Assalam-O-Alikum Members!
Aj hum Central bank k bary me Bat kren gy.
Duniya me shyed hi koi aesa mulak ho jo apna central bank na rkhta ho jo us mulk
k sab basic maliyaat k umoor na nimtata ho. Har mulk ka apna aik darmiani bank hota
hai jisy ap Mother of Banks yani sab banks ki Maa b kah skty hain.
Ye bank sirf or sirf us mulk ki Government k control me hota hai or wohi is ki madad
se Mulk k Maliyati umoor handle krti hai. Har mulk me Three iqsaam k Banks hoty hain
jin ka jaeza ye hai:
1: Central Bank:
Ye har mulk ka asal bank hota hai jesy k Pakistan ka central bank "State Bank of
Pakistan hai. Hr mulk k maliyati umoor yehi bank daikhta hai. Is ki marzi k bina
us mulk me New currencies b jari nai ho skten hain or bary bary loans b jaari nai
kr sktay. Is k lye Is mulak k Central bank ki ijazt leni zrori hoti hai.
2: Commercial Bank:
Central bank se kuch branches nikal k commercial banks bnaey jaty hain.Ye b
Asal me Central bank se hi Attach hoty hain. Kch to ye bank khud manage krta hai
or kuch ye private partnership se banks bnaty hain or unky systems ko control krty hain.
3: Branches of Banks:
Central bank se nikalny waly choty commercial banks apne asani or awam ki
saholat k lye different cities me apne Branches open krty hain. Taky aam awam ko
apne maliyati umoor me asani ho. Or unky big cities me na jana pary.
Central Bank ka Roll:
Kisi b mulk m nizam e moishat o maliyaat me Centeral bank boht eham hota hai.
Us mulk ki daramdaat baramdaat (Import/Export), Us mulk k sab tarakiyati mansobay
us mulk ki Price control sb umoor Central bank hi k control me hoty hain. Har mulk
a central bank apne mulk ki Monitory Policies ko fix krta hai jis se us mulk k maliyati
umoor ko handle krny me asani hoti hai.
Conclusion:
Sari duniya k Central banks apni government k control me hoty hain. or wo apne
Mulk k Financial or Economical Affairs k bary me government ki Help krty hain.
Loans,Supply demands,Import Export, manufacturing sab fields me Central bank
ka boht Eham Roll hota hai. Koi mulk is k bina progress b nai kr skta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим