ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.
    dear mairay khayal say agar hamko acha kuch chaye to hamko hamesah say he aisa kuch likhna chaye jis main hamaray sath guzri hue baat ka hona ho,dear agar ham apni motorcycle ko kisi ko sail kartay hain to hamko chaye k ham usay forrun usk name pay karwa dain wo is liye k aksar aisa hota huva bhi daikha gaya hay aur aisa ho bhi rha hay k ham jiski apni motorcycle sail kartay hain jub wo kisi maslay k liye pakry jaaty hay wo police walay yahi kehtay hain k isk asal malik ko bulaya jaye jiski wajha say ham jis bnaday ko wo motorcycle sail kartay hain wo akhir hamko search karta karta ham tak pouch jata hay jis k baad hamko police stations jana parta hay aur hamko usa wo motorcycle apni zimadari pay churrani partay hay is liye agar ham us ko forn usi k name pay transfor kartay hain to hamko is maslay k liye dubara koi bhi nai bulayega jis main ham kisi mushkil aur pareshani say bhi bach saktay hain aur hamra kaam bhi khatam ho jayega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

    Assalam o alaikum dear friends. Bhai ne bohat acha topic diya hy. To chalo hum is pe apna review dety hain. Bhai ne apni bike sake karny k hawaly se likha hy is bary may may ye kehna chahta hon k agar ap apni bike sale karty hain kahin pe b us k liye lazmi hy k ap written may kuch le lo usi waqat. Matlab stamp paper likh lo or us stamp paper pe mention kar do k ye bike three days or seven days etc jitna waqt ap dena chahy us may apny naam pe transfer kar day. Agar ap ne written may aisa kuch nhi likha to ap k liya bari mushkil ban sakti hy. Khuda na kary wo bike kisi wardaat may use ho jaye or pakry jaye to us may sara nuqsan apka hoga or police waly to phir manty b nhi. Agar ap k pas written stamo paper hoga beshak usny transfer na kiya ho to jab koi aisi bat ayegi to apko bulaya jayega to sirf ap wo stamp paper dikha dena wo wahid aisa saboot hoga jis ki waja se ap bach jayengy.is liye ye bohat zarori hy or jab ap written likh lo to us may next person jis pe ap ne bike sale ki hy uska cnic number lazmi mention karwana or bad may cnic ki copy b le lena or stamp papaer k sath attach kar lena. Is se apki double surety ho jati hy. Or apko kisi kisam ka nuqsan nhi hoga. Wassalam
    • #3 Collapse

      Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

      Apni motorcycle ko agar sale karny ki bat ki jaye aur es ki planing ki jaye to mery khayal me hamary pass es key ley 2 hi sab se best platforms ho sakty hey jes key base par hamari bike bahot achi keemat me farokhat ho sakti hay,

      1. Apny area me hamy esi bahot sey motorcycles key khareedar mil sakty hey aur agar proper showroom me es ko sale kia jaye to be achi price me hamari bike key costumer mil sakty hey,
      2. ham apni motorcycles ko online platforms par be sale kar sakty hey, Pakistan me be esy bahot se online platform hey jes me ham kesi be kisam key bikes, cars aur other autos ko sale kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

        Apne motorcycle ko sale karna
        Dale agar aap apne motorcycle ko sale karna chahte hain to aap local market Mein motorcycle Ko Le Ja sakte hain aur aur Har market Mein aapka motorcycle sale Ho Sakta Hai Magar aapane Agar Kisi special market mein jana hai to weekly bhi markets Lagti Hain Jo Jo aapke motorcycle khareed sakte hain Is Tarah bahut Sare resale wale aur use motorcycle wale dealers bhi aapko mil Jate Hain Jo ke din Karte Hain Ki aapko use motorcycle khareed kar aapko naya motorcycle de dete Hain isliye aapane Agar Apna motorcycle sale karna hai to aap unke Paas Bhi Ja sakte hain iske alava aap online Bhi Apne motorcycle sale kar sakte hain aur bahut sari website Aisi Hain Jin per online motorcycle ki sale ho rahi hai
        • #5 Collapse

          Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

          Ji han bilkul agar aap koi bhi bike sale karna chahte hain tu zaroori hai ki jo customer kharidne wala hai kya usko chahie ki vah Uske Apne Naam per Karva Le aur Khud bhi likh kar dena chahie ki aap apne Naam per Karva Le Kyunki Jab koi bhi masla banta hai to Gadi aapke naam per hoti hai to please bhi aapko Aakar phone Karti Hai To isliye police se bachne ke liye jaruri hai ki jo bhi aap gadi Le usko Khud Apne Naam per karvayen aur jo bhi gadi aap Sel karen to usko bhi advise Karen ki vah jaldi Apne Naam per Karva le
          • #6 Collapse

            Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

            Ji Dosto As-salamu alaykum ya review bike sale karne per apni hai... Doston bike sale karne ke liye bahut Achcha review hai... Aajkal yah Baat Aam hai ki agar humne bike sale karna Hoti Hai To Ham us customers ko apni bike ke kagzaat hi Dete Hain Na ke apni bike Uske Naam Karvate Hain w/o customer Hamari bike jab tak bhi istemal karta hai vah Hamare Naam per hi rahti hai Jo ke bahut hi galat baat hai Ham is Baat per Dhyan hi nahin dete hala'ke yah bahut important chiz hoti hai.... Iske liye zaruri hai k rules ko follow kiya jaaye Ta ke kisi bhi nuksan aur pareshani se bacha Ja sake
            • #7 Collapse

              Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

              Motor cycle ko sale kerna bhi aik acha business hai. Pakistan mai her city mai motor cycle kay juma ya itwaar bazaar lagtay hain. Motor cycle sale kerna aur purchase kerna aur phir resale kerna aik acha profitable business hai. Motor cycle sale kertay waqt kuch baatoo ka bohat khayaal rakhna chaiye jinn mai documents pay ownership transfer sub say pehlay kerwani chaiye. Motor cycle jab kisi ko sale ker di jaey tou ussi waqt customer ya buyer ko dainay say pehlay achi Tarah check kerwa kay dain aur woh bhi apnay saamnay check kerwain. Uss kay baad sale kay agreement ko stamp paper pay zarur write karain aur uss agreement ki copy apnay paas rakhain. Stamp paper pay yeh bhi likhna zaruri hai kay kis date ko motor cycle kis ko sale ki hai aur uss date kay baad kisi kisam ki responsibility seller pay nahi hogi. Motor cycle ki sale aur purchase ko hamesha legal ker laina chaiye takay baad mai kisi kisam ki pareshani na ho. Aur owner transfer ko bhi fori tore pay complete kerwana chaiye
              • #8 Collapse

                Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

                aHi Dear friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review apni moter cycal ko sail karnay pay mubni hay aghar ap moter cycle ko buy or sall karny ka krobar karty hain to ya bot hey profiat abal kam hay or is main boot ziada monafa hay laken moter cycle ko lanay say phally is key ya phain kar lani chaie kay moter cycle chori ka to ni hay kay ya na ho kay app jab is moter cycal key qumat ada kar dain to ap ko bad main pata chalay kay moter cycle chori ka hay or app ko pranchi ka samana kar na par jay to is ka bather taraka ya hay kay app moter cycle kay sath is admi ka id card ki photo capy bi lay moter cycle kay mokamal kakzah lay lain to wo boot hi bather ho ga or is say ap ko parchani ka samana bi ni karana praiga
                • #9 Collapse

                  Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

                  agr hum apna bike sale krna chahte hein tu hume kisi achy delar se os ka pta kr lena chaiye k is ki kitni price ho sakti ha sab ki khosis nai hoti ha k hamra bike achi qemat mn sale ho lekin os k liye phaly hume mind ka istamal krna hota ha .

                  advantages

                  bhai sab se phaly hume apney bike k faiduo k bhrey mn pta hona chaiye agr hamra bike china ka ha tu hume os k hisab se price btani hoti ha hamra bike acha sale ho sakta ha dari samjdari kr bat hoti ha

                  disadavantages


                  dear hamre paas agr hamre bike k original kahgazat nai hein tu phr hume bohat masla hota hamra bike acha sale nai hota ha hamre upr kanooni karwai be ho sakte hai
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

                    Motor cycles ki zarorat bohut zayada hoti hay aor ab to her Ghar may he motor cycles hotay aor ake ake ki bajaay do do hotay hay. Hamarey apnay Ghar may 3 motorcycles hay kiyu kay motorcycle ki zarorat her waqt hoti hay. Motorcycle change bi hotay rehtay hay. Ic liye motorcycle khareedtay waqt bohut cheezoo ko daykhna hota hay. Apna motorcycle sale kertay waqt pehlay uc may maslay khatam kerwa laynay chahiye. Aor khud he uc ki koi na koi value decide ker layni chahiye kay kitnay ka sale kerna hay.

