ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai
    Introduction :
    FIVVER
    aik online freelancing website hai jaha aap as a freelancer work kar k achi earning le sakty hain our apny kissi b hunar se faida utha sakty hai ye website 2010 main MICHA KAUFMAN ne bnai our wohi is ka owner hai .digitel services k tor par Fivver dunya k sab se bara business hai our ye freelances our sellers ko apas me connect krti hai vivver aap ko services fraham karne waly freelancers tak resai our just one click main apna order apply karne k kabil banata hai Fivver par paish ki jane wali khidmaat ko gige kehte hai

    how to work on fivver :

    dear friends fiver par kam karna buhat hi asaan hai aap just 3 steps main fivver par working start kar sakte hai
    Signing up
    Finding services
    place order

    Signing up:
    fivver par sign up hona buhat zayda asaan hai just aap ko fivver website par jana hai our dosri social sites ki tarah yaha b aap ko just chan steps follow karne hoge apna name and email address etc and click for signup . fivver par sign up bilkul free hai our asaan hai

    Finding services:
    fivver par aap mukhtalif services main fivver ko catalog kar k ya aap kisi makhsos seller ya service ko talash karne k lie search engen ka use kar sakte hai our apni khidmaat ko talash kar sakte h
    Placing order:
    jab aap apni pasnd ki service talah kar lete hai to ab aap ko mazeed malomat k liy click karna hoga jaha aap ko kam ki tafseel our is ki fees mil jay g agar hamare kuch swlat hai to ham order karne se pehly sellers se contact kar sakte hain ab agar aap ko apne matlab ki chiz mil gai ha to order kar len

    ADVANTAGES OF FIVVER:

    FIVVER par work karne k beshumar faide hai
    1=> dear friends fivver aik buhat acha online digitel platform hai jaha ham freelancer k toor par apni khidmat k ouz paisy kama sakte hain
    2=> fivver un sab doston k liye achi place hai jin ko job nahi milt our un k pass kam ka huner b haa
    3=> fivver par work karne se aap k ander khud etmaadi peda hoti hai
    4=> is business ko aap kabi bhi kane bhi kar sakte hain ku k ye online hai
    5=> secured business hai aap ko apki payments security se mil jati hain

    DISADVANTAGES :
    fivver k kuch nuksaan bhi hain jo m kandrja zail hain
    1=> kabhi kabhi aap ko pora mahina koi order hi nahi milta hai our aap ka guzara mushkil ho jata hai
    2=> agr aap k pass koi huner nahi hai too ap yaha par kam nahi kar sakte hai
    3=> buhat sary customers ko is ki khidmaat par buhat se shkayten hain maslan service ka masla our payments problem buht hoti hain
    4=> start main aap ko buhat zyada mehnat karna hoti hai our earning bhi bhat kam milti hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

    Yes dear apny bahoot he achy tareeqy sy fivver freelancing company ke bare mein bataya hai yah Ek bahut hi Jabardast Company hai jismein aap online market Mein kam karte hain aur aap ismein paise Kama sakte hain clear network marketing company mein liye sabse best Hai ismein kam karna bahut hi Aasan hota hai aur ham Dekh Rahe Hote Hain Ki Pakistan mein bahut jyada log jobless Ho FIR hote hain jinko job nahi mil rahi hoti to unke liye yah online business bahut hi Jabardast Hota Hai Diye present Jis Tarah aapane bataya hai ki Ham Unki website par jakar check kar sakte hain To Ham Agar Is Tarah ka kam Karenge To Hamen bahut fayda ho sakta hai Kyunki Ham dekhte hain ki Pakistan mein job ki bahut jyada Kami hai aur ismein bahut jyada log unemployment ki vajah Se Ghar Mein Baithi Hui hote hain aur Agar Ham Is Tarah Ki freelancing company mein kaam Karenge to uska Mile fayda Hoga Ki Ham kar mein baithkar nahin kar sakte hain.

    Advantages:

    Dear ismein kam karne ki Hamen positive fayde Hain Kyunki yah Ek online business hai jismein aap Kisi bhi waqt kam kar sakte hain ismein aajkal aap Dekh Rahe Hain Ki online business ki bahut jyada value Hai To Ham ismein Kisi bhi ka Waqt kam Karke paise Kama sakte hain.
    yah Ek secure business hai jismein aap Kisi bhi waqt kam karte hain aur ismein aap paise Kama sakte hain Kyunki Ham to Kiye Hain ke jobless people ke liye yah Ek sabse best Soch Hai vah ismein online kam Karen aur ismein paise Kama sakte hain.
    aap Jab ismein kam Karte Hain To aap ke andar Khud Atta Mahdi Hoti Hai Kyunki Jab aap kam Karte Hain To aap to pass ismein different types Ke Log Aate Hain Jinka aap ismein kam karte hain to aapko ismein confidence bahut jyada build up ho jata hai.

    Disadvantage:

    deer Jis Tarah is company ke bahut Sare advantages Hai ISI Tarah is company ke disadvantages bhi Hain Jinke bare mein main aapko batana chahta hun.
    DH Jab aap ismein kam Karte Hain To uske liye aapke pass network Ka Hona bahut jyada Jaruri hota hai aur kisi Jagah aap aap ek Waqt Mein Aise Bhi hote hain Yahan per aap pass network available Nahin Hota To job ke liye aapke pass network Hona bahut jaruri hai.
    Aur jab aap ismein mukhtalif customers ke order ko place karte hain to aapko ismein Jab wrong order Mil Jata Hai Ya FIR aapke order wrong Ho Jaate Hain To usse bhi aapko thoda was ho sakte hain customer ki aap Ko baten Sunna per sakti hain.
    Jab tak aapke pass iska experience nahi hoga to aap ismein kabhi bhi Kam Nahin kar sakte aapke pass experience Ka Hona bahut jyada jaruri hai.
    • #3 Collapse

      Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

      Ji Bhai agar aap fiverr ke bare mein poochh rahe hain to vah to Ek legal business hai fibre Mein To Ham usmein kam karne ke liye Hamesha mein jyada experience ki jarurat Hoti Hai Kyunki Agar Hamen is Mein kam karna hai To Hamen ismein Jyada Se Jyada ismein marketing mein samay Na Hoga Iske bare mein samay Na Hoga ismein Murti Kishan ke kam hote hain Jin Mein Hamen social media marketing Hoti Hai ismein software development hoti hai English speaking Hoti Hai Kisi Ko data entry hoti hai jo bhi kam karna hai Hamen Uske bare mein thoda knowledge Hona chahie tab hi Ham ismein kam kar sakte hain ismein Ham client ke Taur per bhi kam kar sakte hain aur ismein Jo log Kisi talent ke Ham hain aur unko Kam Nahin mil raha to vah ismein Jo log Koi kam Karke 1 lekin han ismein Ek kam Bada kharab hai Kyunki yah ismein yah fibre bhi 20 percentage apni katauti Rakh leta hai Jo Bhi Insan Kiya Hai To vah ismein apni patoti Rakh leta hai aur Main Bhi ismein graphic designing per kam kar raha hun Logon Jara design karta hun Meri acchi Nahin Ho Jaati Hai Main monthly is 100 se 200 Dollar Kama Leta Hun fibre business ke liye aapse bahut hi acchi website hai
      • #4 Collapse

        Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

        dear aapka review Maine study kiya hai aapane bahut hi achcha review bataya hai kyunki aajkal bahut jyada freelancing websites a gaye hain Jin per kam karke Ham freelancing kar sakte hain insights per kam karne ka fayda humko yah hota hai ki hamen per apna work karte hain jiske badle mein humko paise mil jaate Hain in websites per kam karne ka ya fayda hota hai ki humko thoda sa commission Dena padta hai jab humko Koi task Diya jata hai jisko humne complete karna hota hai to vah humko is side ke true Diya jata hai aur next jo bhi client hamara hota hai uske pass hamara portfolio show ho raha hota hai je sara kam hamari yah website karva Rahi hoti hai agar Ham in website per kam karte Hain to iski vajah se hamare pass new client sath rehte hain aur humko new projects milte rahte hain agar hamari kisi bhi client ke sath deal Ho jaati hai to vah payment is website ko kar deta hai jab Ham apna task complete karke submit karvate hain aur hamara client satisfied ho jata hai to yah website hamari payment humko de deti hai is tarah ham in company mein kaam karna chahte hain to humko yah dekhna hota hai ki ham agar aisi websites per kam karte Hain to humko ismein kafi jyada fayda ho jata hai in website per kam karne ke liye humko kisi kam ka experience hona chahie yah hamara Koi skill level hona chahie jab bhi Ham kisi clan se Dil karte Hain to ismein humko kuchh percentage company ko Deni hoti hai aise hi aap agar apna achcha cycle use karti ho ya kisi client hostess fight karte Hain to aapki ranking Hi Ho jaati hai jiske bad aapko jyada plants milte Hain is tarah aap ko jyada fayda ho jata hai aap is tarah ki freelancing websites per kam karke kafi jyada acchi earning kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

