Taruf
Meezan bank, Pakistan ka sab se acha bank aur pehla aur sab se bara islami bank aik publicaly listed company hai jis ki total worth 14.1 billion rupay hy. yeh malik ke banking sector mein taizi se taraqqi karne walay maliyati idaron mein se aik hai. islami binkari ko pehli pasand ki binkari ke tor par qaim karne ke apne vision ke sath. State bank of Pakistan ki janib se pehli baar islami commercial binkari licence jari kiye jane ke baad, bank ne 2002 mein kaam shuru kya.
Bank islami Shariat ke usoolon ke tehat sakhti se kaam karta hai aur is ki masnoaat ki taraqqi ki salahiyat, islami binkari tehqeeq aur mushawarti khidmaat ke liye achi terha se pehchana jata hai. apni tamam masnoaat aur khidmaat mein Shariat ki tameel ko yakeeni bananay ke l- the, bank ne aik waqf shuda numeral development and shriah compliance department qaim kya hai jo bank ke androon rehaishi Shariat board mumbar aur bain al aqwami satah par mushtamil Shariat supervisory board ki nigrani mein kaam karta hai. Maroof sharai ulama.
Pakistan banking award ke zareya meezan bank ko Pakistan mein behtareen bank' ke tor par tasleem kya gaya - yeh Pakistan ke binkari ke shobay ka sab se mashhoor award hai, jo bank ke aala karkardagi ke azm ka saboot hai. Pakistan mein' mutadid muqami aur bain al aqwami idaron ne bank ko mustaqil tor par behtareen islami bank' ke tor par tasleem kya gaya hai.
Meezan bank apny sarifeen ko mukhtalif Saving accounts ki sahulat muhaiya karta hy jesa keh;
1. Meezan Bachat Account
2. Meezan Labbaik Account
3. Meezan Kids Club Account
4. Meezan TeensClub Account
Aj hum Meezan k Bachat Account par baat karaingy.
Meezan Bachat Account:
Meezan bachat account aik anokha bachat account hai jo jis may jama karda paisy ap kisi b waqat baghair kisi mushkil k nikal sakty hain or is ke sath bank apko is account par aala mutawaqqa mahana munafe fraham karta hai. maizaan bachat account ziyada mutawaqqa sharah ki paish kash karta hai.
Meezan bachat account thankhowa daar, gharelo khawateen aur retired afraad yi account assani k sath khol sakty hain.
Faiday:
Meezan Bachat account ky buhot se faiday hain, jo har sarif ko buhot pasand atay hain:
1. Meezan Bachat account ka pehla faida yi hay k meezan bank is account may har sarif ko free cheque book faraham karta hay.
2. Meezan Bank apny sarifeen ko free pay order ki sahulat faraham karta jsi se har sarif apny bank account k zariye free pay order bana sakta hy.
3. Meezan bank ka teesra faida yi hay k meezan bank apny bachat account free internet banking service faraham karta hy, jis se har client apny account se internet k zariye raqam muntaqil kar sakty hain.
4. Bachat account ka chota faida yi hy k bachat account k sarif apny bank branch se direct online banking k zariye dosry accounts may bilkul free raqam muntaqil kar sakty hain.
5. Bacaht account may munafa maheenay k bunyad par ap k account may muntaqil kiya jata hy.
6. Bacaht account may munafa rozana k bunyad par calculate kiya jata hay.
7. Bachat account may meezan bank apny sarifeen ko Islami takaful ka coverage b deta hy wo b bilkul free.
Nuqsanat:
1. Meezan Bank Bachat account ka pehla nuqsan yi hay k is account ko kholnay k liye sarif ko 50,000 rupay account may initial deposit rakhna hota hy, jo k aka am insan k liye mushkil hota hy.
2. Is waja se har banda yi account open nahi kar sakta, is liye meezan bank ko chahiye k minimum deposit ko kam se kam kar dy taa keh har banda is account ko assaani se khol sakay or is account se faida utha saky.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим