Taruf
Easypay un paish go companies mein shaamil hai jinhon ne Pakistan mein adaigi ki sanat ke manzar naame ko barri had tak tabdeel kya hai. woh sab se pehlay hain jinhon ne nah sirf tknaloji tayyar ki hai balkay e commerce ke khiladion ke sath apni jarehana marketing muhim ke zareya awam mein un khidmaat ke baray mein shaoor bhi peda kya hai .
Raqam wasool karnay k zaraye
Easypay may koi b marchent apny clients se buhot se tareeqo se paisy wasool kar sakta hy, koi b client apni marzi k kisi b tareeqay ko apnaty howy apny marchent ko raqam muntaqil kar sakta hy, wo tareeqay mandarja zail hain;
a. Credit Card (Local & International from schemes like VISA, MasterCard)
b. Debit Card
c. Easypaisa Mobile Account
d. Easypaisa Retailer
Raqam ki wapasi ka tareeqa e kaarRaqam may dhoka dahi control karna
Easypay may dhoka dahi ke aik se ziyada control mojood hain. misaal ke tor par, yeh aik hi card se mutadid koshisho ka pata lagaata hai aur is terhan ki koshisho ko roknay ki salahiyat rakhta hai. Is mein makhsoos bankon ya mumalik se adayigyon ko roknay mein bhi madad milti hai.
Is mein jaali credit aur debit cards ya un adaigi ki schemes ke zariye meyaad khatam honay ya black list honay walay dhoky ka pata lagaata hai. yeh aik bohat achi khasusiyat hai aur taajiron ko zehni sukoon millti hai hy is se.
Account Banany ka tareeqa
Easypay ki khdimat hasil karnay k liye apko easypay ka merchant banaa paray ga jo k ak intihai asan marhala hy.
Apka account approve karny se pehlay apky karobar k baray may easypay ki team ap k karobar k baray may janch partaal karaingy. Is service ko hasil karny k liye apko in kay tamam sharaiyit par pora utarna paray ga.
Apki karobara ki janch partal karny k baad apko ak muzon account faraham kiya jaye ga jo ap k business k hawalay se mufeed hoga.
Jesa keh; Level (0) Zero aur Level (2) Two.
Is k bad jub apko approve kiya jaye gat u apky website pe integration ka process start ho jaye ga.
Account Opening k Time duration
Jesy k apko team ne bataya hoga tu integration par 2 se 3 haftay lag sakty hain, lekin agar apka website developer ziyada tez hy tu ap k is kaam may siraf 2 se 3 ghanty lag sakty hain.
Apply k liye kiya darkar hy
Easypay merchant account k liye apply karny se pehlay mandarja zail chezain ap k pas honi chahiye.
1. Apky pas Pakistan may chalta howa karobar ho.
2. Ap k website par privacy policy, delivery policies daraj honi chahiye.
3. Agar apka karobar bara karobaar hay tu apky pas Security and Exchange Commission of Pakistan (SECP) ka certificate hona lazmi hay.
4. Apky pas apni sahi or original ID card hona lazmi hy.
Dosry Khoseeyiat
Easypay payment gateway apko buhot saray amazing aur cool offers deta hy jisa keh bank level discounts etc.
Faiday
Easypay Payment gateway ka sab se pehlay faida yi hay k koi b merchant apny clients se chahye wo door kisi shehar may hi q na ho apni raqam asani se wasool kar sakta hy.
Dosra faida yi hay k easypay k har merchant ko apny muntakhab karda manager ka number diya jata hy jis k zariye har merchant apny manager se apny issues discuss kar k un ka hal le sakta hy.
Nuqsanat
Easypay ka nuqsan yi hy k har online merchant is sahulat se faida nahi utha sakta, q k easypay par approval thoray se sakht tareeqay si milta hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим