Assalam walekum doston Jaisa ki aap sabne unwan se Maloom kya ki mera yah review ATM card ke services per mabny hai yani ke ATM card se Ham Kis Tarah Ke services Le sakte hain aur ATM card mein facilities kitne hote hain aur ham kaun kaun se kam aise hi jo ATM card se Hasil kar sakte hain aur sur-Anjam de sakte hain to sabse pahle main aapko Bata Do Ki ATM card Hota kya hai aur ismein kitne kism ke cards hote hain doston sabse pahle main aapko yah Bata Do Ki ATM card jo hai yah abbreviation hai automated teller machine yani ke yah Ek card hota hai jab Bank Mein account banate hain to Kisi bhi Bank Mein Jawab account banate hain to aapko do Kishan ke chij di jaati hai jis se aap transactions ke liye use kar sakte hain aur Bank ke seŕvices ke liye istemal kar sakte hain Ek Hota Hai hai check book aur ek hota hai ATM card per Aage Agar Ham Dekhe to ATM card mein do kism ke cards hote hain Ek hota hai credit card aur ek hota hai Debit Card to credit card mein alag kism ke facilities hoti hai aur debit card mein alag kism ke facilities hoti hai main aapko Bata Do Ki credit card Jo Hota Hai Businessman Jo hote hain sirf Vahi Jo Hasil kar sakte hain ya koi government hi Sar ji credit card Le sakte hain Ham Logon Ko credit card offer nahin kiya Jata vah sirf debit card hi Le sakte hain credit card ka matlab yah hota hai ki Aapke account mein agar paise na Bhi Ho To fir bhi aap ATM ke machine se loan Le sakte ho ya ne apne card per transactions kar sakte ho paise nikal sakte ho aur debit card ka matlab yah hota hai kya aap ka account mein jitne paise ho aap sirf hi nikal sakte ho isase Jyada Nahin nikal Sakte To Yahi hota hai ATM card mein Fark to doston main aapko Majeed yah Bata Do Ki ATM card Ke Jo facilities hoti hai jo services Hoti Hai vah Kaunsi hai to vah main aapko niche mention karne ja raha hun.
ATM card Services:
1) Transactions/withdrawal,
2) Pay Income Tax,
3) Deposit money,
4) Pay insurance premium,
5) pay utility bills,
6) apply for loan,
7) Cash Transfer,
8) balance inqury etc.
Tu To yah Upar jo maine Mention ki yah Sare facilities hai jo aap Kisi bhi ATM card se le sakte hain aur aap Kisi bhi ATM machine Mein jakar aapka Chahe Kisi bhi Bank mein account ho to aap ke pass Agar ATM card hai to aap apne qareeb kisi bhi ATM machine main jakar aap apne card ko istemal kar sakte ho.
Faidy:
Doston fayde ki agar baat ki Jaaye to main aapko Bata Do Ki ATM card ke bahut jyada fayde hain aur Iske beshumar fayde Hain Misal ke Taur per aapke bank account mein balance hai aur aapke Jeb Mein Nahin Hai Lekin aap ke Jeb mein ATM card maujud hai to aap Mulk mein kisi bhi Jagah per agar aap Jaaye to Kisi bhi Shahar Mein aap Kisi bhi Bank ATM machine mein dakhil hokar ATM room mein dakhil hokar ATM machine Mein Apna card insert Karke vahan se aap balance nikal sakte hain iska bahut jyada fayda hota hai agar aapko emergency mein cash ki jarurat ho to aapko pareshani ki jarurat Nahin Hoti aur aap Kisi bhi Jagah per Apna card use Karke Chahe vah Koi shopping mall Ho Koi hospital ho ya Agar hospital ke kareeb ATM machine ho to aap vahan se paise nikal kar cash payment de sakte ho Iske alava 200 aap ATM card Se Apna utility bills Chahe gas bill Ho, water bill Ho bijali Bil Ho in internet aur telephone Bhi Diye Sare aap apne ATM card se paise kar sakte ho aur aapko absence Diya Ja sakta hai Iske alava agar aap Kisi Ko deposit karna chahte ho to vah bhi aap ATM card ke liye kar sakte ho Majeed main aapko yah Bata Do Ki aap apne balance enquiry bhi ATM machine se Hasil kar sakte ho aap just Apna card insert karte hain aur vah aapko balance enquiry Deta Hai Doston Iske alava bahut jyada fayde Hain ATM card ke.
Nuqsaanat:
Doston nuksanat ATM card ke koi bhi nahin Hote lekin itne nuksan ho sakte hain ki Agar aapke ATM card Ke Piche 3 digits ka number hota hai Jisko CVS number Kahate Hain Agar vah Kisi Ko Pata Chal Jaega aur aapka ATM card Jo Upar likha hota hai ya nahi Kaise 16 14 digit Jo hote hain Agar vah Kisi Ko Pata Chal Jaaye to aap ke card ko hack kar sakta hai aapke card ko misuse kar sakta hai to main aapko Bata Do Ki Apne card ko saaf rakhne ke liye Si Kyon rakhne Ke Liye jaruri hai ki aap apne card ko apne pass Rakh ke aur kisi ko access Na De dost main aapko Majeed yah Bata Do Ki Agar aapka card aapse Gum Ho Jaaye aur aapka pin Kisi Aur Ko Pata Chal Jaega aap ke card per mention ho ya aapka bilkul easy pincode ho to aap ka card misuse Kiya Ja sakta hai isase balance nikala Ja sakta hai aapke bagheli jadat Tod nuksan se bachne ke liye jaruri hai ki Apne ATM card ki Khud hifazat Karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим