Asslaam O Alikum friends jesa k apa sab ny unwan sy deka hoga k ye review NBP(National Bank of Pakistan) par mabni hy jo k aik government based bank hy aur govt k related jitny B operations ho vo National Bank of Pakistan sy he hota hy, chaahy vo Licenece renevel ho, Taxation ho, land tax pay karna ho, commercial tax pay karna ho, yaa passport fee jama karna ho saary k saary Aap National Bank k kisi B bank main jama kar sakty ho, lekin ye baat yaad rakhain kuch services aisy hoty hain jo main branches k ilawa jo choty branches hoty hain wahan par jama nahi kiye jaaty jis ke waja sy aapko zaroor main bank ka chakkar lagana parega.
Dosto National Bank of Pakistan sab sy pehly aaj sy 71 saal pehly 1949 main shuro huwa aur state Bank Of Bank of Pakistan he isko oen karta hy, NBP ka headoffice Karachi maim hy. Dears apko ye pata B hona chahiye k NBP k taqreban 1450 tak k branches hain poory pakistan main, jo aapko taqreban har district ayr har barry village main aur bazar mai ndekny ko milta hy jahan vo apny customers ko facilitate karty hain. NBP k representative offcies Beijing, Toronto, Tashkant, aur chikago main B mujood hy jahan vo apny customers k ofacilitate karty hain. NBP k zariye Pakistan k jitny sarkari idary hain sab ke salaries NBP k zariye he asti hy aur har employe Maheeny ke 1 sy 3 date tak apni salary NBP k branches sy wasool karty hain.
Product of NBP:
NBP vesy apny customers ko to facilitate buhat karty hain, chaahy vo salaraies ho, Taxation services ho, Remmitences ho, Passport fee payment ho yaa kuch aur lekin isky saath sath ye govt employees ko
Loans,
Savings,
Consumer banking,
Corporate banking,
Investment Banking.
Faidy:
Dosto sab sy pehly main yr bataoon k ye aik qoumi idara hy aur ye hum sab ke zimedari banti hy k hukoomat e Pakistan ka saath dain aur qoumi idarp ko mazboot banayain Q k iska faida saari qpum ko milega.
2) doosri baat ye hy k aapky jitny B sarkari kaam ho jis main pesa invlove ho aap NBP sy manage kar sakty ho.
3) NBP k branches aapko poory Pakistan k har shehr main milega jo aap asaani apna kaam karwa sakty ho.
4) NBP apko laon ke facility B dety hai nagar aap sarkari nokar ho to aap loan lecsakty ho asan sharayeth par aap sy pir salary main loan return karmy kecmad main katooti hoti hy.
Nuqsanat:
Vesy general main agar deka jaye to NBP k usage ka koi nuqsan nahi lekin aik baat aapko majn ye bata doon k aksar mismanagement ke waja sy aur sahi monitering na hony ke waja sy NBP k ATM zyada tar khrab rehty hain aur aapky transactions ko peroform nahi karty, jis ka main example doon k main jab ab jaata hoon NBP k atm to mera meezan account hy to hamesha problem he huwa hy aur transaction nahi hota jis k baad mujy kisi aur bamk jaana parta hy.
2) doosra nuqsan ye hy k aksar apko NBP k branches milengy to har jaga lekin aapky baaz aisy kaam hoty hain jo vo loug nahi karty to aapko lazmi Main branch jaana parega.
3) staff hamesha lazy aur sakht mizaj k hoty hain Q k koi poochny wala hota nahi aur agar koi poochy to zyada sy zyada transfer he kar skaty hain apny employees ka jisy un ko koi problem nahi hota.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим