisa kartay hain to hamin usk sath sath faiday aur nuksanaat ka bhi ghor karnay main koi harj nai hay aaj ham is kaam k baray main discuss kartay hain jisk faiday aur nuksnaat darj zail hain.
ADVANTAGES;
dear basicaly is kaam k koi bhi khas faiday nai hain jinka silencer change ham main say koi karwaat hay to us say sirf is baat ka he ham faida hasil kar saktay hain k jub ham kisi gali muhallay say guzartay hain to sab ki nazar ham pay hoty hay k yeh kia baat hue hay aur agar ham uski kisi k sath race lagtaya hain to hamari bike easy tareekay say moov karty hay jis main hamain yeh daikhnay main faid milta hay k us bike ki speed main kaafi faida nazar ata hay jis main engine aik aisi speed marta hay qk uski awaaz aur bhi zaida honay ki wajha say engine easy tareekay say chalta hay jo chottay silencer main hawa ka dabao kam honay ki wajah say yeh bike barray silencer main ziad zor laga sakta hay jiski wajha say uski speed main bhi kaafi izaafa hota hay isk ilawa hamain aisa karnay main iska koi bhi khaas faida nai hay jiski ham umeed kar saktay hain.
DISADVANTAGES;
dear bikes ka silencer change karnay main hamko bahut ziada nuksnaat ki twako hay jis main agar ham aisa kartay hain to hamko baar baar race ziada dainay ki adat parr sakty hay jisk liye agar ahamray engine nay jahan pay 3 years nikalnay hain ham usi bikes say sirf 1 years nikaal saktay hain jahan say bhi ham guzartay hain is silencer ka shore sab ko disturb karta hay jis say aisa karnay say hamari kisi k sath bhi larrai ya ghagra ho sakta hay to hamko aisay nuksanaat say bachnay k liye aisa kabhi bhi nai karna chaye jo hamko kisi bhi wakt kisi bhi mushkil main daal sakta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим