Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

    Online banking aik aisi development hai jiss ki wajah say banking system bohat asaan hogaya hai. Online banking ki wajah say ab sirf bank kay timings ko observe kernay ki mohtaaji he khatam ho gai hai. Pehlay yeh hota Tha kay bank kay timing 9 say 5 tak hotay hain jiss ki wajah say uss say pehlay ya baad mai paisay bhaijnay aur mangwana mumkin he nahi hota Tha. Laikin phir atms ka four Aya tou kuch sahoolat hogai. Atms bhi door door honay ki wajah say aur atms pay cheena jhapti ki wajah say bohat say masaael Ana shuru hogaey tou online banking ka dour agaya. Online banking Pakistan kay taqreebun her bank ki he available hai. Online banking say ab 24 ghantay kisi bhi din paisay bhaijna aur mangwana koi masla he nahi raha hai. Online banking ab internet aur Android mobiles ki wajah say bohat he asaan ho chuki hai. Sirf apnay log in details ko mehfuz rakhnay ki zarurat hoti hai kay woh hack na ho jaey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

      Currently Pakistan mein aisa Ek bhi Bank Nahin Hai Jo online banking facilities provide nahin kar rahe ho dost Samay aapko bata do kya Pakistan mein jitne bhi bank se Chahe vah Chhote Bank hai yah Bade Bank hai yah newly established Bank hai yah JSK shorinji Paisa mobile phone banking system hai ya Sare banks aapko Ek application provide kar raha hota hai jo aap simply aur free aapka Kisi bhi Play Store I store Se download kar sakte ho aur aap usmein apna login retail dalkar use istemal kar sakte ho ab aap isko Kis Tarah istemal Karenge aur aap kahan se download Karenge to aap simply Jab ji download karte hain to mobile banking ke liye aap ismein apna login detail daalte Hain Jo aapka bank account ho to Usi Bank ka application download karke hi aap Uske jariye banking kar sakte ho isliye hota hai kiske aap use Sare activities vah Sare facilities jo aap Ko Kisi bank se ATM se machine se Milte Hain vah aap apne mobile phone se ghar mein baith kar Aaram ke sath kar sakte ho Iske bahut jyada fayda Deti Hai Iske nuksan Aaj bhi ho sakte hain Chand Hai Lekin main aapko bata do kya mobile banking ke bare mein Yadav Utah To Main Bata Diya ki mobile banking Aasan Mein Hota kya hai to to mobile banking yah hota hai ki jitne bhi Bank ke was reduced hote hain jitne bhi activities hote hain ya Josh services hote hain vah aap apne mobile phone Se Aaram ke sath Kisi bhi waqt aap aram dy kar sakty ho chahy Din Ho Ya Raat Ho vah aap kar sakte ho.

      Tareeqa e kaar:
      Iske tarike ka kya hai aur aap isko Kis Tarah istemal Karte Hain To doston main aapko Bata Do Ki Sabse pahle aap Play Store yah I store mein Chale Jaate Hain Apne smartphone Upar aur Jis Bank main aapka account vahan per Bank ka naam type karke aap mobile banking ke liye application download kar sakte ho to Har Bank ka Apne Naam Se mobile bank application Hai To vah app download karke usmein simply Apna login retail Dal sakte ho Jab aap log ine detail daalte Hain Apna password set karte hain aur Apna ATM card ke number aur password dekhte hain to aap ka mobile connect ho jata hai Usi ke sath aur per vahan se aap Mufti dictation Cafe cerrise Hasil kar sakte ho aur Multani Paschim ke services aap vahan se le sakte ho aur de sakte ho Jo main neeche Mein cheating karne ja raha hun fayda mein kis ka fayda kya nuksan Aaj Kya Hai Lekin pahle main aapko Bata De kya Har Bank ka alag application hota hai vah verified application hota hai aap paath se bachne ke liye jaruri hai ki aap Sahi tarike Se maloomat Karke hi application install kar Sako.

      Faidy:
      Doston fayde ki Garba ki Jaaye to main aapko bata do kya mobile banking ke bahut jyada fayde hote hain iski jariye aap fund transfer kar sakte hain Kisi bhi bank account mein Chahe vah aapka personal account Ho Kisi dusre Bank mein aur yah aapke Kisi dost yah rishtedar ke account mein aap paise transfer kar sakte ho aap is Kajari Apna business Manish kar sakte ho is Kajari aap bill payment kar sakte ho Jani ke utility bills jitne bhi hai Chahe vah bijali Bil Ho electricity Kabil Ho water bill ho kya spill Ho telephone bill Hoye internet Kabil ho to vah aap padariya mobile banking Kisi bhi vah Ka Din Ye Raat Mein pay kar sakte ho iske aap per Chuke education fee submit kar sakte ho ISI ke jariye iske jariya aap apna ATM card Manish kar sakte ho activate or deactivate kar sakte ho aur time to time aap apna password bhi change kar sakte sakte ho ya aap ke control Mein Har chij Hota Hai ismein Ek fayde yah bhi hai ki aap bagair kisi taklif ke Jani ke kisi ATM machine ya Bank Mein Jaaye aap apne account mein balance enquiry kar sakte ho aur aap apna account open karke mobile banking ka application open karke aap apna balance Maloom kar sakte ho even aap apna bank statement bhi vahan Se download kar sakte ho jo aap ke account mein activities hui ho vah aap applications se dekh sakte ho.

      Nuqsaanat:
      Musa Naat Iske to vaise koi bhi nahin Hote lekin aapko main yah Bata Do Ki Agar aapka application answer Kiya Hai yah aap Mobile Gum Ho Jata Hai Aapka yah aapka password Kisi Aur Ko Pata Chal Jaaye to uska Hath Mein Lage Na hokar aap kya balance code stirp kar sakta hai yani ki aapka account hai kar sakta hai aur se balance transfer kar sakta hai aur iska misuse kar sakta hai to dost zaroori hai ki Apne account ko saaf aur secure rakhne ke liye aap apne mobile application per Sahi ki sim ka password lagaen Aur Kisi Ko Na bataen Taki aapka account se Kyon bol raha hai dusra Kaya hota hai ki agar aap Kisi Aisi allah ke mein ho Jahan per aapko internet access Na Mile yah aapka mobile network kam na karen to aap Iske services ko use nahin kar sakte Kyunki internet zaruri hota hai application ko chalane ke liye aur agar aap ke pass application Ho lekin internet Na Ho To aap Iske services Nahin Hasil kar sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

        No doubt aise bahut sare bank se jo aapko online banking facilities provide karte hain aur aapko answer jarur benefits aasan karne chahie kyunki yah ek bahut hi acchi facilities hai lekin sabse best facilities jo aapko online banking ki provide ki jaati hai vah u b l Bank ki taraf se hai u b l Bank Pakistan ka ek bahut hi popular Bank hai jo aapko bahut sari aisi facilities provide karta hai lekin on mein sabse top ki jo facility hai vah online banking ki hai kiski online banking ke related main aapke sath kuchh information provide karna chahta hun

        ONLINE BANKING :

        UTILITIES BILL :

        online banking mein paise Khali aapko yah facility provide ki jaati hai ki uske sar yah aap apne utilities bil per kar sakte hain kyunki bahut se log kaise hote hain jinko utilities bil per karne ke liye kisi Bank mein jana padta hai ya kisi retailer ki shop par jana padta hai lekin agar aapke pass kisi bhi Bank ka account maujood hai aur uska FB maujud hai jaisa ke yog Alka ek mobile maujud hai to aap isiliye uske sar hai apne utilities bil ki payment kar sakte hain aur iske liye aapse kisi ke sang ke koi bhi service charges date of nahin kiya jaate

        FUND TRANSFER :

        fund transfer aapko yah facility provide ki jaati hai kya kar aapke pass online banking facilities hai to uske sar aap apne fund ek jagah se dusri jagah isiliye transfer kar sakte hain aur is per aap se kisi kasam ke koi bhi service charges date of nahin kiya jaate isiliye agar aapko hi bhi mobile aap use karte hain to uske sar aap isiliye fund transfer kar sakte hain yah facility bhi aapko provide ki jaati hai online banking mein

        ONLINE SHOPPING :

        online banking mein half ko shopping ki bhi facility provide ki jaati hai uske sar ji aap online shopping kar sakte hain aur uska payment easily aap apne mobile app se kar sakte hain isiliye agar aap online shopping karna chahte hain to aapko yah facility bhi provide ki jaati hai kya aap online shopping kar le aur uski payment of online banking kesariya per kar sakte hain aur isiliye apna koi bhi product purchase kar sakte hain Jo ke bahut acchi facility hai
        • #19 Collapse

          Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

          Yah review "online banking" per mubni hai
          doston kuchh arsa pahle tak conventional banking pure mulk mein chalti thi jiske liye aapko agar koi bhi transaction perform karni hoti thi to aapko bank ke office hours ke dauran bank mein jana hota tha aur aap vo transaction perform kar sakte the Jaisa kah aap apne account se paise withdrawal karne ho ya deposit karvane ho ya kisi dusre ko transfer karne ho ya aapane apna utility bill per karna ho ho ya sare kam office timing ke dauran hi kiye ja sakte the lekin ab kyon ke technology bahut advance ho chuki hai aur IT ki field ne kafi jyada tarakki kar li hai isliye ab online banking bahut jyada istemal ki jaati hai


          At least 75% log pakistan ke andar online banking ko ab istemal kar rahe hain

          online banking ke liye yah to aap apne laptop ke upar hi account banate hain aur is tarah aap apne laptop ya computer ke jariye bank ke sath connected ho jaate hain aap nay koi bi transaction agar perform karni hai to aap kisi bhi waqt ghar se baithe internet ke jariye vah transaction perform kar sakte hain ya fir aap ke pass agar android mobile hai to aap ke jis account bank mein account hai uski mobile application download karke mobile application ke jariye bhi aap apne bank account ke sath connect ho jaate hain aur different security requirements puri karne ke bad aap apni vo transaction puri kar sakte hain


          online banking ke bahut sare advantages hain aur iske kuchh disadvantages bhi hain


          Advantages

          online banking start hone SE time limitation khatm ho gai hai ab aapko KOI transaction kisi bhi time proform ka sakte hain
          online banking start hone se a banks ke andar rush kam ho gaya hai aap log apni transaction khud perform kar lete hain

          online banking start hone se logon ki dependence bank ke upar bahut kam ho gai hai
          online banking kesari ye aap bahut hi transaction apne ghar baithe perform kar sakte hain jaise kisi dusre ko paise transfer kar sakte hain utility bills pay kar sakte hain
          online banking start hone se bank ke bhaiya jo rush hota tha aur lines lagi hoti thi vah ab khatm ho gai hain


          Disadvantages

          online banking mein security ka bahut jyada trade hota hai agar ap public wi-fi use karte hain to aap ka account hack bhi kiya ja sakta hai aur aapke account mein sare paise nikale ja sakte hain pakistan ke andar kyon ke bahut sare log uneducated hai isliye vah onlinebanking ko sahi tarah istemal nahin kar sakte online banking ka sabse bada issue yah hai ki agar aap se galti se koi button press ho jata hai to transaction perform ho sakti hai aur aapki vo transaction to reverse bhi karna bahut mushkil ho jaega kyunki is case me bank koi responsibility nahin leta


          doston mein ummid karta hun ki online banking ke bare mein yah review aapke liye kafi helpful sabit hoga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

            Assalamu Alaikum dear Forex online banking ka Nizam Pakistan mein bahut jyada banta hai jaise ki online banking ke jarie aapko bahut jyada benefit hote hain Jiski madad se aap apni payment ko easily transfer kar sakte hain Kyunki iska yah benefit hota hai ki aap bahut hi fast aur acchi payment transfer kar sakte hain

            Advantages

            Mobile per payment transfer Ho Jaati Hai

            Aapko Bank jaane ki jarurat Nahin padati

            Aur ismein aap Kisi bhi time kisi bhi waqt payment transfer kar sakte hain

            Jaise ki agar aap ko raat ko payment karni hai to aap raat x Kesariya payment transfer kar sakte hain

            Aapko iske liye ATM Tak bhi Jana Nahin Padta aap ghar baithkar se payment online transfer kar sakte hain aur yah bahut hi easy aur Aasan Tarika Hai Jiske jarie aap apne account ko ghar baithkar hi handle kar sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X