A review of advice for pregnant women

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A review of advice for pregnant women
    Will you have a child! Whether you are pregnant or planning to become pregnant, you will want to give your baby a healthy start.

    You need regular visits with your health care provider. These antenatal care visits are very important for your baby and yourself. Some of the things you may do during pregnancy can harm your baby, such as smoking or drinking. Some medications can also be a problem, even those that have been prescribed by your doctor. You will need to drink plenty of fluids and eat a healthy diet. You may also feel tired and need more rest.

    Your body will change as your baby grows during the nine months of pregnancy. Do not hesitate to contact your health care provider if you think you have a problem or something is bothering or worrying you.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: A review of advice for pregnant women

    Salam Dosto,
    Agr apki wife ya Gher main koi Behn Pregnant hain tou unki sehat ka Khaas khyal rkhain.
    Pregnancy main zyada tr Zameen say Ugi hoi chzain khilaen jin main Gajar , moli , shaljum wghaira shamil hain.
    isky elawa unka Routine Checkup b krwaen
    • #3 Collapse

      Re: A review of advice for pregnant women

      assalamu alaikum dear members
      hmare mashte m pregnancy ko ksi na ksi jga mzak ka nishana zror bnaya jta h ya es k bare m bt krne ko shrm mehsos kia jta h jb k ye koi bimari nhi bl k aik boht bari naimat hai koi b pregnant ho uska khas khyal rkhen doctor se check up time pr krwaen r deight ka khas khyal kren dod ande sabzi khaen r tensions ko bhol jaen.
      • #4 Collapse

        Re: A review of advice for pregnant women

        Assalamu Alaikum Dosto Jaisa ki aap sabne Dekha ki Yari view 1 advice Hai Ek review bhi hai aur ek advice Bhi Hai Un Logon ke liye Jani Kaise pregnant women ke liye ek advice Hai To Samay aapko bata do Ke Jo Bhi Ham pregnant women Hoti Hai unko bahut jyada pyar ki jarurat Hoti Hai Kyon Kya Karun Pyar nahin karti jyada to miscarriage bhi ho sakta hai aur ISI miscarriage se bachne ke liye ISI Tarah Kisi pregnancy mein related difficulties aur ISI Tarah complication se bachne ke liye jaruri hai ki vah bahut jyada Ek taiyar karen fast aur per first Prime Minister mein agar pahle try Mein Sar Mein Itihaas na ki Jaaye to miscarriage ho sakta hai aur dusre time estimate jyada pyar ki jarurat Nahin Hota 3rd semester Mein fir se Itihaas ki jarurat Hoti Hai Chahe vah apne ghar mein koi kam karna ho ya Chahe vah office vagaira ka kam karna ho ya Paidal Chalna ho ya heavy kam karna ho to do to main aapko Bata Dun kya Chahe pregnant women ke liye bahut jyada pyar ki jarurat hoti hai aur acche ho raat ki jarurat hoti agar thoda Kacha Ho To Baccha Businessman deta hai aur bacche ki man bhi Shayad band rahti hai aur Agar Farakka chahne Diya Jaaye to pregnant women ke liye bahut jyada nuksan aur Paida ho sakte hain abnormality is a sakte hain baccha BC admin Nahin rahata aur aur bacche ki man bhi seat man Nahin rahti to Jaroori hai ki donon ki sehat ke liye Achcha Gazab provide kiya jaaye Achcha khurak Diya Jaaye aur acchi tarike se Yad kiya jaaye Taki bacche ka bhi Shayad Achcha rahe ho aur kisi Kishan ke Koi complications Na Ho Aur bacche ki Man ki bhi sehat acchi Rahe.

        Faidy:
        Doston advice ka fayda ya Hoga Ki Agar bacche ki man acche tarike se chat Karega to ismein yah hota hai ki bacha se admin rahata hai aur bacche ki man bhi Shayad band rahti hai dusra fayda is Kaya hota hai Aksar Jab pregnancy mein itna kiya jaaye to Achcha baccha sehatman Nahin rahata aur man VC Atma Nahin Rahegi aur Akshara miscarriage ho sakta hai to miscarriage se Bacchan ke liye bacche ki sehat ki Hathi aur apne Saiya Ke Hath Ek pregnant women ko bahut jyada ihtiyat ki jarurat hoti hai aur ek ihtiyat karna chahie.

        Nuqsanaat:
        Doston ka nuksan aaj ki baat ki Jaaye to main aapko yah Bata Do Ki Jo Bhi Aurat Jani Ke Jo Bhi female pregnancy ke Waqt ki Yad nahin karta na Apne ka on Apne bacche Kaise Yad Karta Hai To Aise Mein Aksar complications Paida hote hain bacche maybe congenital disease Paida Ho Jaate Hain aur ISI Tarah dusre Kishan ke nuksan aur fayda ho sakte ho aur bacche ki man mai nB nuqsanaat Paida ho sakte Tu zaroori hai ki kisse pyar kiya jaaye Taki nuksan se bachake.
        • #5 Collapse

          Re: A review of advice for pregnant women

          Assalam o alaikum agr AP ki family ma koi bi lady pragnet ho to AP ko chahia us ka Kia rakin or USA apna ghr pa hi rahna chahia idr udr nhi Jana chahia or Jo bi Tora bohat Kam ho ghr ma hi krna chahia
          • #6 Collapse

            Re: A review of advice for pregnant women

            Assalamualaikum friends I hope aap sb kheriat s hun gy. G friends as you know hmara aj ka review pregnant women s related hai. G han friends aj hm pregnant women's ko kuch advices btaen gy jic s wo apni health ko aur apny baby ki health ko maintain rakh skti hen. G friends pregnant ladies ko apni health maintain rakhna bht zarori huta hai q k unki health ka asar directly unk baby ki health p prta hai. Icliay pregnant women ko chahye k wo apni health ko maintain rakhny k liay proper diet lyti rhy ziada s ziada fruits ko use kry juices ka use kry . Vegetables ko kasrat s istemaal kry aur 🥛 use kry . Icke ilawa pregnant women k liay exercise krna bhi bht zrori huta hai exercise krne s maa aur bchy dono ki health bni rehti hai . Daily basis p exercise ko apna mamool bna ly
            • #7 Collapse

              Re: A review of advice for pregnant women

              Assalam u alaikum dear forex members!
              Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
              Dear pregnant women ko bohat zyada care or ehtiat ki zrorat hoti ha kun ky wo. Aik new life ki dunya main laany wali hoti hain.
              Isky lye zrori ha ky wo apni sehat ka bohat zyada khyal rakhy.
              G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
              Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
              Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
              Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
              Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faid nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
              Pregnancy main waqtan fa waqtan gynacalogiet sy zror consult krna chahye.
              Shukrya ❣️❣️❣️
              • #8 Collapse

                Re: A review of advice for pregnant women

                Ye review an advice to pregnant woman ka bare ma ha.

                Assalam-o-Alikum.
                Dear Forax members umid krta hn ab sb log kheriat se hn gy.

                Ye topic un khwatin k lye boht important ha jo pregnant 🤰 hn ya hone ki planning kr rahe hn .

                Is duration ma boht careful rehna boht zrori ha q k is wkt momla sirf aik ka nahe do janon ka hota ha is lye ehtiat boht zrori ha.
                Pregnancy k doran starting ma tbiat Boht krab ho skti ha dairea or matli ki conditions aam hn is ma kuch b khaia pia nahe ja skta lekin aik balance diet boht zrori hti ha or koshsh ki jaye k ziada ae ziada liquid use kia jaye.

                Is duration ma koi regular medical checkup boht zrori hota ha so that k baby ki health k bare ma jana ja sky.

                Is duration ma kbi b koi b medicine doctor ki advice k bghair har giz use na kren is se baby ko nuqsan ponch skta ha.

                Pregnancy ma koi b hard work nahe krna chaye or na he koi wazni cheez uthani chaye is se complications creat ho skti hn kr some time hamall zaia b ho jata ha.

                Pregnancy ma vitamins or iron ko boht zrori hoti ha q km is se baby ki health ache ho ge or wo healthy ho ga is lye vitamins or iron se bhrpor food or supplements use kren.

                Pregnancy ma ultrasound ziada nahe krwane chaye is se raiz se baby ko loss ho skta ha.

                Agr ap chahte hn k mother or baby ki sehat ache ho to ap ko chaye k ap in tamam ehtiati tadbeer ko lazmi follow kre .
                • #9 Collapse

                  Re: A review of advice for pregnant women

                  Assalamu alaikum dear friends jesa k yeh review pregnant women ki care py mbni ha to me apko btana chahta hon k JB pray pregnancy me ho to usy BHT hi ziada ahtyat ki zrort hoti ha is condition me zra si beehtyati ya laprwahi sy bchy or maa dono ki life ko khtra hota ha islye ma apko kch advice dnga Jo k apky liye helpful hngi.

                  Advice during pregnancy
                  1)JB orat pregnant hoti ha to usy chahye apni diet ka BHT ziada khyal rkhy q k uski diet bchy ki health py b depend krti ha.islye is doran orat ko milk,fruits or Desi ghee ka ziada sy ziada use krna chahye.
                  2) pregnancy k doran orat ko ziada sfr nhi krna chahye.
                  3) pregnancy k doran orat ko ziada weight ya ziada ghr k Kam nhi krny chahye.
                  4) pregnancy k doran orat ko ziada sy ziada rest krny ki kosish krni chahye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: A review of advice for pregnant women

                    Asalamoalaikom dear members pregnancy mai apna khayl dogna percent ziyada rakhna parta hai ap k sath aik or jan b jori howii hoti haii bhari chizay na utaye ziyada kam na karay achay say khana khaye apni sehat ka khayl rakhay
                    hmare mashte m pregnancy ko ksi na ksi jga mzak ka nishana zror bnaya jta h ya es k bare m bt krne ko shrm mehsos kia jta h jb k ye koi bimari nhi bl k aik boht bari naimat hai koi b pregnant ho uska khas khyal rkhen doctor se check up time pr krwaen r deight ka khas khyal kren dod ande sabzi khaen r tensions ko bhol jaen or ho sakay to kafii equations solve kya karay tha k bachay ko b us say faiyda phnchayy or ziyada tar khush raha karay tention mat kya karay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X