Introduction: State bank esy har currency ko change karna allow karta hay jo key bilkul be kesi kam key nahi rehty hey, state bank of Pakistan ne har bank ko hi ye order dia hota hay key wo kharab currencies ko received kary aur es key badly me new currency notes de dia karen,
Advantages: Agar hamary pass koch currency notes kesi waja se kharab ho jaye to hamy bank ye allow karta hay key ham es ko bank me change kar den, ye notes kesi be bank key branches me change karway ja sakty hey aur es bank se ye notes state bank ko jaty hey, hamy faida ye ho jata hay key kharab note key badly me hamary pass esa note agate hay jo key kesi be shop par chap sakta hay, ye problem har kesi key sath pesh a sakti hay aur daily hi agar note kia jaye to koch afraad bank me note change karny key ley hi aty hey, state bank ye big advantage hi de raha hota hay agar hamary ley ye allow na hota aur ham kesi be tarha se apny kharab note ko change na kar sakty to mery khayal me hamari ye currency kesi kam ki nahi hoti magar bank ki achi policies aur rules ki waja se ham esy kesi be note ko change karny ka haq rakty hey jo key kesi kam key nahi hoty hey,
Disadvantages: bank me currency notes change karny ka koi be nuqsan nahi hay es ka faida bahot hay ham easily bank key branch me ja kar es ko change kar sakty hey aur bank ka staff ko ye order hota hay key kesi be kisam key kharab note ko wo apny pass rake aur es key badly me new currency note den, currency note kesi be time kharab ho sakti hay agar water be es ko lag jaye to zeyada chances yahi hoty hey key ye kharab ho sakty hey es ley mega review es bary me ye hay key currency notes change karny me hi hamara faida hota hay es ka nuqsan nahi hota.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим