786.A O A, Friends aaj post offices ki khedmaat par tafseelat ke saath tahreer karte han aaj kal ke dor men Agarche keh Electronic or transportation Sience men bahut zeada taraqqee ki waja se Post Office ya postal services or Posta mails ki zaroorat bazahir kam nazar aati ha or lagta ha jese keh aaj kal yeh yeh services billkull gher ahm ho gaey han inn ki aab koey zaroorat nahen lakin agar thora ghor karren tu yeh baat tasleem karni parti ha keh aaj bhi iss service ki ahmiyyat ha or yeh insani zindagi men ak ahm kirdar ada kar rahee han keunkeh aaj bhi Zindagi men bahut se aese shobey han ya aesey kaam han jinn ka taalluq inn services se ha or inn ka kirdar bahut ahm ha misaal ke tor par aaj bhi government ki tarraf se mulazmaton (jobs) ke appointment letters post offices ke zariyay hee milte han iss ke ilawa or iss ke ilawa bahut se private idarey Pakistan post services ke zareyyay hee apne idarey ki zeada tar mails waghera send karte han iss ke ilawa woh mulazmeen jin ko retirement ke baad pention ya monthly wazeefa aghera bheja jata ha woh zeada tar post services ke zareyyay hee bheja jata ha iss liay Pakistan post offices or Pakistan ki tamam post services aaj bhi apna ak ahm kirdar nebha rahee han government ki awam ko zeada tar khatt o ketabat issi service ke zareyyay hee hoti ha
ADVANTAGES :-
1- Pakistan post services ak bahut behtreen munazzim idara ha iss men hamesha tanzeem or nazam ke saath awam ko sahoolat frahm ki jati ha woh khatt o kitabat hu ya asheya ki tarseel sab behtreen or baehtemad
tareeqey se anjam pazeer hota ha
2- ak lambay arsa se post service ak aesa baetemad idara chala aa raga ha jiss men kabhi froud ya ghaflat nahen hoey yeh logon ki amanton ke behtreen ameen han
3- post offices ki khidmaat men aaj kal sirf raqoom ya mukhtalif cheezon ki tarseel hee nahen mahkma dok kafee lambey arsa se bank ke tor par bhi kaam karta ha or logon ki raqoom ko am mukhtas munafah ke saath deposit kiya jata ha or yon logon ki raqoom nah sirf mahfooz rahti han balkeh un ke saath ak maqool mumafa bhi milta ha har mah
4- post offices men retired mulazmeen ko mahwar pention ju bheji jati ha uss ka nizaam bahut behtreen ha or regulated ha jiss men ak lambey zamana se kabhi kharabi nahen aaey or nah hee awam ko kabhi shikwa huwa ha iss nizaam se
5- sarkari tor par deay jane wale wzaef ke ilawa bahut se log aaj bhi jadeed nizam ke bajaey raqoom bazareyyah dok hee bhejte han

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим