Assalam O Alikum dosto aapko thora ajeeb lagega k mera ye review aik Chinese bank par mabni hy, lekin dosto ismain herangi ke koi baat nahi aur ye waqt ke aik buhat he ahm zaroorat ban chuki hy, Q k hazaroon main Pakistan students china main parr rahain yaa on job hy, yahan vo yan main he salaries ya stiphends lety hain, aur doosri baat ye hy k Best friends hony k naaty taqren 80,000 sy 1 lac tak chinese Pakistan main rehty hain, business k liye yaa on hain yaa pir study visas par hain, jis kp facilite karny k liye china ny Pakistan govt k ijazat par Pakistan apna aik Bank branch launch kiya taaky apny citizines aur Pakistani studets asani k sath Pakistan main reh kar chinese banks k services ko use kar sakain. Dosto is purpose k liye china ny aaj sy taqreeban 10, 11 saal pehly China Pakistan k dosti shuroo hony k baad apna aik Bank ICBC branch Pakistan main open kiya jo ab tak operational hy. Dosto ICBC yani Industrial an Commercial Bank of China Dunya ka sab sy ameer bank hy jo k aik chinese bank hy aur isky Pakistan main branch kolna Aik khushi ke baat hy jos ke waja sy hamary hazaroon students ko yahan facilities milty hain.
Faidy:
1) sab sy barra faida ye hy k yahan bank sy mahana lakhoon main Pakistan ko taxes ke surat main income hota hy.
2) Doosra faida ye hy Pakistani students jo china main party hain aur Pakistan chutti parcaaty hain to vo currency exchange yaa bank servise use kar sakty hain.
3) Theesta faida ye hy k chinese jo yahan business k gharaz sy aaty hain unko mushkilat kaa saamna nahi karna parta.
4) chota faida ye hy k yahan sy loug business k gharaz sy yaa chinese products import karny k gharaz dy jab china jaaty hain to unko asani hoti hy.
Nuqsanat:
Dosto clvesy iska koi nuqsan to nahi Q k ye bank Pakistani bank nahi, aur ismain kisi Pakistan ke jo china sy koi direct yaa indirect contact main na ho koi wasta nahi parta to nuqsan B nahi hy.
Jo aik nuqsan ho saktaxhy vo ye hy k yahan sy currency bahir jaati hy is bank k zariye to is Pakistan k maashi surat haal par faraq parr sakta hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим