Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.
    Assalam O Alikum dosto mera ye review sarkari nokro par mabni hy, jesa k aap sab ko maloom hy k life main banda hamesha aik he struggle main rehta hy vo hy sarkari nokri, hamesha maan baap, behn bhaiyo ka aik he khawahish rehta hy k job agar ho to government job ho, private nokri agar karty B hain to barri majboori sy krty hain, govt job k liye loug had darky ke koshish karty hain aur chahty hain k job chahy rishwat par ho ya approach par bs milni chahiye, aksar loug buhat zyada mehnat kat k B govt job hasil nahi kar paaty aur zyada tar log baghair kisi mehnat k khalis political approach par aala uhdo par faiz ho jaty hain. Sarkari nokri k faidy buhat zyada hain aur agar long term main deka jaye to isky nuqsanat B buhat zyada hain, hum loug basically sirr fmdekty hain k retirement k baad pension milega lekin long term ka sochty nahi, ab chalty hain isky faidy aur nuqsanat ke tarf beechy main aapko sarkari nokri k faido k baary main kuch point likta hoon k isky faidy kya hain aur ye Q aham hy, aur baad main nuqsanat k baary main k isky nuqsanat kya hain agar long term main deka jaye.

    Faidy:
    Sarkari nokri k faido main sy sab sy barra faida ye hy k iski salary regular hoti hy aur sath sath incremwnt B hota rehta hy aksar anually.
    Doosra barra faida iska ye hy k sarkari nokri main retirement k baad banda pension lety hain jo ta hayat hota hy aur ghar bety bitaye milta hy aur banda aram sy baghair kisi tension k time pass kar sakta hy.
    Aksar mehekmo main retirement k baad ailaj B free hota hy jo budget ko main bujat helpful hota hy.
    Sarkari nokri ko aam alfaz main pakki nokri ya permanent nokri kehty hain jo sief aur sirf retirement yaa death k baad he khatam hoti hy orherwise na salary band ho jati hy na nokri aur naa kaam.

    Nuqsanat:
    Ab nuqsanat ko agar deka jaye to nokri sirf nokri he hoti hy, yaa sirf aap k liye faidy mand ho skata hy, normally nokri sy aapky khandan yaa aap k baal bacho ko koi faida nahi milta.
    Nokri ka doosra barra nuqsan ye hy k ye transferable nahi hy, aap ke nokri aap tak he mehdood hoti hy.
    Theesra barea nuqsan iska ye hy k aap sirf aur sirf salary k he intizar main betogy kabi tmzyada peso yaa business ka nahi sochogy,
    Aur sab sy barra nuqsan ye hy k aap ka mind nokri milty he rukh jata hy matlab aap hamesha nokar he rahogy kabhi business man nahi ban sakogy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

    Government Job


    Government Job Bhut Achi Or Reliable Job Hoti Hai Is Job Kay Bhut Say Benefits Hotey Hain Government Job Ka Koun Banayi Jati Hai Or Ye Field Kesi Hoti Hai Or Is Field Kay Andar Kon Say Departments Shamil Hotey Hain Ye Sab Mai Apko Details Mai Bataoun Gah Tu Basically Government Job Ka Amal Government Kay Mission Or Agency Ya Kise Department Ki Talash Mai Shuro Hota Hai Agr Hum High Level Py Baat Karein Tu Hum Government Kay Purposes Ki Wazahat Kar Saktey Hain Aik Model Ya Graph Kay Zariye. Government Job Mai Bhut Si Fields Or Department Hain Jin Par Hum Apply Kar Kay Job Hasil Kar Saktey Hain Jesy Keh Airforce , Army , Navy Jesi Firms Mai Special Qualities Kay Sath Apply Kar Kay Job Hasil Kar Saktey Hain Ye Sab Firms Government Kay Under Hoti Hain Har Country Mai Tu In Jobs Ko Official Jobs Kaha Jata Hai.


    Click image for larger version

Name:	Screen-Shot-2017-04-18-at-9.40.38-AM.png
Views:	1
Size:	140.3 کلوبائٹ
ID:	12330943




    Faidey


    Government Job Kay Bhut Say Faidey Hain Jesy Keh In Jobs Mai Salary Package Acha Milta Or Agr Baat Ki Jaye Tu In Kay Sath Inhein Acha Treatment Bhi Milta Hai Agr Hum Kise Force Firm Mai Job Kar Rahy Hain Tu Hamein Us Kay Sath Facilities Di Jati Hain Hamein Rehney Ki Jagah Yani Ghar Provide Kia Jata Hai Firm Ki Traf Say Or Deegar Ghar Kay Expenses Wagheira Bhi Free Of Cost Hotey Hain Wo Sab Bhi Firm Pay Karti Hai Or Government Job Mai Kabhi Bhi Salary Late Nhi Ati Beshak Wo Pandemic Situation Koun Na Ho Jesy Keh Corona Ki Situation Mai Baat Ki Jaye Tu Salary On Fix Date Ati Hai. Government Jobs Mai Hum Kise Bhi Firm Mai Chalein Jaein Tu Hamein Wahan Say Retirement Kay Bad Bhi Bhut Say Funds Miltey Hain Jin G.B Funds Included Hota Hai.


    Nuqsanat


    Government Job Kay Nuqsan Bhi Hotey Hain Par Wo Har Fields Mai Different Kism Kay Hotey Hain Jesy Keh Agr Hum Forces Ki Baat Karein Tu Wahan Hamein Job Bhut Mushkil Say Milti Hai Koun Keh Unhoun Nay Hamesha Best Ko Choose Karna Hota Hai Isiliye Un Ki Jobs Ki Demand Kay Schedules Har Saal Different Aty Hain Government Job Mai Hamein Salary Package Tab Achi Milti Hai Jab Hum Kise High Post Py Apply Karein Or Select Houn Warna Aam Government Job Ka Ka Salary Package Acha Nhi Hota Itna Or Government Job Mai Agr Hamein Outings Par Jana Ho Tu Hamein Bhut Pehley Say Leave Submit Karwani Parti Hai Agr Wo Approve Hoti Hai Tu Hum Ja Saktey Hain Or Government Job Har Kise Ko Easily Nhi Milti Koun Keh Government Job Kay Liye High Level Education Chahiye Hoti Hai.

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

      Ajkal zeada tar log sarkari nokrion ki talaash mein rehty hain aur dekha jaye to hmary mashry mein jo bhi parhta likhta hai aur isky bad woh ksi government nokri ki talash mein nazar ataa hai ky usko koi government job mil jaye. Aur sarkari nokrokn ko bht ehnyat de jati hai. Bht se log rishta karty waqt bhi yehi talash krty hain ky agar larky ka rishta aya hai to kia woh sarkari nokri karta hai ya nahin.​Aur sarkari nokri​ko acha tsavur kia jata hai. Aj hum isky bary me kuch reviews share karen gy.

      Advantages :

      Hmary mashry mein sarkari nokri hasil kar lena bhut bary aizaz ki bat smjhi jati hai. Aur agar aap ky pas sarkari nokri hai to aapko laeki waly rishta deny mein bhi dair nahin karty. Kyn ky woh yeh kehty hain ky agar sarkari nokri hogi to monthky salary ati rahy gi jski wjha se ghar ka acha kharch chalta rahy ga.

      Isky ilawa sarkari nokri mein aoky liye ek permanentl source of inxome hota hau jis k li wjha se aapka ghar ka mahana kharcha chalta rehta hai aur is qism ki koi problem paish nahin ati.​

      Bht si sarkari nokrion mein aapko rehny ky rents diye jaty hain aur sarkari nokri mein aapko bht se allowance diye jaty hain jin mein medical allowance bhi shamil hai. Aur mobility allowance bhi dia jata hai jo ky aapka institute mein any jany ka khrcha hota hai.

      Agar aap airforce ya amry ki nokri karty hain to aapko medical ki shaukat free si jati hai aur rehny ky liye flats diye jaty hain. Achy mess diye jaty hain. Aur bht si sahuliat jinme bachon ki education waghera mein bhi help di jati hai.

      Sarkari nokri ka sb se bara faida yeh hai ky is mein nokri ky baad apko Pansion di jati hai aur aap burhi umar mein ksi ky muhtaj nahin hoty.​Isky sath aapko Pansion​ leny ky bad apka gp fund waghera dia jata hai jo ky lakhon mein raqam hoti hai. Is se aap asani se koi karobar kar skty hain.
      Army retired aur air force retired ko Defence ilaqon mein plots diye jaty hain. Jo ky intehai qeemti hoty hain.

      Disadvantages :

      Govt jobs mein aap ko regularly kam karna larta hai. Aur aapko bht mushkil se chuti milti hai. Aap bemar bhi hon to aapko ba mushkil ek ya 2 chutan milti hain. Aur pabandi se kam karna parta hai.

      Government job kaeny waly shakhs ka ghar ka kharcha pura hta rehta hai aur woh business ki soch nahin rkhta.​Aur agar businss5krna bhi chahta ho to usko job se proper time nahin milta aur wih koi business kar ky agy nahin barh skta.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

        ADVANTAGE S

        Assalamu Alaikum ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge ji han aapane Hamare Sath bahut Achcha river share Kiya Hai members bahut jyada sarkari naukri Ki Talash Mein Rahte Hain vah private Naukari ke mukabale mein jyada sarkari Naukari ko Pasand Karte Hain aur government shop se jaldi Hamen milati nahin hai isliye unko bahut jyada mehnat se dhundh na padta hai agar yah Jo Samay Mein Bik Jaaye to in ki job Jyada difficult Nahin Hoti lekin Nahin se Hamesha room mein salary kab milti hai aisa summary salary banana Shuru Ho Jaati Hai Jo ke bahut jyada badh sakti hai aur ek mein bahut jyada fayda Hota Hai government jobs Mein salary bahut jyada acchi hoti hai aur Yahan per aap jab tak Chahe kam kar sakte hain aur retire hone ke bad bhi 2 Sal Tak Agar Aap Chahe Tu Yahan per kam kar sakte hain sarkari naukri main aapko bahut Si free facilities provide ki jaati hai ismein aapko Agar aapka Ghar Dur Ho agar aap usko teacher ho to aapko ek hostel Mein bataiye jata hai jo ke School Mein Aksar Bane hote hain to aapko usmein free Rahane ki Ijazat Hoti Hai Iske alava aapko main vahan current Nahin Dena Padta aur Tamam Mein bijali Ke Jo Bhi Khila Jaat hote hain vah aapko vahan per free mein Rahane Diya Jata Hai Agar aapko net koi bhi job Jawani Mein mil jaati hai to app boore hone tak yani 45 tak ya is k baad bhi kaam kar sakte hain aur Uske bad aapko bahut acchi pension beti Jaati Hai hi government jobs to bahut jyada hoti hai lekin Nahin Hai jyadatar unhen ko milati hai jo pahle se government jobs mein hun aur Pita taiyar hone ke bad vah Apne bacchon Ko is job Mein rakhva Dete Hain isliye Hamen government jobs bahut jyada Mushkil se Milte Hain


        DISADVANTAGE


        Iska Ek Aur yah sabse bada masla hai ki aapko Chhoti bahut Mushkil se milti hai agar aapko Kahin emergency Jana ho to aapko pahle application dena padati hai aur uske bad aap ko ek Hath chhutti Mein Jaati Hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

          pakistan main har koi cahta hae ke uske sarkari nokry ho q ke is main hum jahan kahen bhe hon har month ko hamare sallary to hamare pas a jate hae to is ke waja se har koi yehe cahta hae ke us ke pas aik ache se nokri ho take wo apni ache se zindagi guzar sake to is ke liye aik dosre side dekhe jae to business acha hota hae as compared to job lakin us main ache earning ke surety nhe hote hae lakin yeh hae ke job mai hamen fix earning to milte he rehte hae to bas hamen cahiye ke hum is main job ya business kiya karen business ke yeh faife hain ke us main hum aik he jaga main bound nhe ho sakte hain is main hum kisi bhe waqt is main kam kar sakte hain lakin job main yeh masla hota hae ke hum apne boss ke under hote hain or hamen fix time tak apna kam karte rehna hota hae hum jitna sahe tarah se is main kam kar jate hain hum is main success bhe le he sakte hain bas hamen is amin sahe tarah se karna hota hae kam jitna sahe tarah se hum is main kam karte hain hum utna he earn karte hain lakin job main hum ki9tna bhe kam q na kar len us main hamen earning to fix he milte hae to is liye yeh is lihaz se business he better hota hae lakin job main yeh guarantee hote hae ke is main hamen har month main acha earning hote hae jo wo zaroor mil jate hae to bas hamen is amin ese he karna cahiye take hum is main se kuch hasil kar saken or is main kamayb bhe ho saken
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

            Yes dear aapane bahut hi Achcha topic apni review ke liye select kiya hai aur bahut hi acchi discussion Ki Hai. Pakistan mein jitne bhi Pakistan government ke employees hote hain unko Pakistan ki government bahut jyada facilities aur services provide kar rahi hoti hai agar aap Pakistan government ke kisi bhi sector main job Karte Hain To no doubt aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain jismein aapko accommodation travelling allowance aur se related basic requirements fulfill ki ja rahi hoti hain.

            Faidy :

            Dear jab aap Pakistan government ke kisi department mein job kar rahe hote hain to aapko accommodation provide ki ja rahi hoti hai jo aapki basic requirement hoti hai agar aapko accommodation provide Nahin Ki ja rahi hoti to aapko Uske against accommodation allowance Diya Ja Raha Hota Hai Jis per aap apna home easily rent out kar sakte hain.

            Dear Pakistan government ki jitni bhi job soti hain usmein aap ko bahut acchi salary provide ki ja rahi hoti hai aur aap per working ka bahut jyada load bhi nahin Hota aap apni job ko isliye complete kar sakte hain Kyunki Pakistan government ke jitne bhi sector se aur mein according to requirements job vacancies offer ki ja rahi hoti hai isliye aap per working load Jyada Nahin Hota.

            Dear Pakistan government ki job complete karne ke bad aapko Sacchi pension facility mil rahi hoti hai jismein aapko lump-sum Ek acchi amount per ki jaati hai aur iske sath sath aapko per month acchi handsome amount mil rahi hoti hai jo aapki basic requirements ko meet karne ke liye enough hoti hai.

            Nuqsan :

            Jab aap Pakistan government ke different job sector ko carefully observed Karte Hain To bahut kam Aise member Hote Hain Jo apni duty honestly se complete kar rahe hote hain specially Jab aap different hospitals Mein Jaate Hain to doctor aur paramedical staff apni duty acche tarike se perform nahin kar rahe Hote Aur Ko Apne private clinic mein jyada focus kar rahe Hote Hain. Government ki job Hasil karne ke liye bahut jyada merit Hota Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

              Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan aajkal jyadatar log sarkari naukri Ki Talash Mein Rehte Hain aur Dekha Jaaye to hamare Masuri Mein Jo Bhi padha likha hai aur uske bad Bor Kisi gourmet Naukari Ki Talash Mein Najar Aata Hai Ke usko Koi government job mil jaaye aur sarkari Naukari ko bhi Bahut Si Padhi jaati hai bahut se log Rishta Karle Waqt hi Yahi Talash Karte Hain ki agar ladke Ka Rishta Aaya Hai To Kya Hua sarkari naukri karta hai ya nahin aur sarkari naukri acche Kiya jata hai aaj Ham Iske bare Mein Kuchh aapke sath baten Karte Hain

              Advantage

              Hamare Masuri Mein sarkari Naukari Hasil kar lena bahut hi Bade Ehsaas ki baat samajh Jaati Hai
              Aur Agar aapke pass sarkari Naukari hai to aapko ladki wale Rishta dene mein bhi der Nahin karte
              Kyunki vah yah Kahate Hain ki agar sarkari naukri Hogi to monthly salary Aati Rahegi Jiski vajah se ghar ka Achcha Khasa kharcha chalta Rahega
              Iske alava sarkari Naukari mein aane ke liye ek pair mental score of income hota hai Jiske Liye vajah se aapke ghar ka mahana kharcha chalta rahata hai aur iski Kishan ki koi problem case nahin aati
              Bahut Si Sarkari naukariyon mein aapko Rahane ke liye Jaate Hain aur sarkari naukri main aapko bahut se cal wants Diye Jaate Hain Jin Mein medical allowance bhi Shamil Hai Aur mobi deti allowance bhi diya jata hai jo ki aapka instruction mein aane jaane ka kharcha Hota Hai
              Agar aap Air Force yah army ki Naukari karte hain to aapko medical ki sorry Yatri Di jaati hai aur Rahane ke liye flats liye Jaate Hain aur Achcha mahaul Diya jata hai aur vah shish Holiya Jin Mein Se bacchon Ki education vagaira main bhi help Di Jaati Hai
              Sarkari naukri ka sabse bada fayda yah hai ki ismein Naukari ke bad aapko pareshan Di jaati hai aur aap Hamari Mein Kisi ke mutabik nahin Hote iske sath aapko paison se lene ke bad aapka found vagaira Diya jata hai jo Ke Lakhon Mera kam hoti hai isase aap aasani se koi karo bar kar sakte hain Army retired aur Air Force rated K Defence share Lakhon Mein plot Diye Jaate Hain Jo ke inter kimati Hote Hain

              Nuksan
              Government job main aapko revelry kam karna padta hai aur aapko bahut Mushkil se chhutti milati hai aap bimar bhi ho to aapko bhi Mushkil Se Kiya do din chhutti milati hai aur jaldi se kam karna padta hai government job Karne Wale Sharks ka ghar ka kharcha pura hota rahata hai aur vah business Ki Soch Nahin Sakta aur Agar Krishna se karna bhi Chahe to usko per time Nahin Milta Aur bhi nahin Koi National nahin kar sakta
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

                Introduction
                Asslamoalaikum dear forex frndz ma apko btana chahta hon k ajkl k dor me govt job ki BHT ziada importance ha specially in pakistan.pakistan me govt job milna BHT mushkil hogya ha yahan berozgari BHT ziada hny ki wjah sy merit BHT ziada high hota ha jis py pora utrna BHT mushkil hojata ha or AGR hum merit py pory aty b hon to sifarish ki wjah sy hum pchy reh jaty Han islye b govt job BHT km logo ko hi milti ha
                Advantages
                Govt job ka SB sy bra advantage yeh ha hmari family ya khandan me b Jo log govt job krty hon unko respect ki nzr sy dekha jata ha isky ilawa Jo govt job krty Han unko bank Sy loan b acha milta ha or ..govt job walo ko payment ki tension nhi hoti Jo k hr month ki ist date ko govt alny employer ko pay krdeti ha isky ilawa govt job walo k lye govt hospital me medical b blkul free hoty Han unky lye unky parent wife or bcho k lye yeh b ak BHT bra faida ha ..Jo log govt job krty Han to govt job sy retired hny k bad unhy govt pension b deti ha or hr sal June me Jo budget lgta ha is Sy unki pensions me b izafa hota rhta ha unhy TADA b milta ha conveyance allowance b milty han ....govt job walo k lye weekend b off hota means sat Sunday b unhy chutti hoti ha or chutti k koi pesy b nhi ktty isky ilawa unhy normal b leave asani sy mil jati han
                Disadvantage
                Jahan govt job k BHT sary faidy Han wahan isky kch disadvantages b han iska SB sy bra disadvantage yeh ha k govt job waly bound hojaty Han or inki kch limitations hoti Han jinhy woh cross nhi krskty or uni me reh k rules regulations ko follow krty hvy Kam krna prta ha govt job me discipline ka khyal rkhna jata ha apny seniors ki respect ki jati ha...jesy AGR hum forces ki bat kren to Jo log forces me as a uniform person job krty Han woh ghr sy dor hoty Han isky ilawa woh is job k ilawa koi or Kam nhi krskty q k govt ki trf sy unhy koi or business krna allow nhi hota isky ilawa b BHT si restrictions hoti Han ...govt job ki salery b itni Ziad nhi hoti..govt job hr ksi ko nhi milti isky lye merit py ana BHT zrori hota ha or AGR merit py a b jao to BHT Ziad sifarish ki wjah sy hmari jgah koi or select hojata ha yeh b ak iska BHT bra disadvantage ha
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

