Sehat ka kese khial rakhen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sehat ka kese khial rakhen?
    AssalamoAlikum doston aj ka Mera topic sehat k bare men hey umeed hey ap sab kheryet se hon ge our ap bhi treading se faida hasel kar rhy hon ge to chalye topic shoro karte hen doston jese k ap ko PTA hey ab sardyoun k din a gye hen to hamen zeda se zeda Pani pena chaye out farot Khana chaye khane men zida se zida machli our sabzyan istamal karni chayen our jitna ho sake ap bistry our ag k bjaye ap dhoop men bheten kuen k dhop lagwane se witaman d hasel hota hey our shukarAllkhamdilillha ye kodarti free milta hey .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sehat ka kese khial rakhen?

    AssalamuAlaikum My All Friends To Me Ap Ko Aj Btata Hn K Ap Apni Sehat Ka Khyal Kesey rakhen .Es K Lye Sab sy Pehley To Ap Ko Rat Ko Jaldi So k subah Jaldi Uthna Parey ga ur 5 Waqt Nimaz Pabandi K sath Adda Karni Parey Gi Ur Khana Pena Bhi Time to time kr K Bnda Khud Ki Sehat Ka Khyal Rakh sakta ha .Jo Log Rato Ko late Tak Sotey hen Subah Me Time py Nhi Uthtey to Wo Log Kbhi Sehat Mand Nhi rehtey Qn k wo Apni Sehat Ki Khilaf WarZi kartey hen .
    • #3 Collapse

      Re: Sehat ka kese khial rakhen?

      Assalam o alaikum umeed hy forex ka tamam members thk hon gy dear friend sihat ka khaiyal rakhna bohat he zaroori hota hy achi sihat se he insan apni zindgi achay se guzar sakta hy to apni achi sihat k liye subh subh uth k namaz perhny k bad hamian chaiye k exercise k liye kisi garden ya kisi achi se park me jana chaiye or waha p achy se walk kerni chaiye jo insan subh subh kisi achy se garden me jata hy or achy se subh subh ki fresh or taza air me sans leta hy to wo fresh air us ki sihat k liye bohat he achi hoti h or us se insan tandarust rehta hy or dosri bat ye hy k time p he khana khana chaiye or achi khurak khani chaiye na k garm chezain khani chaiye garm chezu se maida heat ho jata hy jis ki waja se sihat achi ni rehti is liye insan ko khurak bhi achi khani chaiye or haftay me apni khurak ka mamool hona chaiye calcium ko pora kerny k liye mamool k mutabik khurak or sabzi wagaira bhi khani chaiye to is trah he hum apni sihat ka achy se khaiyal rakh sakty hain or rat ko bhi walk p jany ka mamool banaye or time p sona bhi aik apni sihat ka khaiyal or behtar rakhny me mofeed hy to is trah agr hum in chand batu ka khaiyal kerain to hum apni sihat achi rakh sakty hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Sehat ka kese khial rakhen?

        Assalamoalaikum umeed hai ap sab thk hon gy dear friend sehat say bari dolat or kuch nahi agr ap sehat mand hunghay to ap kuch b kr sktay haii sihat ka khaiyal rakhna bohat he zaroori hota hy achi sihat se he insan apni zindgi achay se guzar sakta hy to apni achi sihat k liye subh subh uth k namaz perhny k bad hamian chaiye k exercise k liye kisi garden ya kisi achi se park me jana chaiye or waha p achy se walk kerni chaiye jo insan subh subh kisi achy se garden me jata hy or achy se subh subh ki fresh or taza air me sans leta hy to wo fresh air us ki sihat k liye bohat he achi hoti h or us se insan tandarust rehta hy or dosri bat ye hy k time p he khana khana chaiye or achi khurak khani chaiye na k garm chezain khani chaiye garm chezu se maida heat ho jata hy jis ki waja se sihat achi ni rehti is liye insan ko khurak bhi achi khani chaiye or haftay me apni khurak ka mamool hona chaiye calcium ko pora kerny k liye mamool k mutabik khurak or sabzi wagaira bhi khani chaiye to is trah he hum apni sihat ka achy se khaiyal rakh sakty hain or rat ko bhi walk p jany ka mamool banaye or time p sona bhi aik apni sihat ka khaiyal or behtar rakhny me mofeed hy to is trah agr hum in chand batu ka khaiyal kerain to hum apni sihat achi rakh sakty hain to plz apni sehat ka khayl rakhay ap k sehat say kahi logho ki zindagiya or khushiya jori hotii haii apni sehat ka khayl rakhay or khush rahy ziyada tention na karay q k insan ki sehat khtm or khrb karnay ki sab say bari waja tention hotii hai tention na karay khush rahay

        اب آن لائن

        Working...
        X