          Friends fivver aik buht hi achi kamyabii wabsit hain jha pay ap ghr bethy online work karty hain or wha pay ap mahant k sth buht zyda work karty hain or passy kamty hain ku k ya aik buht hi acha or kamyab online business Hain fivver freelance ka buht hi asan business Hain jass ko ap asani k sth join kr k us k 3 step hain jen ko ap mahant k sth achi tra sekh kr un pay practice kary work kary tu yaqeenan ap buht zyda passy kama skty hain....
          ADVANTAGES:::::::::%%%%%%
          dear friends koi bhi online business Hain mry khayl say wo business atna hi zyda acha or kamyab business hy jass main ap log jatna hi zyda mahant k sth kam kary gay ap ko uthna hi zyda asani k sth as wabsit say pasy kama skty hain ku k ya asa business Hain jass main ap ko kam milta hain ap us kam ko lay kr us pay work krty Haun....
          DISADVANTAGES ::::::::%%%%%
          Dear Mary khayl say fivver ka business jatna zyda acha or kamyab hain as k uthna hi zyda disadvantages bhi hain jesa k ya k as business main ap ko kabi kbi aik aik mnth kam ni milta ap free bethy rhty hain as main Compton zyda tar hota hain as main ap ko passy kamny. K lay buht zyda mahnat straggle hardworking ki zurat hotii hain.....
          • #6 Collapse

            Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

            Introduction :

            Fivver ek online free lancing company hai jis ko istemal karny ky liye aap inki website par ja sktay hain. Isk sath sath aap isko mobile aap ky tor par bhi use kar skty hain. Aur har ksi ky playstore mein yeh app free to download hai. Ismein aap apni services paish kr skty hain logon ko aur bari bari companies ko aur un se kamai hasil kar skty hain. Isky ilawa aap ko ksi qism ki bhi service chahye hobto aap fiverr pe post kar ky apna kam kis ky hathon karwa skty hain..​Aur un se deal kr skty hain. Aur wo service ap ko kuch paison ky badly ek professional ky hathon mil skti hain.

            What is Free Lancing?
            Free Lancing mein har wo skill shamil hain jo ky aap mein hai. Aap ksi bhi kam mein mahir hon to ap us kam ko lgoon ki service mein laga skty hain. Log aap ki skills ka faida uthaty hain aur usk badly mein aap paisy kamaty hain. For example agar aap paimting mrin bohut achy hain to log apni pasamd ki paintings aap ko order kr skty hain. Wo aap un ko bana ky dety hain aur wo usk badly mein apko money trasnfer kr dety hain. Isi trha agar aap photo editing mein kamal rkhty haon to log aap ko photo edit krny k liye dety hain. Jis k badly mein ap un se paisy le skty hain.

            Fivver ek global free lancing ka platform hai. Jis mein aap dunia ky kony kony se professionals se apna kam awla tarewqy se krwa skty hain aur ap un ki payments online kr skty hain. Fiver mein online payments ky options mein log apny bank cards wghera dal dety hain informations waly khany mein.​Is se aap ko funds ki transfer mein koi mushkil nahin paish ati

            ADVANTAGES OF FREE LANCING ON FIVVER :

            Fivver pe free lancing karny ka sab se bara faida yeh hota hai ky jo log talented aur skillful hoty hain un ki skills logon ky samny ati hain. Aur us skills se woh logon ko bhi faida dety hain. Aur jis ky badly mein wo khud bhi acha khasa kama lety hain. Agar aap ki demand zeada hoti jaye gi to aap usi lihaz se apni services ky charges zeada se zeada rakh skty hain..​

            Bhut se log skilled hony ky bawajud jobs ki tlash mein lagy rehtay hain. Kyun ky ajkal ky dor mein siraf log sifarishi tor pe agy nikal jaty hain. Lekin Fivber pe esa kuch nahin hota aap apni skills se logon ko faida pohnchayen aur un ko jitna aap attract krty hain aap utna hi famous hoty jaty hain. Aur aap ki worth barhti chali jati hai.

            Kuch log apni skills ko nahin jan skty aur skilfu hony ky bawajud unhain esy log nahin milty jo unki qadr karyn. Lekin fivver pe aap ko esy log milty hain jo aap ky hidden tallents ko sb ky samny laty hain. Ap ki rating brhaty hain. Aur aap apny talent ko behtri se jan skty hain.

            Disadvantages of Fivver :

            Fivver mein har qism ki mhart rkhny waly log mojud hain.​Aur bhut se log mojud hain.​Agar aap shuru mein kam karty hain to aap ko mahino tak customers nahin milty. Jis ka main masla yeh hota hai ky log aapki ratings dekhty hain. Aur ratings tb tak nahin mltin jab tk customers nah ayen. To bhut se log fake customers se rate krwa ky aagy nikal jaty hain..​Islye aap ko shuru mein customers bhut kam milty hain. Isky ilawa bhut logon ki wjha se services ki prices bhi bhut kam hogae hain.
            • #7 Collapse

              Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

              Assalamu Alaikum dear friendfiverr ke bare mein poochh rahe hain to vah to Ek legal business hai fibre Mein To Ham usmein kam karne ke liye Hamesha mein jyada experience ki jarurat Hoti Hai Kyunki Agar Hamen is Mein kam karna hai To Hamen ismein Jyada Se Jyada ismein marketing mein samay Na Hoga Iske bare mein samay Na Hoga ismein Murti Kishan ke kam hote hain Jin Mein Hamen social media marketing Hoti Hai ismein software development hoti hai English speaking Hoti Hai Kisi Ko data entry hoti hai jo bhi kam karna hai Hamen Uske bare mein thoda knowledge Hona chahie tab hi Ham ismein kam kar sakte hain ismein Ham client ke Taur per bhi kam kar sakte hain aur ismein Jo log Kisi talent ke Ham hain aur unko Kam Nahin mil raha to vah ismein Jo log Koi kam Karke 1 lekin han ismein Ek kam Bada kharab hai Kyunki yah ismein yah fibre bhi 20 percentage apni katauti Rakh leta hai Jo Bhi Insan Kiya Hai To vah ismein apni patoti Rakh leta hai aur Main Bhi ismein graphic designing per kam kar raha hun Logon Jara design karta hun Meri acchi Nahin Ho Jaati Hai Main monthly is 100 se 200 Dollar Kama Leta Hun fibre business ke liye aapse bahut hi acchi website hai Friends fivver aik buht hi achi kamyabii wabsit hain jha pay ap ghr bethy online work karty hain or wha pay ap mahant k sth buht zyda work karty hain or passy kamty hain ku k ya aik buht hi acha or kamyab online business Hain fivver freelance ka buht hi asan business Hain jass ko ap asani k sth join kr k us k 3 step hain jen ko ap mahant k sth achi tra sekh kr un pay practice kary work kary tu yaqeenan ap buht zyda passy kama skty hain....
              ADVANTAGES:::::::::%%%%%%
              dear friends koi bhi online business Hain mry khayl say wo business atna hi zyda acha or kamyab business hy jass main ap log jatna hi zyda mahant k sth kam kary gay ap ko uthna hi zyda asani k sth as wabsit say pasy kama skty hain ku k ya asa business Hain jass main ap ko kam milta hain ap us kam ko lay kr us pay work krty Haun....
              DISADVANTAGES ::::::::%%%%%
              Dear Mary khayl say fivver ka business jatna zyda acha or kamyab hain as k uthna hi zyda disadvantages bhi hain jesa k ya k as business main ap ko kabi kbi aik aik mnth kam ni milta ap free bethy rhty hain as main Compton zyda tar hota hain as main ap ko passy kamny. K lay buht zyda mahnat straggle hardworking ki zurat hotii hain.....
              • #8 Collapse

                Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

                Fiver Freelancing boht acha system he Free launcing se hum boht achi earning Kar Skte hain Ye digital system he agr hamare pas experience he Tu hum monthly boht income hasil Kar Skte hain Is mein start Mein hard work krna prta he us ke bad life earning he
                Faidey

                Free launcing mein agr AP ke pas experience he Tu ap boht achi earning kar sakte hain agr hamare pas aaur koi kam nai he Tu hum Fiver Freelancing pe apni life independent Kar Skte hain Fiver Freelancing life earning business he
                Nuqsan
                ​Fiver Freelancing ka Hamain nuqsan ye he ke is mein Daily ya weekly withdraw nai he blke monthly milta he Aur agr AP ke pas knowledge aur exExperien nai he Tu Kam nai Kar Skte Aur start mein boht achi mehnat krna prti he tab earning start hoti he

                • #9 Collapse

                  Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

                  Fiver per ap log freelancing karwwa saktay hein changing blow powerfulbanana chahiegar Ham industrial center Min banne rib restictive ercial center structurs aur Mrket Meumerouandles ki le take a glance at Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Kamyab provider Nahin Blacklist Sakte isliye Humko flame se related banne rib industrial center format ki whole examination Karke unko apni changing in accordance with watch karna hoga Dear unknown trade assitant ap ne trange trade dyaic American state andar any walymodifyinbase ase blow bohat he hurt andaaz of } clarify Kiya hai high-priced mein ne bohat sare structures analyze kiye hain aur world organization Hindu deity istemal industrial center Mein kr KY pulsate ever-changing blow practicabl bnaya hai lekn is format ko iitial time anrny Hinduy moqa Mila Hai bhi bha acha style hai flag incidence aur hammer wagera KY baad ye format bhi bohat acha Hai lekin U.S. condition Mein Jab mumble sodium siraf yahan se considering kren disobedient is blow analysis krny KY liye is see connected apni insights blow
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

                    online freelancing website hai jaha aap as a freelancer work kar k achi earning le sakty hain our apny kissi b hunar se faida utha sakty hai ye website 2010 main MICHA KAUFMAN ne bnai our wohi is ka owner hai .digitel services k tor par Fivver dunya k sab se bara business hai our ye freelances our sellers ko apas me connect krti hai vivver aap ko services fraham karne waly freelancers tak resai our just one click main apna order apply karne k kabil banata hai Fivver par paish ki jane wali khidmaat ko gige kehte hai.


                    ADVANTAGES OF FREE LANCING ON FIVVER :

                    Fivver pe free lancing karny ka sab se bara faida yeh hota hai ky jo log talented aur skillful hoty hain un ki skills logon ky samny ati hain. Aur us skills se woh logon ko bhi faida dety hain. Aur jis ky badly mein wo khud bhi acha khasa kama lety hain. Agar aap ki demand zeada hoti jaye gi to aap usi lihaz se apni services ky charges zeada se zeada rakh skty hain..​

                    Bhut se log skilled hony ky bawajud jobs ki tlash mein lagy rehtay hain. Kyun ky ajkal ky dor mein siraf log sifarishi tor pe agy nikal jaty hain. Lekin Fivber pe esa kuch nahin hota aap apni skills se logon ko faida pohnchayen aur un ko jitna aap attract krty hain aap utna hi famous hoty jaty hain. Aur aap ki worth barhti chali jati hai.

                    Kuch log apni skills ko nahin jan skty aur skilfu hony ky bawajud unhain esy log nahin milty jo unki qadr karyn. Lekin fivver pe aap ko esy log milty hain jo aap ky hidden tallents ko sb ky samny laty hain. Ap ki rating brhaty hain. Aur aap apny talent ko behtri se jan skty hain.

                    Disadvantages of Fivver :

                    Fivver mein har qism ki mhart rkhny waly log mojud hain.​Aur bhut se log mojud hain.​Agar aap shuru mein kam karty hain to aap ko mahino tak customers nahin milty. Jis ka main masla yeh hota hai ky log aapki ratings dekhty hain. Aur ratings tb tak nahin mltin jab tk customers nah ayen. To bhut se log fake customers se rate krwa ky aagy nikal jaty hain..​Islye aap ko shuru mein customers bhut kam milty hain. Isky ilawa bhut logon ki wjha se services ki prices bhi bhut kam hogae hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

                      freelancing main sab se zayada use hote hae fiver aik platform hae jahan par apka account banate hain ap or apni skills ke mutabiq ap is main apni gigs create karte hain or jo is main kam dhondte hain wo apko apke gigs ke madad se or apke skills ke ,madad se apko talash karte hain or apko kam dete hain or apko kam dete hain or ap ke pas wo skills hote hain to apke us se dealing hote hae agar wo ap se satisfy hota hae to wo apko kam de deta hae or jab ap kam kar lete ho to apko wo kam transfer kar dete hjo or wo apko payment de deta hae to yeh aik bahut he ache bat hae or yeh aik bahut he bara platform hae bahu se log is main kam kar rahe hain jo log is main lakin sahe tarah se dil se kam karte hain whe to is main se kuch na kuch gain kar he jate hain to is liye hamen cahiye ke hum is main mehnat karen dil se kam karen jitne zayada hum is main kam karte hain hum is main se utna he faida hasil kar he jate hain bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamne cahiye ke hum is main sahe tarah se kam karna ho ga take hum is main se kam kar saken or is main se faida hasil kar saken jitna zayada hum is main km karte hain hyum is main utna he to successful ho jate hain bas hamen is main sahe tarah se kam karna cahiye take hum yahan se kuch na kuch gain kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

                        Hii dear members how are you, aj world physical market place sy digital market place ki trf convert ho rhi h hrr koi apny business ko digital krny ki kosish krr rha h ta k uss ka business zyada tezi k sth grow krry or ussy dunya k kissi kony sy b access kia ja skky.bht sy brry brands apni products ki marketing k liye different web sites use krty hain. Fverr b ak onlion market place h jhan koi b apni skill apny business ko sell krr skta h. fiverr ak onlion market h jhan py freelancer apni digital services ko buy or sell krty hain.fiverr k ilawa or b but sy onlion platforms jhan free lancing ki jati h for example upwork.com,freelancer.com etc.onlion services means webdevelopmint,graphics designing,video editing,content writing and thousands of more catageries.fiver ak just like a super store h jhan py kaam krny wala or kaam krwany wala donu aaty hain.kaam krwany wala apni requirement k mutabiq order place krta h.phr kaam krny wala apni particular category k mutabiq order receive krta h phr donu mn deal oti h iss trha fiverr work krta h.fiverr ko 2010 mn tow way platform k tor py launch kia gya.fiverr ki mdd s yap apni sevices ko dunya k kisi kony mn b sell krr skty hain.ak research k mutabiq iss wqt fiverr ka total revinue 107 million dollars sy exceed krr xhuka jo kisi bo onlion ecoomerce company ki ak bht brri achievement h.fiverr sy earning krny k liye ap ky pas kisi has skill ka ona bht zruri h w k ap k pas koi skill ho gi tbbi ap koi order ly skein gy or phr uss order ko execute krr skein gy…..
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

                          FIVERR

                          Fiverr freelancing ka sub say bara platform hai jesko 2010 mai launched kiya gaya tha eska maqsaad yahe tha kay jobless logon ko rogar deya jaye taakau unemployment ka khatma kar deya jaye ye mqsaad kafi haad taak pora be howa eskay zareye say lako log aab apnay leye rozgar talash kar rahay hai aor achi khasi earnings be kar rahay hai Fiverr ka main headquarter isreal mai hai aor ziyada taar wahan say operate ho raha hai fiverr mai kam kay leye humay pehlay account open karna hota hai osmai humay apni tamam details daina hoti hai kay hum kahan say belongs kartay hai aor profession kay lehaz say hum kiya kiya kar saktay hai hum mai konsi skills mojood hai aor hum konsay kaam karnay kay kabil hai eskay saath humay ye be mention karna hota hai kay humare kesi field mai kiya achievements hai aor humare kitne experience hai jab profile ziyada powerful hoga tho customers jenko kaam daina hota hai wo osi profile ko target kartay hai aor osi ko kam daitay hai jaab kam complete hojata hai tho baad mai wo banda aosi kaam kay paisay submit kartay hai aor ik online tareeqay say kaam be hojata hai aor paisay be earn hojatay hai

                          Faide
                          Freelancing buhot bara platform hai jesmai fiverr buhot aham kirdar adda kar raha hai agar pakistan ki baath ki jaye tho freelancing mai ye 3rd position par aata hai pakistan mai unemployment buhot ziyada hai lehaza es platform kay zareye say unemployment khatam ki ja sakti hai log fiverr kay zareye say buhot achay paisay earn kar rahay hai aor apni families ko support kar rahay hai fiverr jobless professionals kay leye ik buhot acha option hai es platform kay zareye say wo apnay leye kaam dond saktay hai

                          Nuksanat
                          Fiverr mai apni profile ko powerful banana buhot mushkil ho chuka hai kiu kay already buhot ziyada log eskay saath kaam kar rahay hai lehaza esko buhot ziyada time daina parega wo be without earnings fiverr mai aisay log be project daitay hai jeski wo baad mai payment nahe kartay lehaza aos sorat mai sari mehnat zaya hojati hai
                          Zuhaib9988 Trading journal
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

                            Business:

                            Freelancing ki field me sb se earning wala platform fiverr hy .fiverr ek aesa platform hy jis me pori duniya ke buyer aur seller apas me connect hoty hain aur kisi buyer ne koi kam karana hota hy to wh fiverr me apna ccount bana kar apni marzi ke seller se kam kara sakta hy aur apni marzi ka kam kara sakta hy
                            How it works:
                            Fiverr py kam karny klye apko apny project me se kuch hisa company ko dena parta hy .agar ap buyer hain to 40% commission apko company ko dena parta hy aur agar ap seller hain to 20% commissio company ko den aparta hy
                            Advantages:
                            1- agar apke pass koi skill hy to fiverr ap ko achi earning kara ke dy sakti hy
                            2-is platform me apko mukhtalif category ke log milty hain jinke pas mukhtalif qisam ke skill hoty hain jo .in logo se communicate karny se apke skill ki bi growth hoti hy
                            3-communication power me izafa hota hy
                            4-client ke sath dealing karny se apki decesion power aur dealing abilities me bi izafa hota hy
                            5-apko english languange py aboor hasil ho jata hy
                            6-fiverr py kam karny se ap independent ho jaty ho.
                            7-is me ap apni marzi ke time se kam karty ho .koi apko hukum ni dy sakta.ap khud e apny busines ke malik hoty ho .
                            8-ap forex me kam kar ke apna life style behtar bana sakty hain .
                            9-apko new tool sekhny ko milty hain
                            Disadvantages:
                            1-apko payment 14 days ke bad milti hy
                            2- payment me se 20% hisa company waly cut kar lety hain
                            3-jjb ap transcation karty hain to us me se bi 35 commission dobara se company waly kat lety hain .
                            4-buyer ko ziada preffer kia jata hy jb keh seller ko ni
                            5-agar apka kam client ko pasand ni ata to apki sari mehnat zaya ho jati hy
                            6-shro shro me apko sari rat jagna parta hy kyukeh foreign me jb subah ka time hota hy to yahan py rat hoti hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review FIVVER freelancing websit paer mambi hai

                              Yes dear ap ka topic bohat acha main AP ka topic ka related khuch information share kartha hon .
                              Dear Fivver bohat achi web site hai Jo logo ko acha karobar provide Kar rahi hai . Dear is website main AP order collect karthy Hain or after completion of work ye apnko payment provide karthy Hain.
                              Dear is website na 2010main apna Kam start kia tha or abi ye bohat he popular hai maximum customer ko achi service provide Kar rahi hai
                              Dear Fivver main Kam karna bohat asan hai us ka lay AP ko Fivver ke website ko join karna hoga.
                              Dear Fivver ko join karny ka lay there steps many hoty Hain.
                              1 sign up
                              2 Finding service.
                              3 place orders.
                              Dear Sab SC paly ap ana Account create Kary gay us ka bad AP is website main different type ja order chk kary gay Jin ko AP easily solve kar sakty Hain
                              Dear jab AP koi order lay laty Hain to us ko apnay time limit main solve Kar ka order done Kar Katy Hain to pher company ap ko AP ke payment provide Karthi hai
                              Advantage.
                              Dear is website na sath Kam karna bohat acha hai or is SC maximum logo ko acha benifit milta hai
                              Disadvantage.
                              Dear is website ko join Kar ka is ka sath regular kam karna hoga is SC ap ke skill bary ge. Dear agr ap Regular Kam nai Kary gay to ap ka Kam karna mushkil ho Jay ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X