                  Assalam walekum doston aap ne bahut accha topic discuss Kiya hai government job hasal karna bahut mushkil kaam hai specially Pakistan mein berozgari bahut jyada hai aur educated person bhi bahut jyada hai jab bhi government job announce hoti hai hai to use per lakhon log apply karte Hain jiski vajah se UN jobs ka merit bahut high ho jata hai aur log aasani ke sath government job hasil nahin kar paate government jobs ke kuchh fayde hain aur kuchh nuksan bhi hai sabse pahle main aapko government jobs ke fayde batati hun
                  Advantages...
                  Government job ka sabse bada fayda ya hai ap jab jao join ki jaati hai usko use waqt khatm Kiya ja sakta hai jab aap ki death Ho jaati hai yah aap retire hote Hain iske alava yah job khatm nahin hoti iska dusra bada fayda hai mulak k halat jaise marji hun aapko time per pay mil jaate Hain recently coronavirus ki vajah se lock down tha wo log jo business karte Hain ya apna Kam karte The unka ya private jobs krta hain un ka rozgar band ho gaya tha magar government jobs wale lock down ke dauran bhi apni pay lete rahe hain teesra Bada fayda ya hai ki job se jab aap retire hote hain to aapko pension milati hai graduati milati hai GP fund milta hai aur jab tak aapki zindagi hoti hai aap pension per guzara kar sakte hain aap kisi ke muktaj nahin hote government job ka aur b fayda hain ap ko benovlent fund milta hai jo ap ki beti ki shadi pa b milta hai ap k bachon ko scholarship b milta hai even ap ya ap ki family members ki death pa b milta hai ap ko leaves b milti hai female ko maternity leave with pay di jati hai govt jobs ma kuch profession asy hain jesy armied force yahn ap ko bhut sari facilities milti hain
                  Disadvantage...
                  Es ka sab sa bara naqsan ya hai k ap bound ho jaty hain kisi b kisam ka kaam krny k ley ap ko NOC lena parta hai
                  Ap ki leaves easily ni milte jes ki waja sa ap family k bhut sary functions ko miss kr deta hain govt jobs ap ko govt k rules or regulations ko follow krna parta hai agr BPS acha hai tab govt job ka fyda hai wrna ni ku k pay kam hoti hai
                  Agr ap bemar hain garmi ka mosam hai ya sardi ka barish ho rahi ho phr b ap ko job pa ana hota hai ap zada leaves ni laa sakta
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

                    Mera Yaar view sarkari Naukari per mummy hai Jaisa ki aap Sabko Maloom Hai Ki sarkari Naukari ke apni Ek charming Hai sarkari naukri ki apni Ek tahat Hai Hamare han ya train Ban chuka hai ki Har Koi sarkari naukri karna chahta hai Har Koi chahta hai ki meri sarkari Naukari Lag Jaaye Mujhe private ki Naukari Naam Karni Pade aur yah Baat 1 Hafte Tak theek bhi hai ki private wale bahut jyada kam lete hain aur paise bahut kam Dete Hain Jab Ke sarkari Naukari wale bahut hi maje Mein hote hain Unka kam bahut kam hota hai unki Bandi bhi private ke mutabik bahut jyada kam hoti hai aur overage mein yani ke college mein pension Ka Bhi Ek mauka diya jata hai isliye Tamam log sarkari Naukari ko prefer karte hain sarkari naukri private Naukri se bahut hi jyada acchi hai Main Khud bhi sarkari Naukari ko taji deta hun isliye aap Sabko bhi sarkari Naukari karne ki hi Hi Udhar Karunga ki apne aap ko secure Karle jo aapki age bhi so Kyon Ho Jaati Hai aur aap Batman hokar apni life Gujarte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

                      Dear brothers mra review ap sub dosto k sth aik khobsurat topic par mabni hain jisa k ap sub dost janty hain k har inshan ki zindgii main khawish hoti hain k wo goverment ki job kary or aj kal barozghrii k door main har larky larki ki yhii straggle hain walden ki yhi wish hain k mra betha achi government ki job key ku k as k fiday buht hoty hain inshan jas hal main duty kry duty pay jaye ya na jaye mosam har surat har halt main corna jasy halt main sarkri nokrii wlo ko reqular selry par mnth malti rhii as job k buht say fiday nuksan hain........

                      ADVANTAGES...........

                      dear government ki job buht fiday mind hiti hain as bandy koi koi kuch khay ni skta as ki selry par mnth reqular ati hain har halt main letr hony pay passa milta hain us k bad bhi penshin malti hain death hony ki surat main bevi bacho ko passy milty hain talq banta hain ijzt malti hain inshn achi zindgii guzrta hain.......

                      DISADVANTAGES..........

                      Dosto government job main ap ko har halt main duty krna phrti hain wrna ap ko job khtm ho skti hain as main normal job buht choti job say gh ka kuchra pora ni hota srf.bhari job k fiday hain jb k aik bus3ap ko ameer kr skta hain us pay ap apni marzi k sth ap I zindgii ko guzr skty hain Jab k job pay ap government k mulazm ban kr life guzro gay jo k buht taff hoti hain life....
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

                        Ye mera personally experience hay aur me ne khud deka be hay jo be students education complete karty hey ye government jobs key ley apply karty hey jab key private sectors me ham apna career es asani se nahi bana sakty hey jetna key government sector key job me bana sakty hey, koi be sarkari job agar hamy mil jati hay to life time key ley ham medical treatment key ley allowance dia jata hay on duty agar death ho jati hay to hamari family ko government support karti hay aur hamari family me se hamary children ko es idary me job provide ki jati hay, retirement ke bad hamy pension hamy be milti hay aur death key bad hamari family me hamari wife aur agar sister jo key ghir shadi shuda ho es ko be mil sakti hay, jab key kesi be private job me ye facility nahi di jati hay private job me jab tak ham job karty hey hamy achi salary aur other benefits kesi company se zaror achy mil sakty hey magar death key bad ye private company hamari family ko kabi be support nahi karti hay, mery khayal me jes ko government ki job mil jati hay us ko bahot se advantages mil jaty hey, Government har employee ka khayal rakta hay aur us ko achi salary na siraf on duty deta hay death key bad be support karny ka advantage de sakta hay, government job ki jaye to jes city me job ham karty hey yaha par house allowance aur free medical achy hospital me mil sakti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

                          Assalamu Alaikum dear friend aap khairiyat se Honge ji han aapane Hamare Sath bahut Achcha river share Kiya Hai members bahut jyada sarkari naukri Ki Talash Mein Rahte Hain vah private Naukari ke mukabale mein jyada sarkari Naukari ko Pasand Karte Hain aur government shop se jaldi Hamen milati nahin hai isliye unko bahut jyada mehnat se dhundh na padta hai agar yah Jo Samay Mein Bik Jaaye to in ki job Jyada difficult Nahin Hoti lekin Nahin se Hamesha room mein salary kab milti hai aisa summary salary banana Shuru Ho Jaati Hai Jo ke bahut jyada badh sakti hai aur ek mein bahut jyada fayda Hota Hai government jobs Mein salary bahut jyada acchi hoti hai aur Yahan per aap jab tak Chahe kam kar sakte hain aur retire hone ke bad bhi 2 Sal Tak Agar Aap Chahe Tu Yahan per kam kar sakte hain sarkari naukri main aapko bahut Si free facilities provide ki jaati hai ismein aapko Agar aapka Ghar Dur Ho agar aap usko teacher ho to aapko ek hostel Mein bataiye jata hai jo ke School Mein Aksar Bane hote hain to aapko usmein free Rahane ki Ijazat Hoti Hai Iske alava aapko main vahan current Nahin Dena Padta aur Tamam Mein bijali Ke Jo Bhi Khila Jaat hote hain vah aapko vahan per free mein Rahane Diya Jata Hai Agar aapko net koi bhi job Jawani Mein mil jaati hai to app boore hone tak yani 45 tak ya is k baad bhi kaam kar sakte hain aur Uske bad aapko bahut acchi pension beti Jaati Hai hi government jobs to bahut jyada hoti hai lekin Nahin Hai jyadatar unhen ko milati hai jo pahle se government jobs mein hun aur Pita taiyar hone ke bad vah Apne bacchon Ko is job Mein rakhva Dete Hain isliye Hamen government jobs bahut jyada Mushkil se Milte Hain. sarkari nokari say behtar forex hay yahan time ki pabandi nahi hoti ghr baith kar kaam hota hay saray ka sara good day mumur relamber one kasr akty hain aur accumulaing precept execise kar h ihum broking bott skaty h day murmur sucess Honies Honge To Ham acchi alternate Dear ye marketplace ap ok research ok hisab se chal ho to ausani se ais marketplace mai gain bna skaty hai tplace mai agar alternatekarna chaty hai to ap ko ais marketplace mai planing karni chaye aor aus ok hisab se karna chaye ais se ap blow ye fjata hai ok ap etplace mai poke replacing sekh lety hai to aus ok baad ais marketplace mai gain
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

