Bank Current Account
Asslam o alaikum dear Respected members ajj ka maira ye review bank current account k bary mai hai ye name humne buhot ziyada suna hai aor aksar logon k account jo bank mai open hote hai wo current account he hote hai es leye aye daikte hai k akhir ye current account hai kiya aor konse banks mai ye account open ho sakta hai current account banks k elawa different companies, firms, businesses waghaira mai be buhot ziyada popular hai aor esko regular basis par use kiya jata hai current account k zariye say deposits, withdrawal, aor contra transactions ho sakti hai, pakistan mai jitney be commercial banks hai wo sub current account ko offer karty hai aor ye wahan par asaani k saath open ho sakta hai ye day to day transactions k leye behtareen choice hai kiu k ye account interest earnings k keye isteemal nahe hota lehaza es say aap kabi be kesi be time transactions kar sakte hai washout kesi be restrictions k es kisam k account mai kesi be kisam k transactions limits nahe hote aap k paas jitna balance hai wo aap withdraw be karwa sakte hai aor deposits be
Faide
1) Current account apko large volume mai receipts aor payments ki sahulat ko provide karta hai
2) current account k zariye say bina kesi limit k hum withdrawal walay transactions kar sakte hai
3) Es account mai jitne chaho deposits ho sakti hai deposits par koi restrictions nahe hai agar aap kesi dosre bank say be deposits karna chaho tu small fee k badle wo transactions ho sakti hai
4) cheques, pay orders, aor demand drafts waghaira aapko issue keye jate hai takay aapko direct payment kar sake ya aap kar sake
5) current account k zariye say hum remittances waghaira ko wasool kar sakte hai, aor es account k zariye say hum funds ko different location mai transfer be kar sakte hai
6) current account ke jariye se a internet banking mobile banking ke jariye se different transaction aasani ho sakte hain
7) current account form of the business ke liye use Kiya Ja sakta hai Kyunki different businesses daily basis per transaction Karte rahte hain unke liye current account best option ke Taur per maujud hai aur jyadatar Businessman is account ko hi open Karte Hain
Nuksanat
Karan account Kesariya se a interest yah dusre ke saanp ki Mani ko Anand nahin kiya Ja sakta uske liye saving account ko open karna padta hai jo Aise log jo Apne paison per interest Lena Chahe to vah current account se nahin Le Sakte Jyada transaction karne ki vajah se banks Aksar SK Kuchh extra money charge karte Rehte Hain Jiski vajah se extra cost badh Jaati Hai corporate businesses get transactions bahut jyada hote hain isliye bahut jyada bhi charge karte hain is account ke jariye se eas limit ke fun daily basis per bedra ho sakte hain Uske bad jitne bhi fun Patra Honge use per extra money aapko dena padati hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим