Hello dosto jesa k unwaan sy aapmo pata chala hoga k mera ye review Meezan Bank k Mobile app par mabni hy. Dosto vhonky ye aik advance dour hy ao computer technology ny buhat taraqqi ke hy to isi k sath sath mobiles apps B buhat aagy aagy hain software k filed main, dosto har idara chaahy vo bara ho yaa chota, govt ho yaa semi govt yaa pir private even aik chota saa setup B ho kisi ka to vo apny business ko promote karny k liye aur aik acha image create karny k liye apny business ko digitalize karty hain jis k liye idara webs aur apps banaty hain jis k zariye users comapny k services online apny mobile ya computer sy istimal kar sakty hain. To dosto bilkul isi tara jitny B banks hain chahy vo kahin B ho apny app launch kiye huwy jis k zariye vo apny customers ko facilitate kar rahy hain, apps main har vo sahoolat mujood hota hy jo banda bank sy direct le skaty hain, yaa aksar aisa sahoolat bank aap ko deta hy jo kisi direct banks sy aap ko nahi milta . T o dosto mera ye review Meezan Banking App par mabni hy, Meezan ka apna aik Banking aap hy, jo aap apny account ke detail daal kar he use kar sakty hain. Meezan banking aap main buhat saary sahooliyat aap k mobile main aapko milty hain jis sy apka time aur pesy bach jaaty hain. Meezan banking aap aik buhst he acha aur zabardast kaam karny wala app hy, is app sy apko buhat zyada faidy milty hain, dosto Meezan banking app k faidy Buhat zyada hain aur nuqsanat na hony k barabar hy.
Faidy:
1) Meezan Banking app ka sab sy barra faida ye hy k aap apny account sy hamesha updated rehty hain, matlab aap kisi B waqt check karcskaty hain k aap k account main kitny pesy hain.
2) Doosra faida ye hy k aap k account ya app ke activities ke statement aapko app sy mil sakta hy details k sath.
3) theesra faida ye hy k Meezan mobile app sy aap fund transfer kar sakty ho aur recieve B kar sakty ho kahin sy B baghair kisi rukawat k.
4) Meezan app ka faida ye B hy k is k zariya aapk zakat aur donations pay kar salty ho, baqaida aik alag tab hy app main.
5) panchwan faida ye hy jo buhat Eham B hy, vo ye hy k aap is sy Apny debit card ko Activate aur deactibate kar sakty hain, incase aap kahin card bhool jaty hain ya gum jaye to aap apny mobile k app sy control kar sakty hain.
6) 6th faida is ka ye hy k aap is ky zariya online shopping aur payment kar saktu hain, is sy payment main kabhi kabhi apko packages B milty hain discount k sath.
Nuqsana:
1) Dosto iska nuqsan ye hy k aap agar ghalti sy payment karty waqt ail digit ghalat ya zyada dety hain aur aap ko pata na chaalain to aapko bujat baari nuqsan ho sakta hy.
2) Doosra nuqsan ye hy k agar aap k kisi ko agar aapka password aur log in ID ka pata chal jaye to vo aap ke ghair mujoodgi main misuse kar sakta hy.
3)Theesra nuqsan ye hy k agarcaap k paas network ka masla ho yaa signals na ho kahi par to aap is service ko use nahi kar sakty.
4) chota nuqsan iska ye hy aap agar password bhool jayain to aap isko use nahi kar sakty.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим