Hamen dwa khani chaye ya ni?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamen dwa khani chaye ya ni?
    AssalamoAlikum doston aj ka Mera topic dwa k bare men hey what is dawa our zeda tar logon k questions hote hen k hamen dawa Leni chaye ya ni to men ap ko batata ho k ap jab bemar hon dawa Len likin 1 had Tak zarori hey ye bhi ni k ap jab bhi bemar hon ap doctor ki taraf bhagte Jayen zeda dawa ap ki sehat par asar dal sakti hey likin ye bhi ni k ap dawa na Len dawa Len likin dawa Lene ki 1 hadood hoti hey 1 had Tak Leni chaye doctor ki hadayet k motalik on se phoch kar our samjh kar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamen dwa khani chaye ya ni?

    Salam To Everyone .Aj Ka Jo Ye Topic ha bhai Ka Me Es Py thora Boht Likhna Chaho Ga .to Bhai Ny pocha ha k dawa llyni chahye ya nhi to Bhai Ab Ye We Nhi Hota ha K Dawai Usi Waqt kha Lyni Chhye Aj Kal K Door Me Log Allah Pak Py Atbar K Bajae Un Dawaio Py Atbar Rakgtey hen Jo docter likh dyta Ha Ur Allah Pak Ki bjae Doctor Ko apna Sab Kuch man Bethtey hen Es Lye Please Dawai K Sath Sath Allah Pak Ko Bhi Yad Kia Karen Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Hamen dwa khani chaye ya ni?

      Assalamu Alaikum dear Suresh member Mein Sab khairiyat se Honge ji bilkul aapane theek hai Hamen subah jaldi uthkar post karna chahie Agar Ham Din Mein Ho Shamil Bhi Kare Koi masla Nahin Hai Lekin Agar Ham Subah uth ki jaldi post Karenge To isase Hamara payega Kyunki Hamara Jo post hai vah Sabse pahle number per Aaegi aur acche sense Milenge aur

      • #4 Collapse

        Re: Hamen dwa khani chaye ya ni?

        Assalam o alaikum i hope that all members of forex will be fine. G bhai dwa tab khani chaiye jab hamain dwa khany ki zarorat ho mery kehny ka matlb ye hy k agr hum ko bukhar ya koi or taklif ho to sub se pehly apny taklif k mutabiq achy se specialist doctor k pass jaye jo hamari bemari ko samjhy or us k mutabiq he dwa dy tab hum ko chilaiye k doctor ki hadaiyat k mutabiq dawa khani chaiye or dwa khany k bad hum ko koi fark mehsoos nahi ho raha to phr wo dwa chor daini chaiye to kuch log agar koi bemari hoti hy un ko ya wo bukhar mehsoos kerty haun to apni taraf se dwa khany lag jaty hain to aisa nahi kerna chaiye apni taraf se dwa khany k bad insan ki sihat kbhi kabhar thek bhi ho jati hy to kbhi insan apna ziyada nuqsan ker bethta hy or apni sihat ziyada kharab ker bethta to aisa ni kerna chaiye doctor ki hadaiyat k mutabiq dwa leni chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Hamen dwa khani chaye ya ni?

          Love Saloni duniya ke andar har marj ki dava paida ki hai jab Marta hai ki main har marj ki dava kar Rakhi hai to fir isase piche Nahin apna chahie Hona iska inkaar karna chahie aur dava Lena sunati hai ki khud Nabi Pak ka farman hai ki ilaaj apni marzi ka ilaaj Kiya Karen jisse hamen subakasalu hota hai hamen jab bimar ho to uska ilaj karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Hamen dwa khani chaye ya ni?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: YasirAbbas پيغام ديکھيے
            AssalamoAlikum doston aj ka Mera topic dwa k bare men hey what is dawa our zeda tar logon k questions hote hen k hamen dawa Leni chaye ya ni to men ap ko batata ho k ap jab bemar hon dawa Len likin 1 had Tak zarori hey ye bhi ni k ap jab bhi bemar hon ap doctor ki taraf bhagte Jayen zeda dawa ap ki sehat par asar dal sakti hey likin ye bhi ni k ap dawa na Len dawa Len likin dawa Lene ki 1 hadood hoti hey 1 had Tak Leni chaye doctor ki hadayet k motalik on se phoch kar our samjh kar.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Hamen dwa khani chaye ya ni?

              Assalamoalaikom umeed karti hun or dowa hai ap sab khair khairiyat say thek thak hunghay sab say pahlay to dawa doctor k salah or mashwaray k baghair bilkol b nahi khani chaiyay dawa k agr advantages hai to of course disadvantages b haiii jab thak ap apnay ka marz k baray mai doctor say malomat na laiy to dawa bilkol b na laiy tab thak dwa tab khani chaiye jab hamain dwa khany ki zarorat ho mery kehny ka matlb ye hy k agr hum ko bukhar ya koi or taklif ho to sub se pehly apny taklif k mutabiq achy se specialist doctor k pass jaye jo hamari bemari ko samjhy or us k mutabiq he dwa dy tab hum ko chilaiye k doctor ki hadaiyat k mutabiq dawa khani chaiye or dwa khany k bad hum ko koi fark mehsoos nahi ho raha to phr wo dwa chor daini chaiye to kuch log agar koi bemari hoti hy un ko ya wo bukhar mehsoos kerty haun to apni taraf se dwa khany lag jaty hain to aisa nahi kerna chaiye apni taraf se dwa khany k bad insan ki sihat kbhi kabhar thek bhi ho jati hy to kbhi insan apna ziyada nuqsan ker bethta hy or apni sihat ziyada kharab ker bethta to aisa ni kerna chaiye doctor ki hadaiyat k mutabiq dwa leni chaiye apni sehat ka ziyada khayl rakhay tha k ap ko dawa ki zarorat he na parhay q k dawa insan k liyay ziyada nuksan daiy hota hai or ziyada dawayi use bilkol b nahi karni chaiyay

              اب آن لائن

              Working...
              X