                            jb bi ham school se pass ho kar college me admission lety hain to tab se hamary zehn me yhe hota hy keh hm apny mustakbil me konsi nokri karen gy . kuch log hoty hian jo private nokri karty hain aur kuch log sarkari nokri ko pasand karty hain .har ek ki apni soch hoti hy laken me yahan sarkari nokri ke hawaly se bat karna chahta hn ,

                            Importance:

                            90% logo ki yhe khawaish hoti hy keh unhe sarkari nokri mily .yhe bat e bht hy iski imortance ko bian karny klye .kisi bi department jb koi sarkari nokri ka ellan hota hy to hazaroon ki taddad me log apply karny waly hoty hain laken qismat walon ko e yeh nokri milti hy
                            Fawaid:
                            1- apka mustakbil secure hota hy.apko pata hota hy keh yeh nokri pakki hy aur mje is nokri se ni nikala jay ga isi waja se ap apny future ko mehfooz samajty hain
                            2-ap mental depression aur stress ka shikar ni rehty
                            3-apko monthly salary time py mil jati hy
                            4-agar pora mahena kisi waja se sarkari office band rhen to apko phr bi salary milti rehti hy.ab COVID19 m e4 month tak sarkari office band rhy laken jo bi sarkari mulaim tha usy pori salary ghar bethy mil gae .
                            5-ap saving bi kar rhy hoty hain .apki salary me se kuch paison ko bacha kar apki service khtm hony par dia jata hy jis se ap apna business bi khol sakty hain
                            6-salary ke ilawa apko bht sary allowence bi milty hain .
                            7-apka medical free hota hy aur apke parents ko bi saholat di jati hyilaj ki
                            8-apko bachoon ko bi prefer kia jata hy jb apki sarkari nokri hoti hy

                            Nuqsanat:
                            1-apki life limited ho jati hy .apko thori salary me ghar ka guzara karna parta hy
                            2- jb apki salary kam hoti hy to phr sarkari mulazim rishwat lena shro kar dety hain
                            3- sarkari nokri karny walon se koi ziada pochny wala ni hota .agar koi chaprasi bi hota hy to wh bi khud ko officer samajta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review Sarkari Nokri par mabni hy.

                              INTRODUCTION:-
                              topic boht hi mazedar hay boht acha laga jb ham educaion ki age mein hoty hen to sab ko yhi btaya jata hay ap achi parhai nahe karo gy to sarkari nokri nahe mile gi
                              achi parhai karo to to sarkari job milegi achi salrary bhi milegi or last mein pension bhi milegi etc....

                              FAWAID:-
                              JB hamen sarkari nokiri milty hy to achi post kay sath achi salary bhi milty hay or achy allowances bhi milty hen,
                              boss sara din kaam leta hay or ham thak jaty hen to unko ihsas bhi nahe hota kay sara din kaam kai hy ab is relex
                              chorden bas unko sirf kam piyara hota hay bas kam kam kam ek achi source of income hoti hay achi pension milti hay

                              NUQSAN:-
                              APKO Suspend kia jata hay kbi bhi jabari retirement kar dia jata hay door draz transfer and posting ki jati hay apko
                              dar badar kia jata hay sara din kam lia jata hay apki life makhssos hojati hy govt job mein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X