                    ADVANTAGES

                    Motorcycle sale kertay waqt kici dost ko saath rakhay takay check kerwanay may asaani rahey. Motorcycle sale kernay say pehlay ucay wash kerwana aor UC kay chotay motay problems ko theek kerwa layna chahiye. If tarah achi price mell jaati hay. Motorcycle agur jenuine condition may hay to achi price pay he sale kerna chahiye. Jetni price bataay ic say kuch he kum kee Kay sale karay. Motorcycle sale kernay say melnay waali amount ko apnay bohut zarori kaam Kay liye he use kerna chahiye takay fayda ho sakay

                    DISADVANTAGES

                    Motorcycle bohut zayada zarorat pay he sale kerna chahiye kiyu Kay in ki price bohut tezi say barh Rai hay. Motorcycle ko bohut buri condition may sale nai kerna chahiye ic tarah bohut kum price melti hay. Motorcycle kabi bi udhaar paysoo pay nai dayni chahiye kiyu Kay ic tarah paysay zaya honjatey hay aor cheez bi chali jaati hay . Documents aor motorcycle check kerwa kay day takay baad may koi larai aor jaghra na banay. Aor sale Kay waqt koi na koi witness zarori saath hona chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

                      Dear aur Magar apni motorcycle ko resale karne ke liye uski value ko increase karna chahte hain to use wale se aapko yah Pata Hona chahie ki aapki selection bahut hi perfect honi chahie Jab aap Koi bike purchase kar rahe hote hain to usmein aapko Ek Aisa bike select karna chahie Jiski resale value acchi hai tu is Taraf Honda 125 purchase ka Lete Hain To aap to Jab Bhi resale karna chahte hain aap usko easily resale kar sakte hain lekin iski against Agar aapko yah sab bike purchase kar lete hain jismein aap usko resell Karte pakad bahut sari problem ho sakti hain isliye purchasing Ki Baat aapko Ek Achcha decision Lena Hi aapki resale value ko increase kar sakta hai.

                      Jab aap apni motor bike ko resell karna chahte hain to Sawal se aapko iski Tamam original details Iske members ke sath share Karni chahie aur uske sath sath aapko Usi related koi bhi information fight Nahin Karni chahie aur jab aap Koi bike sale karna chahte hain to aapke pass different sailpoint available Hote Hain Jis per aap isliye apni bike ko sale kar sakte hain aapke Apne cities mein bahut Sare Aise point Honge Jahan per aap apni bike ko isliye sale kar sakte hain iske alava aap internet per OLX ki facility bhi hai yah Bhi Ek Aisa platform Hai Jisko aap apni product ko sale aur purchase karne ke liye istemal kar sakte hain. Jab aap apni bike ko sale karna chahte hain to usmein aap usko acchi condition Mein Sel karke hi Achcha Paisa Hasil kar sakte hain Agar uski physical aur aur internal acchi condition hai to aapko bike Achcha Paisa de sakti hai aur aapko sahi mein jyada nuksan Nahin ho sakta
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

                        Dear ap ka topic bohat acha hai or bike ke sell ka related hai.
                        Dear ap na bohat achi information hamary sath share ke Hain hamy apni bike sell karny ka kay khuch rules banay ho gay ta ka bad main hamy problem na ho .am to bike sell Kathy waqat AP transfer letter bana lay or us main ap complete details lik dain ta ka bad main parshani na Ho or ham easily apni bike use kar saky.
                        Advantage .dear agr rules ka motabik Kam Kary gay to hamy koi masala nai sit ga or hamara kam acha chaly ga.
                        Disadvantage.
                        Dear age to hamy pata nai hai ka main Na ye apnay name transfer karni hai or ham easy he chalty ray gay to ak din apnke bike police station chali Jay ge pher us ko nikalny ka lay effort karni ho ge.
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

                          Assalamu Alaikum dear Apne motorcycle ko sale karna
                          Dale agar aap apne motorcycle ko sale karna chahte hain to aap local market Mein motorcycle Ko Le Ja sakte hain aur aur Har market Mein aapka motorcycle sale Ho Sakta Hai Magar aapane Agar Kisi special market mein jana hai to weekly bhi markets Lagti Hain Jo Jo aapke motorcycle khareed sakte hain Is Tarah bahut Sare resale wale aur use motorcycle wale dealers bhi aapko mil Jate Hain Jo ke din Karte Hain Ki aapko use motorcycle khareed kar aapko naya motorcycle de dete Hain isliye aapane Agar Apna motorcycle sale karna hai to aap unke Paas Bhi Ja sakte hain iske alava aap online Bhi Apne motorcycle sale kar sakte hain aur bahut sari website Aisi Hain Jin per online motorcycle ki sale ho rahi hai
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

                            Ji Bhai Main aapko batata Charno Ki agar aap Pakistan mein rehte hain to Pakistan mein to bike Gaya bahut jyada istemal hoti hai agar aap apna motorcycle sale karne Jaate Hain To vah to aap kahan Bik Jaate Hain Tumhen Apne paise Mange apni mil Jaate Hain aur sabse best platform is car OLX aur vaise bhi aap Kisi bhi Showroom per Lagake uska rate lagva Sakte yaar vah bhi Jata Hai ismein bhi bike Mein Do kism Ki Jyada Chalti Hai Ki China ki aur ek Honda ki aapke pass Honda ki bike Hai To vah to bahut hi jaldi ki Jaati Hai Lekin main aapko Bata chalo kya kar aapke pass bike hai to aapko bhej Nahin chahie Agar aapane Ek Bar Le Li Hai To usi ko chalana chahie Kyunki one hand review bahut hi Achcha hota hai aur aap hi chalayen agar aap usko sale Karte Jaenge Aage Chalti Jayegi to ya nahin hai Kuchh Logon Ko Shauk hota hai ki Honda ka Jaisa ke vah har Sal naya model nikalta Hai Har Sal model nikal Diya to usko lene ke liye Apna purana model sale kar dete hain lekin agar aap bechna Chahte Hain To yah Bik Jaati Hai ismein Koi masla Nahin Hai yah bahut jaldi Iske gayak bahut hi Pakistan mein aur bahut se loan Lena chahte hain aap iski Halat acchi Rakhe to agar aap apni bike ko bechna Chahte Hain To parkville sabse best hai ya Iske alava OLX per bhi aap usko bhej sakte hain aur aap ismein Showroom per Khada Karke bhi bhej sakte hain mere pass bhi Kafi bike ki main bike Har Waqt change karta rahata hun mujhe Kabhi Nahin Hua Main Jo Bhi bike Leta Hoon vah Mein profit Mein Hi fail kar Leta Hoon isliye Mera to buy ke chala jata hai aur mere hisab se agar aap ki bike purani Ho Gai yah to aap ko change kar leni chahie aap purani bike bhej Ke Nahin Le Li jaaiye Main To Jab Bhi Koi naya model aata hai main Vahi Lekar Rakhta hun
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review apni motorcycle ko sail karnay pay mabni hay.

                              ASSALAM O ALAIKUM

                              dosto umeed ha ap sav thk hongy dosto aj ka hanara review forxc trading ma jis chzz ka review deny ja raha wo apni bike sale krna ha dosto bike sale tab e krain jab apko munafa aa raha agr loss aa raha ho to kabhi hhi asi ghalti aa krein aj ma apko iss k kuvh aidy aur nuqsan batana chahun ga

                              Faidy


                              Pyare doston Agar aapka bike Purana Hai Hai yah aap aap uski aap uski mechanically e kharab bhaiyon ki vajah se tang hai ja ja motorcycle ki fuel average bahut kam ho gai hai hai tab hi hi tab hi hi usko Bechain doston bike Bechne ka ka sabse bada ka sabse bada maqsad aur fayda Yahi Hota han ke Hamen profit vah ke Hamen profit Hasil Hota Hai bike sale karne se hamare pass hamare pass hamare pass investment a jaati Jiski Ham Kisi bhi chij kharidna ya FIR naya bike Lene Mein Laga sakte hain bije sale sa pahla choty moty kam krwa lein tab sale kreinn iss k alwa bije ko wash krwana bhi bht ee zayada zaroori ha dsoto tab e achi qeemat wusool hogi iss k alawa bike sale krny ka faida ya bhi ha k petrol ka kharcha bach jata aur ham easily pason ki savings kr sakty

                              Nuqsanat:-

                              Bike sale kr k agr ham new bike lena chabty to uss ki saled orice kam hoti hamain mazeed investment darkar hoti new bike lainy k lia bike harr ghr ki sahoolat sale krny sa hamary bht sary kam ruk jaty jo sirf bike ki madad sa e possible hain bike ki madad sa ghnton k kam mintun ma hoty iss lia ap bike sale kr k time ka zayaaa krian ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X