FX giant broker
Introduction:
Assalamu Alaikum dosto aaj ka ye review FXgiant ke bare mein hai agar aap Forex trader Hai tu aapane ye Naam zuroor Suna Hoga ye bhi forex market Mein Ek well known broker hai jo Logon Ko trading facilities provide karta hai yah broker bhi aapane clients ko different instrument mein trading platform provide Karta Hai Jiske zariye Se online trading Ki Ja sakti hai ye Ek international level ka broker hai aur takriban all over the world Iske customers clients maujud hai aur rozana ke hisab se is broker ke through trading Karte rahte hain fxgiant takriban 200 Se Zyada product tak rasahi Hasil karta hai Jiske zariye se trading ki Ja sakti hai yah broker takriban 150 Se Ziyada countries Mein Apni trading facilities provide karta hai jo ki ek Acha khasa number hai agar customer care ki baat ki Jaaye to yah 24/5 online rehte hain aur jab bhi kisi ko koi problem Hoti Hai trading ke Hawale se ya accounts ke Hawale se to yah logon ko apni services farahm karte hain aur uski problem ko solve Karte Hain ye broker clients ki khidmaat per kabhi bhi Samjhauta nahin karta aur ek behtarin Tejaarti tajurba ko yakine banane ke liye ek Mukammal aur Safe environment provide karta hai hai jis se sarey Apne aapko is company ke sath bilkul relax mahsus karte hain aur online market Mein trading Karte Hain ye broker apni fast Server Ke Sath maujud Hai Aur ismein trade execution bahut hi Zabardast Hai jis se Har Koi fayda Utha sakta hai Iske alava Agar spread ki baat ki Jaaye tu ye bahut hi behtarin aur low rate ke sath different instrument Mein trading ki facilities ko provide karta hai is broker ke zariye se koi bhi currencies Mein trading kar sakta hai shares Mein commodities, gold, silver, crude oil, future aur different type of indexes mein bhi trading kar sakta hai
FXgiant Accounts aor services:
Fxgiant broker different types off account offer Karte Hain tu Chale dekhte hain ki Ye kaun kaun se hain aur iski khususiyat kya hai
1)live floating spread account
2)live fixed spread account
3)live ecn spread account
4)ecn absolute zero account
iske sath sath ye broker Apne clients ko autotrader ki facility be provide Karta Hai Jis Se Koi Bhi Apne trading account ko automatic trading platform ke sath link kar sakta hai aur jab jab vahan per expert trading Karte Hain To vah aapke account per bhi apply Hote Hain isliye agar koi Apne aapse trading nahin karta tu automatic trading facility ke zariye se expert trading ko follow karte hue trade kar sakta hai ye broker Apne clients Ke Liye Har dafa new promotion aur different types of offer be daite rahte hain Jin mein
1)no deposit bonus
2)booster bonus
3)bonus maximizer
4)bonus advantage
Jaise offers ya promotion maujud Hai Jiske zariye se client's aasani ke sath fayda Uta sakte hain
Fxgiant deposits aor withdrawal:
Fxgiant aapane client ke aasani ke liye different deposite aur withdrawal platforms ko support karta hai aur bahut aasani ke sath in platform ke zariye se deposits Bhi ki Ja sakti hai aur withdrawal Bhi ki Ja sakti hai tu Chale dekhte hain ki yah platform kaun se Hain Jiske zariye se withdrawal aur deposit easily Mumkin hai
Visa Card
skrill
neteller
wire transfer
webmoney
Payco
Payoneer
local Bank deposit
Faide:
FX gents ke bahut hi fayde Hain ismein funds aasani ke sath transfer ki Ja sakti hai aur ismein fund account mai full secure rehta hai yani esk security nizam buhot acha hai ye broker bahut zyada instrument Mein trading ki facility ko allow karta hai isliye koi bhi bahut aasani ke sath different instrument Mein trading kar sakta hai ye broker bahut hi munasib spread ko charge Karti Hai Jiske zariye se koi bhi low spread ke sath trading kar sakta hai
Nuksanat:
Bazahir is broker ke Koi khas nuksan Nahin Hai Lekin Kuch instrument Aise Hain Jin per ye broker Ziyada spread charge karta hai isliye aon instrument Mein trading tora ziyada risky Hota Hai Iske alava kuch countries Aise Hai Jahan per ya broker apni services ko provide nahin karta Jaise ke Iran, Sudan, Syria, North Korea isliye vahan Ke Log is broker ke zariye trading nahin kar sakte

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим