Salam:
umeed karta hun ap sab kariyat sa hun ga aj ma jis topic pa ap sab sa bat karu ga wo mcb bank limited ky bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han.
topic ka introdection:
jese ky ap janty han ky mcb bank limited ak bohat zada istaml hony wala bank ha ya bank bohat acha ha aor ya bank kafi bara ha ya ak pakistantani malti national kamarsal bank ha jo lahore pakistan ma mukeem ha is bank ko admaji group ny 9 july 1947 ko samal kiya tha ya bank janobi asia ki karobari bradri ko bankari ki saholiyat ki farahmi ky liya kaim kiya gya ha zulafkar ali butu ki hakumat ky duran 1974 ma is bank ko kumi sakal di gai thi 1991 ma ya pahla bank tha jis ki niji kari ki gai thi aor ya bank nisat group ki sarbrahi ma pakistani carporat group ny kareeda tha is bank ky pas kafi asasa majood ha ya bank kafi kbsorat ha aor is bank ki braches bhi majood han ab ma apky sath is bank ky faidy aor nuksan ky bara ma share karu ga.
advantages:
mcb bank limited ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya ak bohat acha bank ha is bank ma mahol bohat pur sakun ha is bank ma ham apna koi bhi account open karwa sakty han aor ya bank hama atm card debit card ki degar cards ki saholat bhi muhaiya karta ha is bank ki security bohat achi ha is bank ma bohat sara mulazmin kam karty han aor ya mulazmin apny custamedrs sa kafi achi tarha pesh ata han aor ya bank apny mulazmin ko achi salaray deta ha aor is bank ki har sahar ma brach majood ha ham is ki kisi bhi brach sa is ka atm use kar sakty han ya bank kafi mashor ha ya bank duniya ky bahtreen banku ma sa ak ha ham is bank ma jitny marzi chahy pese jama karwa sakty han is ma hamara pese ghr sa zada safe rahty han ab ma apky sath is bank ky nuqsan ky bara ma share karu ga.
disadvantages:
jese ky ap janty han ky har chiz ky faidy hony ky sath sath us ky nuksan bhi hoty han is liya isb bank ky bhi kuch nuksan han jo ma apky sath share karu ga ya bank kafi mashor ha is liya is bank ma rush bohat zada hota ha aor zada rush ki waja sa hamara kafi time waste hota ha aor rush ki waja sa is bank ka system kam karna chor jata ha aor is bank ma account banwana ky liya hama kafi ducoment jama karwana parta han aor is ky koi khas nuksan nahi han.

topic ki khas malomat:
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим