AL BARAKA BANK
History
Al baraka bank actually Bahrain ka Bank hai aor ye 1991 say branch operations kar raha bai lekin November 2010 se esnay Pakistan mein bhi Apne operation start Kiye Hain aur aaj ye ik baray branch network k saath pore Pakistan mein apny operations saranjam de raha hai ye Bank Apne Tamam operation Islamic banking ke usoolon per karti hai yani simple alfaz mai ye totally Ek Islamic Bank hai aor pakistan mai Islamic banking ky pioneers ma shumar hota hai ye bank taqreeban 197 branches ky saath pakistan ky har chote bare shehar mai mojood hai aor apni services logon ko provides kar raha hai
Products aor services
Al baraka bank k main products aor services mai retail banking, consumer bank, corporate banking aor investment banking shamil hai jitne be products aor services available hai wo tamam Islamic rules ky under hai Al baraka bank mai musharika, ijara , murabaha waghaira ky products aor services ko hasil kiya ja sakta hai ye mukhtalif kisam ky accounts offers karty hai jesmai mai current account aor savings accounts waghaira shamil hai es bank ky
ATM
Al baraka bank k ATM points taqreeban har chote bare shehar mai mojood hai lehaza buhot asaani ky saath es sy apny paisy nikaly ja sakty hai aor buhot sy advance ATM be mojood hai jahan par esmai paisy deposits be keye ja sakty hai
Internet banking
Al Baraka bank internet banking ki sahulat faraham karta hai jeski waja say koi be internet kay zareye say financial transactions yani money transfer ya bill payments waghaira kar sakty hai eski apni mobil application be mojood hai jahan say kesi be time financial transactions waghaira ho sakti hai
Remittances
Albaraka bank k zareye sy international remittances be wasool keye ja sakty hai aor wo be buhot achy exchange rate ky saath agar koi bahar mulk sy paisy baijna chahe tu wo Al baraka bank ky zareye sy paisy apny account ya direct ID par baij sakty hai aor koi be osy yahan par wasool kar skty hai
Faide
Al baraka bank pakistan mai taqreeban har city mai mojood hai so koi be esky saath financial dealings kar sakta hai esky tamam products aor services islamic rules and regulations ky under hoty hai es leye koi be es bank ky saath apni paiso ko mehfooz kar sakty hai es bank mai customers care services buhot ziyada helpful hota hai jeski waja sy kesi be problem ko jald aor asaani ky saath solve kiya ja sakta hai es bank mai har kisam ky accounts open keye ja sakty hai es bank ky zareye sy car waghaira be khareedi ja sakti hai
Nuksanat
Al braka bank of Pakistan chukay behrain bank ky saath merg hai lehaza kabi kabar esky charges buhot ziyada bar jaty hai aor customers ko bila waja ziyada expenses ho jaty hai esky ilawa aksar branches mai logon ka rush be howa karta hai jeski waja sy takleef ar time ka zeya hota hai international remittances ya transactions karny ki sorat mai charges ziyada charge keye jaty hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим