Assalam O Alimum dosto aaj main aap logo ko Habib Bank Limited K baary mai ndetails sy likny jaa raha hoon, dosto aapko herangi hogi k ye bank 1941 main shuro huwa hy aur 1947 main partician k waqt ye Quaid E Azam Muhammad Ali Jinah k request par ye bank Pakistan main move kar gaya, dosto HBL is waqt Pakistan ka sab sy barra commercial Bank hy aur iski taqreban 1700 k ooper tak k branches hain jo pakistank ilawa bahir k kaii mamalik main B avalailable hy, Pakistam k total HBL branches main taqreban 15000 k ooper tak k employees kaam kar rahay hain, HBL apny employees ko behtareen sahooliyat aur achi salaries dety hain. Yaad rahy k HBL ka Head office Karachi main hy jahan ye iska saara system manage aur monitor hota hy.
Dosto HBL aik aisa bamk hy k iska service har koi pasand karta hy aur ye promotions Buhat ksrty hai napny bank k jis ke waja sy liug isy Buhat pasand karty hain. Friends apa ny deka hoga k Pakistan cricket team k official kit aur Grounds main apko deony ko milega k main sponsors jo hoty hain un Main HBL bank sab sy aagy aagy hoga aur kisi maidan main pee hy nahi rehta chaahy vo sports ka maidan ho yaa cmmercial banking k system ho.
HBL bank k Pakistan main apko har jaga par branches dekny ko milega ga Even kuch branches to district k ilawa aur main cities sy outside choty choty villages main B hota hy jahan aal baghiar kisi ruch k aur rukawat k har qism k HBL services hasil kar sakty hi.
Dosto ye Bank pehly under Govt control kaam kar raha tha pehly lekin ye baad mai nab recently taqreeban 2004 main privatized hogaya jis ke waja sy iska system mazeed behtar hogaya. Dosto HBL bank apny customers ko khush rakny aur facilitate karny k liye har had tak koshish karty hain k customers mazeed barr jaye aur khush rahain to isi waja sy HBL apny customers ko darajzail services dety hain,
1) HBL apko internet banking system dety hain.
2) HBL apko mobile banking facilities deta hy.
3) HBL main aap Utility Bills jama kar sakty ho.
4) HBL main aap acount bana sakty ho chahy vo saving account ho, Current Account ho, Business account ho yaa investement account ho to aap bana sakty ho.
5) HBL apko Cheque Book aur ATM card ke facilities dety hain jis k ATM ko aap kisi B bank k ATM machine Main use kar sakty ho jis k aap sy us bank k alag charges kaaty jayengy, lekin yaad rahy k HBL k atm sy agar transaction karogy to bilkul free hoga.
Faidy:
1) Dosto HBL k istimal ka sab sy barra fiada ye hy k ye aapk oHar jaga par milega aur aap isky liye kahin door nahi jaogy Q k HBL k taqrban har Union Counil k level par Branch zaroor hota.
2) Doosra faida iska ye hy dosto k agar aap isky choty branch main jaogy to aapko buhat izzarcaur protocol diya jaata hy aur details main aapky sath deal hota hy.
3) Theesra faida uska ye hy dosto k aap isky Mobile aap sy bank k saary services use kar sakty ho.
4) Aap isky HBL Konnect App sy utility bill jama kar sakty ho.
5) aap HBL k mobile aap sy fund transfer karcsakty ho apny account yaa kisi aur k account par, chahy vo HBL main ho yaa kisi Aur bank main ho.
6) HBL mobile aap sy aap education fee jama kar skaty ho.
7) HBL main aap current aur saving account open kar skaty ho baghsir kisi barry investement k.
8) HBL apko aik acha aur pursukoon mahol provide karta hy.
9) HBL apko poory Pakistan main kahin Par B milega aur aap asani k sath apna kaam kisi B HBL branch main oar skaty ho.
10) HBL k zariye apa loan payment, tax payment, education fee payment etc sab kuch kar skaty ho.
Nuqsanat:
Dosto vesy HBL ka koi nuqsan to hy nah ik jis ke waja sy ye istimal na kiya jaye, leki nagar deka jaye to isky branches main khaaskar main branches main aksar buhat rush laga rehta hy.
HBL main branch ka staff aksar zyada rush ke waja sy aapko zyada respinse nahi dekta jo tek baat nahi.
HBL main aksar rush ke waja sy system kaam chorr deta hy jis ke waja sy aapka time zyada khrab hota hy aur baaz auqat aapka kaam B nahi hojata jis k liye aapko agly din aana parta hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим