Yah review bank of punjab per mubni hai
bank of Punjab aik Lahore based bank hai aur yah pury pakistan mein aur international level per apne function perform karta hai aur iske credit rating PACRA ke mutabik AA hai
history
ya bank 1989 main bank of punjab act 1989 ke tahat kam kiya gaya aur use isko 1994 mein ek retail bank ka status mila bank of punjab tajammul hussain ne fund kiya aur yah ek commercial bank hai jiski pury mulak k Andar 587 branches hain yah commercial banks mein se 7 number per sabse bada bank hai aur yah mukhtalif banking services provide karta hai apne customers ko apni currency ke andar aur foreign deposits ki Shakal me. Yah loan aur advance ki shakal mein chahe vah industry ho ya agriculture sector ho ki help krta hai.
first punjab madaba is bank ki 1 subsidiary company hai jo ki 1992 mein kayam ki gai aur punjab mudarba services (PVT) ke andar is ko manage kiya ja raha hai aajkal bank of punjab ke president safer masud hain aur unhone 16 april 2020 mein government of punjab new ne appoint kiya hai aur bad mein unki appointment ki approval state bank of pakistan ne di hai
partnership and acquisition
1Link partnership march 2019
bank of punjab ne 1link-pso/ psp payment system ke sath ek partnership ki hai jiske tahat punjab employees social security institution ko digitalise kiya gaya hai taki vah apni payments pure mulk mein digital channels ke zariya hasil kar sake
punjab sefe city authority october 2018
bank of punjab ne punjab se city authorities jo ke 2018 mein kayam ki gai ke liye e-chalan ki service mtarif kare aur lahore shehar ke andar is merger ke jariye government of punjab tamam traffic challans bank of punjab ke zariy jama karay Ja sakty hain
karandaaz pakistan january 2015
the bank of punjab ny kar Andaaz Pakistan k sath jo k ek investment platform hai MOU sign kiya hai jiske zariy government ap digital tarike se payment Hasil kr sakti hai is agreement ke natije mein government aur citizen donon ko bahut jyada sport Mili Hai Ki vah Ab Ek digital tarike se apni payment Hasil kar sakte hain
doston mein ummid Karta Hun Ki Bank of Punjab ka yah review aapke liye bahut jyada helpful sabit hoga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим