Dear ap ne jaisy mery review ka topic read kia hai to aus mai ap ko ye pata ho ga k ais mai agar ap join karty hai to ap ko ais mai aik team banani hoti hai ais mai ap agar dekhy to ye aik kafi zayda porani network marketing ki company hai Tiens k naam se hai ais mai ap agar join karty hai to ais mai ap ko kuch shoping karni hoti hai aus k baad apni team ko jab ye saman le k dety hai to aus par ap ko kafi zayda faida ho jata hai. Ye company China ki hai aor ye 1995 mai bani thi aus k baad ye Pakistan mai bhi aa gai hai aor ais mai kafi zayda business kia hai ye aik multilevel company hai.
Faidy (Advantages)
1. Ais mai ap ko medicines leni hoti hai jo kafi zayda effected hoti hai.
2. kisi ko ais mai join karwaty hai to aus par ap ko kafi zayda commission mil jata hai.
3. Ais company mai kisi kisam ka fraud nai hota hai ais mai ap ko ap ki mehnat ka sila zaror milta hai.
4. Ais mai ap ki team achi ban jaye to ap ko ais mai ap ko commission milta rehta hai ais mai ap ko mehnat nai karni parti.
5. Ais mai ap ko jab stars milty hai to aus mai ap ko diffrent prizes milty hain.
nuqsan (Disadvantages)
1. Ais mai ap k sath koi join hi nai karta hai log darty hai investment karty hoye.
2. Ais mai kai products aisi hai jo normal use mai nai hoti magar ap ko wo leni parti hai.
3. Starting mai hi ap ko kafi zayda investment karni hoti hai tab hi ais mai kaam start kar sakt hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим