Assalam O Alikun dosto mainy aaj hi joining kiya hy aur ye mera pehla review hy to dosto mera ye review Meezan cardless convenience k baary main hy, sab sy pehly aap logo k zehn main ye question ayega k ye konsa term hy aur iska kya matlab hy to dosto main aapko ye bata doon k har organization aur company yahi chaahti hy k is competitive dour main zyada sy zyada facilities logo ko aur apny customers ko privideckarain aur zyada sy zyada customers banayain to is maqsad k liye har bank zyada sy zyada new system provide kar rahy hain apny customers ko, taa k customers k oasani ho aur free of cost promotion ho, yani k zahiri baat hy jab aik banda aik service sy khush hota hy to aksar poochny par doosro ko B suggest karty hai nwahi system aur isi tarah free of cost promotion ho jaata hy.
to dosto Meezan Cardless convenience ka matlab ye hy k aap jo services pehly Debit yaa credit cars k zariye use karty thy ab wahi services apa cardless B use kar sakty ho yani k agar aap k paas card na ho to B aap apna kaam kar sakty ho chaahy jo B ho. Yani agar aap cars bhool jaaty hai naur ATM chaly jaaty hai nto aapko pareshan hony ke zaroorat nah iaap simply Meezan k ATM machine main Cardless Convenience k option ko select kar k aap finger print k zariye B apna card servies use karcskaty ho.
Cardless Convenience Process:
Aap simply 3 steos main he ye service use kar skaty ho,
1) visit your Nearest ATM aur ATM machine main Biometric system ko select karain.
2) Enter your CNIC,
3) Biometric par apna Thumb rakhain aur kisi B wism k transaction karain.
Services:
1) Cash Withdrawal: kisi B qism ka widthrawal aap kar sakty ho.
2)Fund Transfer: Agar kisi aur k account main yaa apny hi account jo doosry banks main ho fund transfer karna chaahty ho to kar sakty ho.
3) Bill payment: kisi B qism ka utility bill, chaahy vo Electricity bill ho, water bill ho, internet bill ho, Gas bill ho yaa telephone bill ho, vo aap pay karcskaty ho.
4) Mobile Topup
5) Mini statement: Misi account statement aap isi sy nikal sakty ho.
6) Balance Inquiry: aap cardless convenience k zariye Balance inquiry B kar sakty ho.
Fiady:
Dosto isky agar faido ko dekha jaye to majn aapko ye bata doon k jis tarah ATM sy logo ko buhat asaniyan peda hui hy yani k cheque book ka istimaal kam huwa hy jo k aim lengthy aur time consuming process tha ab isi tara logo cardk tension ko B bhool jayengy yani k card bhool jaany ko jo tension tha, password bhool jaany ka jo tension tha yaa card k phans jaany ka jo yension tha ab vo khatam ho jayega isky ilawa dosto jo faidy is sy milengy vo ye hy,
1) Card k machine main phans jaany ka tension khatam,
2) Card jaib main na ho to B aap ATM use kar sakty ho,
3) ATM sy zyada safery Cardless Convenience main hy, Q k ye na gumm hony wali cheez hy aur na hack,
4) aap kisi B waqt ATM jaa k service le skaty hain baghair card insert kiye,
5) is sy aap saary bank facilities avail kaf sakty ho.
Nuqsaanat:
Dosto ismain aisa koi nuqsaan to hy nahi lekin main aapko ye bata doon k agar aap koi sakht kaam karty ho mehnqt mazdoori wala to aksar apaky finger prints khrab ho jaaty hain to is sy aapka finger missing B ho sakta hy, isky ilawa dosto aisa koi nuqsaan nahi cardless convenience ka jo k aap ko istimaal sy rokdain.
Doosri baat ye hy k agar aap kisi aur bank k ATM jaogy to ho sakta hy aapka fingerprint wahan na ho, aur aap wahan sy transaction na kar sako.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим