Wheel Chair

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wheel Chair
    Dosto aj jo Mainy Review k liay Topic Choose kia hay wo "Wheel Chair" k baray main hay.
    Wheel Chair Amooman Hospital main use ki jati hay jha Physical HandiCap Patient buhat zyada atay hain, kmzor hony ki wja sy wo Chal ni paatay js k wja sy Wheel Chair ka sahara laina prta hay.
    Dosto Wheel Chair is ky elawa , Special School, Airport aur ksi b installation main qanoonan b lazmi honi Chaiay takay Agr koi Khasoosi Mazoor Afrad aen tou unko Preshani ka Samna na ho.
    Wheel Chair ab buht c Qisma ki a chuki hain jin main
    1-Manual
    2-Semi Manual
    3-Automatic
    4- Electric Operated
    Chairs hain. Hr Patient apni zrurat aur budget ky mutabik is ko laita hay.
    Dosto yaha aik Achi baat apsy Share krta Chalu, Hakoomat Pakistan nay Apny Qanoon main Tarmeem ki hy aur ab koi b bcha ya adult jo physically Disabled hay aur Certified hay tou Hakoomat usy Wheel Chair dainy ki ehal hogi takay wo apni zindagi ko Asaan bna sky
    Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Wheel Chair

    Assalam o alaikum dear friends aj ka topic wheel chair pr mabni hai wheelchair boht acha zaria h mazor logn ko b aik jga se dosri jga jane k liye wheel chair hospital school college r hr public place m zrori honi chahye ksi b emergency ya mazoor hzraat bzurg hzraat k liye bri asani paida kr deti h pehle wheel chair m itni verity nhi mojood thi ab wqt k sath es taiz raftar dor m eski b boht verity a gai h ab electric wheelchair b mojod h jo bs aik button press krte he start ho jti hai r ap usko button ki madad se he idr udr move b kr skte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Wheel Chair

      Dear member ap ka aj ka topic bohat acha hai wheel chair un bazurg hazrat or manzoor logon k liye boht hi faidy mnd chez hai jo ek jaga we doosri jga ni ja skty or apne ap ko boj smjhne lgty hain jess k ap ne btaya k ab electric wheel chair b available hain is se or b sahoolat ho gyi hai ab koi kisi ka mohtaj ni rha electric wheel chair se bnda apni madad ap hi ek jga se doosri jga move kr skta hai
      • #4 Collapse

        Re: Wheel Chair

        Ya review "weel chair" per mubni hai.

        Introduction
        Wheelchair zyadatar hospital mein use hoti hai jo ke patients ke liye hoti hai ya Ek chair hoti hai jiske niche wheel Lage hote hain aur patients ko ek jagah se dusri jagah move karna na ke liye istemal hoti hai
        Wheelchair Bahut si kishan ki hoti hain
        1) Manual wheelchair
        2) Automatic wheelchair
        3) Electric wheelchair

        Advantage
        Wheelchair patient ki sahulat ke liye hoti hai Taki vah bhi apni life ko injoy kar sake aur ek jagah se dusri jagah move kar sake ismein jo manual wheelchair aati hai vah itni costly nahin hoti aur aasani se purchase ki ja sakti hai aur patient apni Marzi Se khud Hi usko istemal kar sakta hai aur apni marzi se ek jagah se dusri jagah ja sakta hai agar Ham automatic wheelchair ki baat karte Hain to yah costly hoti hai aur yah Ek button ke istemal se move hoti hai aur is per itni jyada power nahin lagani padati ye chargeable hoti hai agar iski acche se care ki Jay tu ye kafi time nikal jaati hai aur iski batteries bhi bahut zyada kharab nahin hoti automatic wheelchair ko istemal karke patient Ko kisi ki help ki zarurat nahin hoti vah khud Hi Ek jagah se dusri jagah ja sakta hai agar Ham manual wheelchair ki baat karen to Ek aadami used wheelchair ko Ho Ek jagah se dusri jagah move karne ke liye help karta hai

        Disadvantage
        jaisa ke aap ko pata hai ki har chij ke advantage or disadvantage hote hain to wheelchair K bi disadvantage hai agar Ham automatic wheelchair ki baat karte Hain to yah bahut zyada costly hoti hai aur isko per change karna bhi bahut bada masla hota hai aur ek aam aadami isko purchase nahin kar sakta aur Agar Ham manual wheelchair ki baat karen to is per bahut jyada power lagti hai aur aadami bahut jald thak jata hai automatic wheelchair ki battery bhi bahut time nahin nikalti aur Agar unki care anarchy jaaye to vah bahut kharab ho jaati Hain aur unko dobara replace karna padta hai jo ke bahut bada disadvantage hai wheelchair ko kids Se dur rakhna chahie Taki vah inko kharab na kar din
        • #5 Collapse

          Re: Wheel Chair

          Assalamu Alaikum Dosto Jaisa ki aap sabne Dekha ki Yari view wheelchair per mummy hai to usse main aapko bata do ke wheelchair Ek bahut hi Jabardast aur Aana quality Ki chij Hai uski bahut jyada Dur Yad Hoti Hai Chahe aap Kisi hospital mein chale gaye ya Kisi disability organisation Mein yah Kisi Foundation Mein chala jaaye to aap ko vahan per bhi Najar aaega yah aspataal Mein Bhi Jyada istemal hote hain ho raha hai Usi ghar mein aapko Najar aaega Jahan per Koi permanent marriage ho ya koi shak ho to aapko bhi chahie Najar aaega aap Nahin Dekha Hoga Kya karne se hote hain ki log apne liye khareed lete hain aur apne ghar mein rakhte Hain Ki ok Kisi ghar mein agar koi permanently disable person ho ya nahin Ke Jo Khud Apne Pairon se nahin chal sakta to unhone ke liye log apne liye bhi Yahi khareed karo se Usi Mein beta kar idhar udhar Lekar Jaate Hain 220 4 bahut hi Jabardast aur fayde ki chijen Iske Kai exam bhi hote hain aur Kai size is bhi Iske hote hain bich Mein musar Kishan ke qualities hoti hai aur Yahan Taur per medical purpose ke liye use Hota Hai, Dosti ismein teacher Kishan ke Aate Hain ya nahin automatic manual aur electric Aate Hain Main aapko niche likh de raha hun case mein kaun kaun se Kisam kya rahe ho kaun kaun se size ke.

          Type:
          Manual,
          Automatic,
          Electric,

          Faidy:
          Doston is ka sabse bada fayda Hospital ko Hota Hai Ki Kisi Har Health Care Centre ko hota hai for example agar aap Kisi hostel Mein Dekhen Koi patient Aaj Aaya koi aisa marriage Ho Jo Khud Apne Paon se nahin chal sakta hai ya nahin ki koi facture Hua ho yaar tut gaya ho to wheelchair ke jariye hi doctor ke pass ya Kisi dusre investigations ke liye x-ray ya Kisi liye party mein le jane ke liye bhi chahie use hota hai Iske alava Dosto Agar aapke ghar mein koi n parmanent disabled person Ho jo aap apne kandhe ke Dariya Kisi support ke jariye vah Vahi Nahin Ja sakta to Usi ke liye wheelchair ka istemal Kiya jata hai aur usi ko bhi picture Mein Bitha kar aap Bahar ka Chakkar de sakte ho.

          Nuqsanat:
          Dosto nuksan aaj ki aisi koi baat hai Nahin cable share Ke nuksan Aaj Bhi Honge Iske sirf fayde hi fayde Hote lekin Aksar Aisa Hota Hai Ki Aisa Koi Mari Jo Khud wheelchair chalakar Nahin Ja sakta Jani ke pahiyon se jo chalata hai agar vah Ko Nahin Chala sakta aur ISI ke pass koi dusra support wala Banda Na Ho To vah bahut jyada disturb hota hai agar aisa hota hai ki Aisa marriage Ho Jo Khud Nahin Chala sakta aur uske pass Ek Banda kam kar raha hun Jani ke pura din usko de raha ho to yah do Bande ISI ke sath Lage Rahte Hain To Jo bahut bada nuksan hai.
          • #6 Collapse

            Re: Wheel Chair

            Assalam o alaikum dear friends aj ka topic wheelchair ka about ha tu AP ko btana chahta hon Jo log handicap Han un ka Lia wheel chair ak best zarya ha idr udr moving ka Lia wheel chair zada hospital ma use hoti ha marizon ko idr udr la ka jana ka Lia bohat si companies wheel chair bnati Han or bohat achi achi or bohat sa mazor log wheel chair ka use KR ka apni life guzar RHA Han
            • #7 Collapse

              Re: Wheel Chair

              Assalamualaikum friends I hope aap sb kheriat s hun gy . G friends as you know that hmara aj ka topic wheel chair s related hai. G han friends wheel chair ek esi special chair huti hai jicy hm special means handicapped persons k liay use krty hen. Wheel chair amoomi taor p hospitals m available huti hai Icke ilawa ye School airports p bhi available huti hai. Wheel chair physically handicapped persons k liay bht helpful prove huti hen. Ick zrye mazoor log easily apni mrzi s ek jaga s dosri jaga phnch skty hen bgher kisi dosry insan ka Sahara liay.
              • #8 Collapse

                Re: Wheel Chair

                Assalam u alaikum dear forex members!
                Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                Hamara aaj ka review ha "" wheel chair"".
                Dosto wheel chair handicap ( mazoor ) afraad ky lye bnain ghi ha ta ky wo kisi ky muhtaaj na rahain.
                G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faida nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
                Shukrya ❣️❣️❣️
                • #9 Collapse

                  • #10 Collapse

                    Re: Wheel Chair

                    Dear friends forex members ain umeed krta han k aap saab khariyat sy hon gy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                    Hamara aaj ka review ha wheel chair
                    Dosto wheel chair mazoor afraad ky lye bnain gay ha ta ky wo kisi ky muhtaaj na rahain
                    dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                    Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                    Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                    Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                    Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faida nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain ga r ak achi trading bhi kar saka ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Wheel Chair

                      Salam every one umeed hy k forex k tmaam members kjreat se hy aj ma wheel chair k bare ma koch batain ap logo k sath share krna chaho ga. Wheel chair jo k disable logo k lia zindagy ki umeed hy. Wheelchair ase hzraat k lia pao ka kaam krty hy.ye bzar ma munasib qeemat pr avaible hy. Wheel chaire bohot comfortable or easily moveable hy.
                      Ager is ki types ki bat ki jae to is ki bohot sy types hy is ma
                      Manual
                      Automatic
                      Semiautomatic
                      Chatgeable or is k ilawa b boht aqsaam hy.
                      Ye jadeed ijaad jo k modren se modren hota ja rha hy disable logo k lia boht bri umeed hy jo in hzraat ko kisi ka muhtaj bnny nhi dety or inhy apne ap ko khid sambhalne ki himat dety hy.
                      Is k ilawa hukumat e pamistan ny b disable hzraat k lia ik program k tehat free pakage pr frahum krty hThanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Wheel Chair

                        Yah revue wheelchair ke bare mein hai.

                        Assalamu alaikum dear members hope you are doing well.

                        Aapane bahut achcha topic select Kiya hai wheelchair ek bahut useful machine hai jo patient ke liye bahut helpful hoti hai.
                        Or vah log jo chal phir Nahin sakte ya Kisi vajah se disable ho jaate Hain unke liye ye chair bahut faydemand hai.
                        sometime accident mein kuchh log zkhmi hone ki vajah se chal phir Nahin sakte unke liye ye boht useful hoti hai.
                        market mein different Kism ki wheelchair basani available hoti hain.
                        Is ki boht c types hn kuchh manual chairs hoti hain jin ko hathon ki madad se caia ja skta ha
                        kuchh semi-automatic Hoti hai.
                        Kuch chair fully-automatic hoti hain han or electric charging ki madad se chlia ja skta ha.
                        patients kr disable persons apni facility ke according yah purchase kar sakta hai.
                        Wheelchair hospital ma patients ko carry krne k lye b use ki jati hn.
                        • #13 Collapse

                          Re: Wheel Chair

                          Introduction
                          Assalamu alaikum friends ajka hmara yeh topic wheel chair py mbni ha wheel chair ka use mostly different hospitals me patient k lye use Kia jata ha. Hospital me wheel chair ka use mostly physical handicap patient k lye hi kia jata ha q k asy log chl nhi skty to aik jgah sy dosri jgah jany k lye unhy wheel chair k zrye ly k jaya jata ha.hmari mojoda hakomat ny asy logo k liye Jo physical disable hoty Han unhy khud sy wheel chair provide krny ka rule bnaya ha.jis sy Jo log greb hoty Han or wheel chair ko afford nhi KR paty unky liye yeh aik BHT bri facility hoti ha Jo k hkomat ki trf sy di jati ha.

                          Types of wheel chair
                          Wheel chairs ki four types hoti Han.
                          1) automatic
                          2) electric sy chlny wali chair
                          3)manual
                          4)semi manual

                          Advantages
                          1)wheel chair k zrye Jo hospital me physical disable patient hoty Han woh aik jgah sy dosri jgah ja skty Han.
                          2)wheel chair k istemal sy patient me kmtri ka ehsas b km hota ha or patient ka self-confidence b increase hota ha.

                          DISADVANTAGES
                          1)wheel chair me automatic wheel chairs BHT ziada costly hoti Han jisy hr koi purchase nhi krskta.
                          2) automatic wheel chair ki battery timing b BHT km hoti ha.
                          3)manual wheel chair price me to itni costly nhi hoti lekin ispy Kahen jany k lye patient ko BHT zor lgana prta ha.
                          4)wheel chair AGR ziada dim to use me na hon to inky tyres py zinc Lg jata ha jis sy tyre jam hojaty Han.
                          • #14 Collapse

                            Re: Wheel Chair

                            Dear aj ka Jo topic hey wo weel chair ka hey weel chair aksar hospital ya ghr men os mareez kelye istamal ki jati hey jo jismani kowat se kamzor ya koe mazoor ho weel chair on afrad kelye istamal ki jati hey jo chal na saken weel chair on kelye bahot mofeed our fayda mand hey well chair kafi hamari madad karti hey well chair 4 weel par moshtamel hoti hey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Wheel Chair

                              Asalamoalaikom friends umeed haii ap sab khairiyat say hunghay thek thak hunghay wheelchair amoman ziyada tar hospitals mai he use hota haoi pr jis ghar mai mazoor buzurg or har kisam ka mariz mojod ho to ghr mai b available hota or kafii relax say wo us wheelchair pr hota hai Wheelchair patients ke liye hoti hai ya Ek chair hoti hai jiske niche wheel Lage hote hain aur patients ko ek jagah se dusri jagah move karna na ke liye istemal hoti hai
                              Wheelchair Bahut si kishan ki hoti hain Manual wheelchair Automatic wheelchair Electric wheelchair
                              Wheelchair patient ki sahulat ke liye hoti hai Taki vah bhi apni life ko injoy kar sake aur ek jagah se dusri jagah move kar sake ismein jo manual wheelchair aati hai vah itni costly nahin hoti aur aasani se purchase ki ja sakti hai aur patient apni Marzi Se khud Hi usko istemal kar sakta hai aur apni marzi se ek jagah se dusri jagah ja sakta hai agar Ham automatic wheelchair ki baat karte Hain to yah costly hoti hai aur yah Ek button ke istemal se move hoti hai aur is per itni jyada power nahin lagani padati ye chargeable hoti hai agar iski acche se care ki Jay tu ye kafi time nikal jaati hai aur iski batteries bhi bahut zyada kharab nahin hoti automatic wheelchair ko istemal karke patient Ko kisi ki help ki zarurat nahin hoti vah khud Hi Ek jagah se dusri jagah ja sakta hai agar Ham manual wheelchair ki baat karen to Ek aadami used wheelchair ko Ho Ek jagah se dusri jagah move karne ke liye help karta hai jaisa ke aap ko pata hai ki har chij ke advantage or disadvantage hote hain to wheelchair K bi disadvantage hai agar Ham automatic wheelchair ki baat karte Hain to yah bahut zyada costly hoti hai aur isko per change karna bhi bahut bada masla hota hai aur ek aam aadami isko purchase nahin kar sakta aur Agar Ham manual wheelchair ki baat karen to is per bahut jyada power lagti hai aur aadami bahut jald thak jata hai automatic wheelchair ki battery bhi bahut time nahin nikalti aur Agar unki care anarchy jaaye to vah bahut kharab ho jaati Hain aur unko dobara replace karna padta hai jo ke bahut bada disadvantage hai wheelchair ko kids Se dur rakhna chahie Taki vah inko kharab na kar din patient ko jitna ho sakay utna khud exercise karaye tha k usay wheel chair ki utni zarorat na parhay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X