overview of Honda
dear fellows aap sub ne Honda ka naam to zarur suna hoga aur mn aaj apko honda company aur honda city car k baaray mein batana chahta hon.
Honda motor aik japanese company hai jo motocycles aur automobiles pouri dunya ki market mein produce krti hai aur iska headquarter Tokyo mein hai.honda company ka aavhaz 1948 mein huwa aur phir 1949 mein honda ne motorcycle introduce krwai start mein small engines k motorcycles produce kiye gaye apnay achay kaam ki quality ki wajah se honda company bohat jald he world mein famous ho gai.
Honda city car
jab kabhi aap aur hum kisi shakhs se honda city ka naam suntay hain to hamaray mind mein iska yehi concept aata hay k honda city awesome car hai aur yeh baat bilkul thek hai q k honda car ki qaulity iska interior aor iska exterier aur iskay features yeh sb kamaal ke hain.honda city ka engine 1.5 iVTEC petrol engine hai aur khoobsurat aur attractive interior and dashboard or iskay ilawa good confortable leather seats,soft gear system hai,jis tarah koi bhi cheez ho os mein khoobiyan aur khamiyaan to hoti he hain iski bhi kuch khoobiyan bhi hain aur khamiyaan bhi hain chalo ab hum honda city k kuch advantages and disadvantages ka zikar krtay hain
Advantages:
1:honda city aik luxury car hay
2:isky features doosri comapnies ki cars se bohat behtar hain jaisay,Sunroof,rear AC,reversing camera aur touch button climate control.
3:key less entry and exit
4:honda city mein low fuel consumption hay
5:long drive pe best fuel economy hy
6:behtreen road grip
7:comforable drive
8:ABS break system
9:good cooling system
10:cruse control option
11:multimedia steering
12:best leg space between front and back seats.
Disadvantages:
1:back suspension hard honay ki wajah se jump krti hai
2:high speed pe cabon noise bohat ziada feel hota hay
3:spare parts bohat he ziada mehnga hai
4:honda brand baqi brand se ziada costly hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим