Hello dosto jesa k aap sab ko pata hy k Pakistan main zyada tar loug Prize bond k baary mai njaanty B hain aur zyada tar aksar jaanty tak nahi k ye asala main hota kya hy aur iska tariqa kaar kya hy to dosto main aapko detail main batany jaa raha hoon k ye hota kya hy aur kab start huwa pehli dafa aur kesy manage hota hy ye aur kahan sy milta hy aur kahan sy nahi .
To dosto prize bond aik aisa cheez hy jis k naam y b zahir hy k aap aik lucky draw main hissa lety hain aur kuch entry fee de kar aik registeed prze bond note apko diya jaata hy jis kaa aap online main b check kar skaty hain k ye asi hy yaa nakli. To dosto prize bond sab sy pehly october 1960 main announce huwa tha aur tab sy ye system chalta aaraha hy loug shiuq sy he kahreedty hain aur apni qismat azmayee kstty hain, dosto prize bond mukhtalif rate k milty hain jis main 100 sy lekar 40,000 tak bonds multy hain aur ye state bank of apakistan sy issur hoty hain jo Pakistan ka central bankingcsystem hy aur jis k paas poory banking systems ke management ke authority hoti hy. Dosto prize bond kabhi expire nahi hota aur isky winning chances B kabhi khatabn hai hoty aap kabhi B is lucky drwa yani prize bnond sy apny bond khisab sy muqarrara karda raqam win kar sakty hain jo aapko poori tara pay kiya jayega, aur wasooli k waqt aap sy 20% tax kaata jayega agar aap non filer ho aur 15% agar filer ho to kaata jayega. Agar deka jaye to jitna aapki bond hy aur jinta aapko bond jertny par diya jaata hy to ye tax itna barra amount nahi.
Dosto aksar loug izafi balance prize bond par he lagaty hain aur ismain qismat azmayeeckaty hain. Prize bond k mukhtalif ratea hoty hain jis main; 100, 200, 750, 1500, 15000, 25000 aur 40000 ka b mil jata hy, jis main choty bond aapko kisi B city main mukhtalif shops sy mil skaty hain aur jo barra hy 40000 wlaa ye aapk ostate bank sy milega.
Dosto prize bond ko loug mukhtalif maqasid k liye use karty haun, is sy pesy B safe hoty hai naur aksar politicians k baary main bataya jaata hy k vo corruption k liye he istimaal karty hain k corruption k peso sy prize bonds lety hain aur records ghayeb kar dety hain. Dosto isky buhat zyada faidy aur nuqsanat B hain jo neechy mentioned hy.
Nuqsanat:
1) dosto iska sab sy barra nuqsan ye hy k agar aapko zyada pata na ho aur aap online cheche nahi karcslaty sate bank k website sy to koi aapko jaali bond B de sakta hy jis ka state bank k sath koi record nahi hota aur agar record nahi to zahiri baat hy aap kabi bond k liye namzad nahi ho sakty.
2) doosra faida iska ye hy k agar aap ky paas izafi pesy ho to aap prize bond main invest kar k mehfooz kar sakty ho.
3) theesra faida ye hy k aap isko mahfpoz rakh kar kabhi B bej skaty ho bank par B aur shops par B yaa koi aam admi agar lena chaahy to B baij sakty ho aapko pesy poory milengy.
4) chota faida iska ye hy k aap ka agar bond nikal jaye to aapko kam peso par buhat barra ammount milega jo buhat kam logo ko milta hy jisy aap poori tara use karcskaty ho.
5) panchwan faida iska ye hy ye kabhi expire nahi hota aap isy kabhi B cash kar skaty ho aur aapky winning k chances B hamesha k liye hoty hain us waqt tak jab tak aap ka bond na nikly.
Nuqsanat:
Iska sab sy barra nuqsan ye hy dosto k shariyat mutabiq ulama karaam ny fatwa jaari kiya huwa hy k ye haram hy aur ye bank waly vo pesy use karty hain jo loan par interest liya jaata hy loan leny walo sy aur pir wahi pesy diye jaaty hain.
2) doosra nuqsan ye hy k isky pesy aany main ail weel tak lag sakta hy isliye aap isy emergency main use nahi kar sakty.
3) theesra nuqsan ye hy k aksar ye ghar main gum jata hy to apko barra loss ho jata hy.
4) chota nuqsan iska ye hy k agar khran ho jaye zyada to apsy shayed dukandar ya bank waly wapis na lain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим