dear bahut saray aisay businesman hain jin k pass achi khaasi inkam honay ki wjaha say wo is k liye aik he accout k sath kaam karnay main ziada dikkat feel kartay hain aur sath sath unko apnay account main kuch hideen bhi chaye jis say wo apnay account ka status har kisi k sath share karna bhi mushkil hota hay kisi wajah say agar ham apnay account ki statemnt kisi k sath share nai kana cahhtay hain ya ham apnay account k baray main kisi k sath bhi uski campacity ko share nai karna chahtay hain to usk liye agar ham aik he bank main aur bhi account ko open akrna cahhtay hain to uski facility har aik bank main hoty hay aur yeh aik bahut he mashwra hay un logonk liye jo aisay kuch hallat ka shikaar hotay hain.
ACOUNTS KI TYPES;
dear har aik banks main account ko open karnay k liye uski mukhtalif types hoty hain jin main ham apni marzi say account ko open karwa saktay hain jin main 2 k baray main to main khud janta hoon unk baray main unka ham zikar kartay hain.
CURRENT ACCOUNTS;
kisi bhi bank main agar ham apnay account k sath baar baar lain dain kartay hain to usk liye hamko sirf current aacount ko he open akrna chaye jis say agar ham baar baar bhi lain dain karaty hain to hamko uska koi bhi extra charges nai parta hay aur na he hamain aisa karnay main koi fees ka khatra hay agar ham bank main current account open akrtay hain to hamko us main account open akrnay say atm card aur checque book bilkul bank ki tarf say free hoty hay jiska koi bhi extra charges nai hota hay is liye aisi situtaion ko samnay rakhy huway hamain sirf current accout k open main he ziada faida hay.
SAVING ACCOUNT;
dear bank main agar ham differnt account ko open kartay hain to uski dusry type hay saving account jisk open akrnay say hamko is baat ka faida milta hay k haamray pas jitni bhi invest hay ham usko aik muddat tak k liye bank main rakh saktay hain jis say hamain aik limits k sath sath uska har minth k hisaab say munaffa bhi milta hay aur ham is say save rehtay hwuay faida bhi hasil akr skatay hain jis say agar ham apnay account ko hide kartay huway kisi say chupa bhi saktay hain to ahamin aisa karnay main ziada say ziada faida bhi hay aur sath sath hamaris amjhdaari bhi hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим