Introduction: State bank of Pakistan jo key Pakistan ka central bank be hay ye bank different maleyat key prize bonds Jari karta hay jes ka faida bank ko be hota hay aur bonds key owners ko be hota hay ye prize bonds different maleyat key hoty hey jes ki tafseel ye hay,
40,000 Premium price bond
25,000
15,000
7,500
1500
750
200
100
Advantages: 1. Prize bonds agar ham purchase karty hey to es ka main advantage hamy ye hota hay key hamari ye amount zaya nahi jati hay ham es prize bonus ko kesi be time bank me ya per kesi aur ko sale kar sakty hey, 40,000 prize bonus ko siraf bank me sale kia ja sakta hay jab key other jetny be maleyat key prize bonds hey es ko ham local base par be farokhat kar sakty hey,
2. state bank of Pakistan 15 days key bad prize bonus ka result announced karta hay aur jo be prize winner hoty hey es ko prize de dia jata hay,
3. ye prize bonds state bank Jari karta hay es ley ye government se approved hoty hey es me kesi kisam ka fraud nahi kia jata hay aur jo result announce kia jata hay es ka contort be kesi key hath me nahi hota hay es ley agar ham kesi be maleyat ka prize bond khareedty hey to ham big jo first prize hota hay es ko be win kar sakty hey,
Disadvantages: other malyat key prize bonds ko sale karny aur buy karny me to bahot asani hoti hay aur ye prize bonds hamy kesi prize bonds dealers se ya be banks se mil sakty hey magar 40,000 ka prize bonus agar ham ne khareedna ho to es ye hamy state bank of Pakistan se hi mil skata hay, es key elawa prize bonds agar khareedy jaye to 1 Tarha se hamari amount safe hands me to hoti hay magar hamari ye amount 1 tarha se bound ho jati hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим