ye review "national bank "per mabni hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review "national bank "per mabni hai??

    dear, trader ap ne boht hi acha thread likha hay read kar kay boht hi acha laga ap ne likha hay kay ye review National Bank Of Pakistan per
    hay dear biggners ap kay liey is mein ek boht hi acha point of view hay ye bank govt ka bank hy jo govt se related hota hay National Bank
    of Pakistan jo kay State Bank Of Pakistan se related ye usi ki brach ya property hoti hy yeni instruction sary state bank of Pakistan kay hi
    follow karta hay is ka kam ye hay kay sari government ki fesses or chalan paid karwata hay jese kay, revenue, land, passport, domicile fees
    etc in sab cheezon se related jitni bhi feeses hain sab is bank mein submit hoti hen, National Bank of Pakistan ka aggaz 1949 mein huwa tha
    or National Bank of Pakistan ka ek kam ye bhi hai kay ye governement mulazmeen ki jitni bhi salaries ka len den hota hay wo ziyada tar
    isi bank se hota hay or ye bank different iqsam kay loan bhi deti hay jesa kay salary loan, gold loan, student youth loan, etc yani kay govt
    se related jo bhi len den ki jati wo isi bank se ki jati hay ye government of pakistan ka famous bank hen is bank ki paury pakistan mein 1450
    braches hen jo sara din awam ki khidmat mein koshan hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review &quot;national bank &quot;per mabni hai??

      ye review "national bank "per mabni hy??
      Dear forex friends jesa k ap janty hyn national bank of pakistan Direct govt of pakistan ky under ata hy is lye is k asool bhi achy aur lawful hoty hyn is k bht faidy hyn yeh sb sy ztada saholyat deta hy govt of pakistan ki trf dia gya faida ho ya fee tax sb yeh bank hi deal krta hy yeh bank location k hesaab sy bhi acha hy yeh taqren hr jga majood
      • #18 Collapse

        Re: ye review &quot;national bank &quot;per mabni hai??

        National Bank of Pakistan Pakistan mein ek bahut hi important aur famous Bank hai jo aapko different value added services provide kar raha hai dear National Bank of Pakistan Pakistan ka ek reliable Bank hai jo Pakistan mein bahut jyada time se apni different important services general public Tak offer kar raha hai Jab aap government different transactions ko complete karna chahte hain aur apni Koi amount government ke fund Mein deposit karvana chahti hain to use per uske liye bhi National Bank aapko is different services provide kar raha Hota Hai aur apni transactions ko complete karne ke liye ek important platform provide kar raha Hota Hai Jab aap National Saving bonds se related Kuchh information Aashiqana chahte hain aur is se related aap Kuchh amount investment karna chahte hain to use time per bhi hi Bank aapke liye bahut jyada help ho sakta hai aur aapki different transactions ko complete karne ke liye helpful ho sakta hai.

        Faidy :

        National Bank of Pakistan Satyam Apna account open Karte Hain To usmein aap ko bahut jyada advantages mil sakte hain aap Pakistan ke Different cities mein ATM transactions ko complete kar sakte hain aur apni checkbook ke through different payment kar sakte hain Jab aap National Bank of Pakistan ke sath Apna account kaise karte hain to iski reliability aapke liye ek bahut bada advantage karti hai agar aap Kisi Aisi Bank ke sath Apna account open Karte Hain Jo reliable Nahin Hota To usmein aapki bahut jyada problem ho sakte hain National Bank of Pakistan government ki maximum transactions ke liye be properly utilised ho sakta hai aur jab aap government ke sath different contract aur transactions complete karna chahte hain to uske liye bhi aapko yah Bank important platform provide kar raha hota hai Jiska true aap apni required transactions complete kar sakte hain.

        Nuqsan :

        National Bank of Pakistan ke sath account open karne ka koi bhi nuksan nahin ho sakta isliye aapko without any hesitation is Bank ke sath Apna account open kar dena chahie aur apni different directions ko complete kar lena chahie agar aap is Bank ke sath Apna account open Karte Hain To usmein aap to koi problem Nahin ho sakta aur aapki different transactions aasani se complete ki Ja sakti hain.
        • #19 Collapse

          Re: ye review &quot;national bank &quot;per mabni hai??

          Assalamu alaikum dear friends NBP(National Bank of Pakistan) par mabni hy jo k aik government based bank hy aur govt k related jitny B operations ho vo National Bank of Pakistan sy he hota hy, chaahy vo Licenece renevel ho, Taxation ho, land tax pay karna ho, commercial tax pay karna ho, yaa passport fee jama karna ho saary k saary Aap National Bank k kisi B bank main jama kar sakty ho, lekin ye baat yaad rakhain kuch services aisy hoty hain jo main branches k ilawa jo choty branches hoty hain wahan par jama nahi kiye jaaty jis ke waja sy aapko zaroor main bank ka chakkar lagana parega
          Dosto National Bank of Pakistan sab sy pehly aaj sy 71 saal pehly 1949 main shuro huwa aur state Bank Of Bank of Pakistan he isko oen karta hy, NBP ka headoffice Karachi maim hy. Dears apko ye pata B hona chahiye k NBP k taqreban 1450 tak k branches hain poory pakistan main, jo aapko taqreban har district ayr har barry village main aur bazar mai ndekny ko milta hy jahan vo apny customers ko facilitate karty hain. NBP k representative offcies Beijing, Toronto, Tashkant, aur chikago main B mujood hy jahan vo apny customers k ofacilitate karty hain. NBP k zariye Pakistan k jitny sarkari idary hain sab ke salaries NBP k zariye he asti hy aur har employe Maheeny ke 1 sy 3 date tak apni salary NBP k branches sy wasool karty hain.

          Product of NBP:
          NBP vesy apny customers ko to facilitate buhat karty hain, chaahy vo salaraies ho, Taxation services ho, Remmitences ho, Passport fee payment ho yaa kuch aur lekin isky saath sath ye govt employees ko
          Loans,
          Savings,
          Consumer banking,
          Corporate banking,
          Investment Banking.

          Faidy:
          Dosto sab sy pehly main yr bataoon k ye aik qoumi idara hy aur ye hum sab ke zimedari banti hy k hukoomat e Pakistan ka saath dain aur qoumi idarp ko mazboot banayain Q k iska faida saari qpum ko milega.
          2) doosri baat ye hy k aapky jitny B sarkari kaam ho jis main pesa invlove ho aap NBP sy manage kar sakty ho.
          3) NBP k branches aapko poory Pakistan k har shehr main milega jo aap asaani apna kaam karwa sakty ho.
          4) NBP apko laon ke facility B dety hai nagar aap sarkari nokar ho to aap loan lecsakty ho asan sharayeth par aap sy pir salary main loan return karmy kecmad main katooti hoti hy.

          Nuqsanat:
          Vesy general main agar deka jaye to NBP k usage ka koi nuqsan nahi lekin aik baat aapko majn ye bata doon k aksar mismanagement ke waja sy aur sahi monitering na hony ke waja sy NBP k ATM zyada tar khrab rehty hain aur aapky transactions ko peroform nahi karty, jis ka main example doon k main jab ab jaata hoon NBP k atm to mera meezan account hy to hamesha problem he huwa hy aur transaction nahi hota jis k baad mujy kisi aur bamk jaana parta hy.
          2) doosra nuqsan ye hy k aksar apko NBP k branches milengy to har jaga lekin aapky baaz aisy kaam hoty hain jo vo loug nahi karty to aapko lazmi Main branch jaana parega.
          3) staff hamesha lazy aur sakht mizaj k hoty hain Q k koi poochny wala hota nahi aur agar koi poochy to zyadaxsy zyada transfer he kar skaty hain apny employees ka jisy un ko koi problem nahi hota
          • #20 Collapse

            Re: ye review &quot;national bank &quot;per mabni hai??

            Salam dear members g apny humare sath bhut acha topic discuss kia hai jo k national bank k related hai g to apko pta hai ya bhut hi famous bank hai pakistan ka isi tarah apko pta hai k ya ek government babnk hai ya pakistan ka sab sy bara bank hai isi tarah is main bhi bank main account open karwaye jate hain to is tarah main apko is k bare main batati hon k ya humare liye kya kya services provide kar raha hai .

            Advantages .

            g apko pta hai k national bank k bhut zaida advantages hain .
            apko pta hai ya ek government bank hai to is main zaida tar businessman hi apka account open karwate hain q k is main bhut bari amount hi jama karwai jati hai .
            zaida tar government k kam hi is main kiye jate hain public ka is main account open naho hota hai .
            is ke sath ya pakistan ka sab sy bara bank hai is ki bhut sari branches hain pakistan ki har city main is ki branche zaroor mojjood hai .
            is bank main loan weghera ki bhi facilties bhi provide ki jati hai .aghr ap government employ hain to ap is ke zariye bhuit5 easily lo9an le skhte hain .
            isi tarah ya bhi bhut zaida facilties provide kar raha hai .

            Disadvantages .

            g to is ke advantages k sath is k kuch nuksanat bhi zaroor hain is bank main bhut missmanagment ki jati hai isi waja sy zaida tar loh isko pasand nahi krte .
            is ke sath iska sttap humesha dull or bhut lazy hote hain q k is main inko koi puchne wala nahi hota ya apni mrzi krte hain .bs is k ya hi disadvantages hain .
            • #21 Collapse

              Re: ye review &quot;national bank &quot;per mabni hai??

              Definition
              Assalamu Alaikum dear friend National Bank of Pakistan bahut badi acchi Islamic banking system hai jo Hamen main bahut jyada fayda De De hai aur iski introduction main aapko kara deta hun ki yah Pakistan ki government ki Bank hai jismein aap apna account easily open Karva sakte hain Iske branches pure Pakistan mein Har Jagah per maujud hai aur aap ismein Kahin Bhi ATM service mobile banking service check service utility bill pay service Erode service fund transfer service aur loan system ismein aap Hasil kar sakte hain dear friend ya Ek bahut badi acchi banking system hai jo Hamen free of cost account banane ka mauka Deti Hai jismein Ham free account Banakar easily Apna account use kar sakte hain aur is per Hamen koi bhi charges Nahin Dene padte dear friend National Bank of Pakistan ka main branch Islamabad mein hai Iske bad iska dusra Bada branch Karachi Mein Hai Iske alava dear friend National Bank of Pakistan Har district Mein available hota hai aur government ke jitne bhi Federal employees hote hain Unki payment ISI ke Shuru aati hai aur isase ham Kafi coach cancel kar sakte hain ismein Thode Se Maar kab per aap loan bhi Hasil kar sakte hain aur aap se bahut hi jyada fayda Hasil kar sakte hain
              Advantage
              Dear friend is Ki Sabse Badi advantage yah hai ki yah Hamen easily ATM service aur Ghar Baithe bank system for ham karti hai aur ise Hamen bilkul free Ham is per kam kar sakte hain dear friend Ham ismein Apna Kaun Banakar Apne paise save kar sakte hain
              Disadvantage
              Dear friend is Ki Sabse Badi disadvantage G Hai Ki iski payment Thodi let Aati Hai Iske alava iska koi bhi disadvantage Nahin Hai thank you so much
              • #22 Collapse

                Re: ye review &quot;national bank &quot;per mabni hai??

                National Bank of pakistan

                Assalamu Alaikum dear members aaj ka yah review National Bank of Pakistan ke bare mein hai is Bank ke bare mein aapane Jarur Suna Hoga yah Pakistan ka sabse bada Bank hai yah Pakistan government ke under kam Karta Hai yani ya Ek ek government bank hai National Bank of Pakistan government of Pakistan ka multinational Commercial Bank hai jo State Bank of Pakistan ka subsidiary hi iska man headquarter Karachi Mein Vakya hai September 2020 ka record ke mutabik National Bank Pakistan ke 1511 branches pure Pakistan mein kam kar rahe hain yah Bank Ek commercial Aur public-sector donon ko apni banking services provide kar raha hai National Bank of Pakistan ko 1941 Mein Banaya Gaya Tha iske main products mein Main loan saving consumer banking corporate banking investment banking vagaira Shamil Hai National Bank of Pakistan government of Pakistan ke mukhtalif projects Vera ko financing data rahata hai Iske alava ya individual launch banere abhi offer Karte rahte hain is Bank ke jariye se different Kasim ke transaction ho sakte hain jyadatar corporate businesses aur small businesses National Bank ka Pakistan ko hi paper karte hain Apne fund transfer ke liye National Bank of Pakistan ke branches are Pakistan mein nahin balke Iske alava dusre Mal Ko Main Bhi maujud Hai Jin Mein Saudi Arabia Iraq UAE Kazakhstan England Mein Shamil Hai aur vahan per Bhi Ja logon ko apni behtarin services provide kar raha hai National Bank of Pakistan Karachi stock exchange Mein listed hai aur vahan per Iske shares trade Hote rahte hain

                Faide
                National Bank of Pakistan Pakistan government ka Bank hai lihaja iske sath different transaction karne se direct fayda Pakistan ko hi hota hai hai is Bank Mein different kisam ke account open Kiye Ja sakte hain Jin Mein current account saving account vagaira Shamil Hai is bank se a loan SBI liye Ja sakte hain jo ki advance salary Ee vagaira ke Shakal mein ho sakti hai National Bank of Pakistan ke officers takriban foreign countries may be maujud Hai Le han Ja vahan per bhi is Bank ke sath different dealing ki Ja sakti hai National Bank of Pakistan bahut hi acche product or services Apne customer ko provide kar raha hai Iske branch network Pakistan ke har Chote Bade Shehar aur wali jis mein bhi maujud hai hi Reha Ja bahut aasani ke sath is Bank ko exercise Kiya Ja sakta hai aur iske sath lenden ki Ja sakti hai

                Nuksanat
                National Bank of Pakistan Kyunki government bank hai aur Iske customer bhi bahut jyada hai Jin ki tadad millions main hi Le han Ja Branch mein main Kafi Jyada rushwa karti hai aur aapko bahut jyada Intezar Karna pad sakta hai Iske alava customer care ka response De Kuchh Hadsa Achcha Nahin Hota vah private banking sector Ki Tarah aapko dene Nahin karte Iske alava Mujhe National Bank ka Pakistan mein koi nuksan Najar Nahin a Raha Kyunki yah Ek government bank hai aur jyadatar dog ISI Bank hi paper karte hain Apne accounts Aur mukhtalif Ke sankhya transactions ke liye
                Zuhaib9988 Trading journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                • #23 Collapse

                  Re: ye review &quot;national bank &quot;per mabni hai??

                  Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha doctor discuss kiya hai jo ke national Bank related hai to aap ko pata hai ki national Bank ek government bank hai aur yah Pakistan ka bahut hi famous Bank hai ismein aap ko pata hai ki bahut jyada bade businessman employees aur government employees ka he is my account open karna chahta hai ISI tarah aapko yaad kar raha hai aap ko pata hai ki national Bank ki aapko bahut jyada branches mil sakti hai Pakistan ki har har ek city mein main uski ki service mil sakti hai .

                  Advantages ( faide ) .

                  Gdr2 jaise ki aapko pata hai ki national Bank hamare liye bahut jyada service provide kar raha hai aur is shaher mein kafi hai jyada fayda ho jata hai ISI tarah aap ko pata hai ki government voice mein apna account offer karvate Hain aur iske ek bar Taki aapko banking service we provide kar raha hai ismein are kiska kaun open nahin ho sakta ke liye national Bank hai aur government employees ki hi account open karne jaate Hain to unko ATM ki facilities we provide ki jaati hai ISI tarah ji banking service long nagar abhi Ham mein se le sakte hain .


                  Disadvantages (nuksanat ) .

                  Aapko pata hai har chij ke advantages ke sath uske disadvantages bhi jarur hote hain ISI tarah national Bank vikas result disadvantages and kyon ke ismein transduction and plasma 11 apne amount bhagavate aapko baat hai ki nahin hote problem koISI tarah har ek bar and kitchen ki service ko provide nahin karad esemplast ko kafi problem hoti hai aur nikal stop coffee Dal aur lazy hai jisse unko ko aane Wala Koi nahin hota kyon kijiye government Bank ke aur isliye vah apni marji karte hain isliye jyada log isko na pasand karte Hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: ye review &quot;national bank &quot;per mabni hai??

                    Introduction:- assalamualaikum doston umeed krta hhn ap sab theek hongy dosto aj ka hamara review jijis cheez par mabni ha wo nbp bank ha dosto nbp ka mtlb National bank pakistan hota ha dosto NBP aik sarkari bank ha jis k tamam mulazmeen bhbhi sarkari hoty hain dosto NBP banks k ki mukhtalif branches Pakistan ma mukhtalif jagha par ka kr RahRahi hain jab Pakistan azaad hua tab sirf NBP bank e tha iss k alawa aaur koi bank qiyam pazeer nai tha

                    Advantages:-

                    National Bank Pakistan aik bht e acha bank ha jis ki banking bht zayada achi ha dosto iss ka tamam tar mulazmeen sarkari hony ki waja rishwat lakr kam krny ka concept kam ha iss k alawa dosto in ki transaction bhi bht zayada achi hoti hain aur fast hoti hain dsoto ya government k under hony ki waja sa ham iss par asani sa aitbar kr sakty haiin aur apni cash asani sa iss ma rakh sakty hain iss k aalwa dsoto NBP bank k employees bhi bht achy ikhlaq k hoty hain aur dsoto sab sa achi hat yah ha k wo log jo business krna chahty hain ya kisi majbori k tahat paison ki zaroorat ha to NBP k zariyea qarza nikalwa sakty hain dosto NBP ma atm ki sahoolat hhi mojoud ha aur ham asani k sath zaroorat k mutabiq cash withdrawal krwa sakty hain


                    Disadvantages:-


                    Dosto national bank pakistan k faidon k muqably ma nuqsan kam hain dosto NBP ki banking thori slow ha aur kahin paisy bhaijny hon to time kafi lag jata ha iss k alawa doston NBP ki taqreeban tamam branches ma rush zayada hony ki waja sa wait krna parta ha aur dosto zayada tar asa bhi hota k atm machine ma cash e nai hoti jiski waja aa hamain mushkilat ka samna krna parta ha
                    • #25 Collapse

                      Re: ye review &quot;national bank &quot;per mabni hai??

                      Salam:
                      aj ma jis sawal ka jwb do ga wo national bank ka bary ma ha umeed krta ho ap sab ko pasand ay ga chalo hm start krty han ya bank bht bara bank ha ya bht acha bank ha ya bank bht khoobsorat ha is bank services bht achii han is ka staff respectable ha national bank ak pakistani kamarsal bank ha ya aik sarkari bank ha is kii all over pakistan branchies han is ka sadr daftar karachii pakistan ma ha septembeer 2020 tk is ki pakistan ma 1,511 shakan han jin ka asason kii maliyat taqreeban 20.220biliyan amriki doolar han is ma hm kisi qisam ka bii account kholwa sakty han or is bank ma kisi qisam kii koi problem nii hoti ha national bank of pakistan na karobar koo barhany or mashary ka different tabqaat koo pora krny or apni mashartii zimadariyon ko nibahny sarfeen kii bht se masnoaat tayr ki han kuch sakeeman khass tor pr abadi ka qam sa darmayani amdani waly tabqaat ka lia tayr kii gai han is na zaraat , karobar or sanoton ka lia chotin maliyat muntazim sa qrz hassana tolba koo qrzon barozgar afrad ka lia self public transport sehceeme jasi kahsosii cerdidt sehemon ka nafiz kia gaya ha
                      Advantages:
                      national bank of pakistan ka bht zayada fidy han jin ma sa ma ap ka sath share kro ga umeed krta ho ap sab ko pasand ay gay chalo hm start krty han ya bht khoobsorat bant ha is kii all over pakistan ma branchies han ya bht acha bank ha is kii banking bht achi ha or is kii banking srvies bii bht achii h is ma hm ksi qisam ka account kholwa sakty han is ka staff bht respectable ha is kii Atm servies bht achii ha or 24 hours open rahtii ha or ya bank bht hii khoob sorat bany gay han
                      Disadvantages:
                      national bank of pakistan ka nuqsan nii han bs ya ka is bank ma bht rush hota ha or is rush ki waja sa time bht waste hota ha or is ka kuch khass nuqsasn nii ha bs ya ka is kii branchies village ma itnii nii ha
                      • #26 Collapse

                        Re: ye review &quot;national bank &quot;per mabni hai??

                        National bank kay andar aap ko tamam ki tamam Hamesha Market guys lodge ko koey bhi Trade order ka faisla lene sepahleyDonon Anahota isliye contributors ko koibhi kam begin kar lena foremostuse kam ke begin karlene se pahle contributors ko attending to know karna hoti hai aur agargetting toknow na ki je tu is tarah Se contributors ko isliye kamke naked mein kuchh bhimaloom nahin hota hai isliye contributors kochahie keh on-line hokar agar vah apnekam ko preserve karnachahte hain to unko apni acchi attendingto know preserve kar lenahogi auruske horrific unko itna achcha enjoy ho jaega aurvah marketplace ko bhia usko yahbhi maloom hona chahieki marketplace ki motion kis tarah Se hoti hai aur iskokistarah Se examine Kiya jata hai auragar contributors ko motion ko examine karneseassociated koi bhi achcha concept na ho to is tarahSe contributors ko shoppingfor and selling karne meinmost hasslelysis Mukammal karre lodge donon Analysis ko mukammalkeay bagher overseas exchangemarketplace guys kabhitukka tu lag sakta ha zeada arsa overseas exchange TradingbusinJab marketplacefor Sar Rahe bahutjyada crucial hotehain simply aapane marketplace ki motion ke naked meinaffirmation KarniHoti Hai Jab marketplace MeinKoi information predicted hoti hai to applytime inline with marketplace Mein Kabhi Bhi technically motion NahinHoti aurMarketHamesha essential evaluation ki foundation inline with II Jo information marketplace Mein predicted hotihaiuski vajah se motion entire Karti Hai LekinJab marketplace mein foremost informationpredicted NahinHoti use time in line with Hamesha marketplace technically motion hello kartihaiaur technically motion ko with out problems apprehend karne ke liye aapkomarex Mein Kamyab Hona Chahte HainTo aapko apni analyseske naked mein Jarur hone Pata Hona chahie kya aapko yahPata Honachahie shopping for andselling mein kaun sa kis in line with high-satisfactory haikaise karna chahie yahsubanalysis aap Logon ke sath Gupt Google ke unko jaankartheek sakte hainsamajh sakte hainfirst assembly Karnal obtain karna bahut jyada Duri HaiKuchhUske naked mein Ham Logon se baat karke unko Samajh Ke apni karsakte hainmerchanddselling mein bahut acche se income Kama sakte hain aurham Ekacche se ideal Ada bhi ban sakte hain Ek Achchaaur ideal dealer banneke liye apni scale ko vistar banana hotahai vah bhi making plans ke sath Itnifanning ke sath tha Mushkilko image banaenge Achcha Karenge itne hello acche seHamKamyab aur behtarin dealer Ban Jaenge, isliye the the Forex market market shopping for andselling se associatedjitne bhi aapko karne hote hain vah aap shopping for andselling the the Forex market market ke shape nahinkar saktehain paintings for Mein Kaisa platform Hai Jahan inline with Ham telling de sakte hain aurham Isketrh contributors ko khud Se Hi research karnahota hai auraise contributors jinki attendingto know sturdy Ho jaati hai unko kam karnemeinkoi hassle bhi nahin
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: ye review &quot;national bank &quot;per mabni hai??

                          ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                          Yeh review National Bank per mabni hai ;

                          Dears , Ajj ka hamara review hai National Bank .
                          Introduction ;

                          National bank ik government based bank hy aur govt k related jitny B operations ho vo National Bank of Pakistan sy he hota hy, chaahy vo Licenece renevel ho, Taxation ho, land tax pay karna ho, commercial tax pay karna ho, yaa passport fee jama karna ho saary k saary Aap National Bank k kisi B bank main jama kar sakty ho, lekin ye baat yaad rakhain kuch services aisy hoty hain jo main branches k ilawa jo choty branches hoty hain wahan par jama nahi kiye jaaty jis ke waja sy aapko zaroor main bank ka chakkar lagana parega
                          Dosto National Bank of Pakistan sab sy pehly aaj sy 71 saal pehly 1949 main shuro huwa aur state Bank Of Bank of Pakistan he isko oen karta hy, NBP ka headoffice Karachi maim hy. Dears apko ye pata B hona chahiye k NBP k taqreban 1450 tak k branches hain poory pakistan main, jo aapko taqreban har district ayr har barry village main aur bazar mai ndekny ko milta hy jahan vo apny customers ko facilitate karty hain. NBP k representative offcies Beijing, Toronto, Tashkant, aur chikago main B mujood hy jahan vo apny customers k ofacilitate karty hain. NBP k zariye Pakistan k jitny sarkari idary hain sab ke salaries NBP k zariye he asti hy aur har employe Maheeny ke 1 sy 3 date tak apni salary NBP k branches sy wasool karty hain.

                          Product of NBP:
                          NBP vesy apny customers ko to facilitate buhat karty hain, chaahy vo salaraies ho, Taxation services ho, Remmitences ho, Passport fee payment ho yaa kuch aur lekin isky saath sath ye govt employees ko
                          Loans,
                          Savings,
                          Consumer banking,
                          Corporate banking,
                          Investment Banking.


                          History of National bank of Pakistan;


                          Dear NBP bohat he famous bank hai or ye Pakistan 1949 SC Kam Kar Raha Hain .
                          Ye bank bohat he popular hai or ye direct State Bank ka under aita hai .
                          State Bank is ka owner hai.

                          Branches details.

                          Dear Pakistan main is ke 1511 branches Hain.
                          Dear NBP ka staff bohat he cooperative hai. Apnay customer ka sath in ka behavior bohat he acha hai.
                          Dear us bank ka customer ke strength bohat zaida hai.
                          Dear kion ka jab SC Pakistan bana hai log is bank sc faida hasil kar ray Hain.

                          Salery and pention account;

                          Dear is bank sc bohat zaida log apni pention collect karthy Hain.
                          Dear maximum govt servent people is bank sc apni salery collect karthy hain.
                          Dear jasa ka ap sab log janty Hain ka ABI market main private bank be Kam Kar ray hain .
                          Dear NBP bank ak different procedure ka sath Kam Kar Raha hai.

                          ADVANTAGES ;

                          Dear members National Bank ke bahut se fayde Hote Hain Agar Dekha Jaaye to National Bank mein bahut se facilities provide kar raha hai jobs Logon Ko Jo pension Di Jaati Hai vah National Bank se hi di Jaati Hai government employee National Bank mein account open Karva sakte hain aur log ka bhi banva sakte hain aur apne document bhi save rakhva sakte hain National Bank ke government employee ko bahut hi Aasan try per II II loan ki facilities provide Karta Hai vah kam interest rate per National Bank ki branches aapko Har city mein National Bank ki branches aapko hadiqa per Milenge Ek bahut hi famous for largest bank Hai jismein government apply ke liye bahut se fayde Hain.


                          DISADVANTAGES ;

                          Dear members National Bank ke Kuchh disadvantage bhi hai jo main aapke sath share karta hun National Bank Mein Kuchh services aisi hai hai jisse dusre Bank Se Jyada problems a Jaate Hain National Bank ki branches Har Jagah per Hain but unke Paas services Itni Jyada Nahin aur vah Khush bahut jyada handle nahin kar se Jiski vajah se bhi client ko pareshani Ka Samna karna padta hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X