Mera ye review HBL par mabni hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera ye review HBL par mabni hy
    Hello dosto mera ye review HBL bank par mabni hy, dosto HBL pakistan k niji yani private banks main sy aik barra bank hain jis k users millions main hain, taqreban Pakistan k har suby har district even har goon aur street main HBL k users mujood hain, dosto HBL ke shuhrat ke waja iski promotions aur services ke waja sy hy, dosto Pakistan main jab B koi barra evenet ho even Pakistan sy agar bahir B ho aur aur Pakistan participation kar raha ho to HBL barry sponsorers main sy sab sy aagy aagy hoga, HAbib Bank limited Promotion buhat zyada kar rahy hain aur barra invest karty hain promotions par, jos ke waja sy loug isko zyada pasand karty hain, even Pakistab ke celebreties, athletes aur politicians B zyada tar HBL he use karty hain jis ke waja sy mazeed promotion ka moqa milta hy. HBL poory Pakistan main har district even 3, 4 villages baad zaroor aik Branch dekny ko milta hy, HBL k zyada tar govt aur semi govt idaro k sath payment ke agreement B hoti hy jis main loug jab B koi payment karty hain to HBL main jaa k karty hain, Even bijli Gas , water Bills B jama kiye jaa sakty hain. Jiw ke waja sy zyada rush B dekny ko milta hy. Dosto HBL k poory Pakistan main taqreban 1700 tak k branches hain hy jis main total numbet of employees jo on the record hy vo taqreeban 15000+ banty hain. Jo saara din apny customers ke khidmat main oahy rehty hain.

    Faidy:
    HBL k faidy buhat zyada hain dosto,
    1) ye Poory Pakistan main aap jis city main B jayain to aapko milega.
    2) ismain aap govt k koi fees, bills, yaa koi aur payment jama kar sakty ho.
    3) theesra faida ye hy k aap isky ATM ko kiabi B kisi B waqt use kar sakty ho matlab zyada istimaal k bawajood B khrab nahi hota agar ho B jaye to jaldi tek krty hain.
    4) HBL bank main aap ko aik proper system milega matlab aapko pareshani nahi hogi, customer k liye betny ke jaga hoti hy jis main vo aram sy apny number ka intizar kar sakty hain.
    5) aapko line ma8n karry hony ke zaroorat nahi parti, bs simply token le kar kahin bet k apny number ka intizar karain.

    Nuqsanat:
    Nuqsan jo sab sy barra mujy aksar nazar aya hy vo ye hy k aksar staff ka rawayya tek nahi rehta, time aapka fazool main waste karta hy, un necessary formalities ke aksar demand karty hain. Jis ke waka sy customer ko pareshani ka saamna karna parr sakta hy.
    Isky ilawa zyada rush ke waja sy apka time buhat khrab ho jata hy Q k HBL k millions of user hain jis ke waja sy har waqt rush laga rehta hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mera ye review HBL par mabni hy

    HBL bank kay andar aap log asani kay sath hard hony kalternate important kamyb buying andpromoting kis slaughters kodevlop karnazarori hai jis se ap apni buying andpromoting kosmjh kar ajaati hai aur contraption khud sayusay erase ker daita haiya phirAgar erase nahi bhi ho tou koi mama se hello hotehain isliye the the Forex marketmarketplace Mein Kamyab sharp aap aajhkar karnemeinaasani hoti hai auraap apni buying and promoting ko bhi useful banaasakte hain aur Forex key talents koincrease karne ke liyeaapkoForex Ki Ladai according with mindfulness karnachahie aur thethe Forex market marketplace kaJitna ho cause utna hello Dur Lage Gate kar sakte hain is Sab ke uko is better earnings Bil Dekhebhi risk hote Na Ho Jaaye BarBar alternate Plus karna all near kar dena isaseaapko enjoy Nahin HasilNahin ho sakta aur aapka capital bhi WestHota RahegaHamesha koshish karen in line withkamijin ko watch kar keHamkam karte Hain agar koi supplier kamkarte tint ekdistribute ko rehash kar jata Hai tose bhi kar sakte hainaur is ke alawa agar erasenahin karsakte to koi baat nahin aapka accountbanned Nahin hoga lekin agaraapane yahhabbit banaa li aur often aapapnipuection ke a contradiction ke policies ketethaapka account band ho sakta hai isliye hameshamukammal tarjuma ke sathpostingcomplete KarenTaki koi aisa ishu Na Ho jiski vajoncentrating according withRakhe Taki aapko acchijugment Lene Mein madadmil cause iske liye aapko karte rahen ge toto hamen earnings ki bajayemisfortune a sakta hai hamen chahieke terrific judgmentkesath ek ya dotradeplace Karen aur oht se mer heapni posts ko exalternate karskty hain es important aghrkisi mambers kipostsrehashed ho gai hai yah ap considerable apple indistinguishable subject mattu ap k deletkar skty hain alrightliye apadjust posts fashionable ja kar apnipostss important converting over bhi kar sktyhain sath important apko delet ka bhi choice miljata hai es liyieap o.k.sath aghr kuch aysahota hai tu apko ensuing dehandenahoga jis se ap apnykam ko dehan se karengy tu yah masla nahi hoga or na heapko delet karna pmatter fashionable postskartyhain kaik bar raedkar o.k. parehnta o.k. apkounka preserve up KarenJabTakearnings aapko benefit NaHo jaaye. Bar tradeplace karna aur near kardenaisse aap ko enjoy bhihasil ye to aap posting ko chain nahin karsakteKyunki jo bhi aap do Baat hua yaJyada tangle bar Kisi bhi distribute kaSamna nahinkarna to aapko chah sab se phle aap GaltiHui tradesko near Karen yah Kyunki aapko misplaced exchanges ko near karain yeb lsos dne gi apkoap pehlay achi tarah thinkingabout karen google
    • #3 Collapse

      Re: Mera ye review HBL par mabni hy

      HBL Bank limited information and discussion
      real Forex trading member Habib Bank limited semi government bank hai jisko Pakistan mein kiya gaya tha. Habib Bank limited Pakistan mein government employees and semi government employees private employees for different account holder ko packages provide karta hai jisne loan package car loan home loan and other facilities Di jaati hai advance salary bhi li ja sakti hai aasan installment per.
      Habib Bank limited pure Pakistan mein main iski branches hain aur aapko banking online banking mein koi pareshani Nahin Hoti hai jab se 4G internet paya hai pure Pakistan mein online banking system ban chuka hai aur best banking system hai commercial services provide karta hai comment karta hai aap prize bonds sale and purchase kar sakte ho.
      Advantages:
      Habib Bank limited .
      trading member Habib Bank limited aapko credit card facility be provided karta hai
      Aapko different best fruitful service provide karta hai jismein aap aur debit card three different type hai classic debit card visa debit card and gold debit card hai jin pr different discounts gold debit card has pr different discounts le jaate Hain.
      trading members of yahan per salary account savings account current account business account open kar sakte ho aapko yahan per commercial Di jaati hai utility bill payment kar sakte ho money transfer kar sakte ho online Nahin ki mobile application Apne Android smartphone mein Google play store se free install kar sakte ho.
      weekend pe aap ATM automatic teller machine use kar sakte ho aapko at work account facility Di jaati hai different loan facilities student account and trading account banaa sakte ho aap.
      Disadvantages:
      Hbl mobile Banking application ke disadvantages yeh hai aap ka password hack ho sakta hai aapko misguide Kiya ja sakta hai. aapko apna personal banking doctor Kisi ko Nahin dena chahie otherwise aapka account money chori ho sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Mera ye review HBL par mabni hy

        Dear ap ka topic bohat acha hai is SC tamam member ko achi information Mily ge .
        HBL, HABIB BANK LIMITED .
        dear Habib bank bohat he popular bank hai or ye Pakistan main bohat achi service provide Kar raha hai.
        History of Habib Bank.
        Dear HBL originally established in 1941 and start his operation in 1947 in Pakistan.
        Quaid Azam Muhammad Ali Jinnah me koshish SC is bank na Pakistan main apna operation start kia.
        Dear Hbl ke history bohat he ourani hai or bohat he important hai
        Dear Hbl bohat he popular hai or bohat he achi service provide Kar raha hai dear agr tamam bank ka jazaia lay to Hbl hamy in main SC apnay Kam ja laiz SC bohat different lag Raha hai
        Branches
        Dear Hbl ke 1700 hundred branches hain Jo Pakistan main working condition main hian .
        Dear Hbl main 1500 employee Kam Kar ray Hain
        Dear 2019 main 21billion usd amount the Hbl ka pas .
        Dear main to Hbl ko bohat pasand kartha hon.
        Advantage.
        Dear Hbl ham bohat zaida advantage day Raha hai.
        Is main Hbl apps.
        Cheque book.
        Credit card ATM card .
        SMS messages.
        Email system.
        Disadvantage.
        Dear is main main disadvantage ye hai me ye bank lgo ko loan be data hai or loan ka sath entrast be kata hai.jo Islamic point if view SC teak nai hai.
        • #5 Collapse

          Re: Mera ye review HBL par mabni hy

          HBL bank

          HBL yani Habib bank limited Pakistan ka sabse purana Bank hai Isko 25 August 1941 ko established Kiya gaya tha yani 79 years pahle es Baat se andaza Lagaya Ja sakta hai hai ki yah Kitna purana Bank hai iska Ek vasi network Pakistan mein maujud hai aur Logon Ko Apne behtarin services provide kar raha hai HBL sirf Pakistan mein hi nahin balki dusre malko mein bhi maujud hai yani HBL Bank Ek international level ka Bank hai isko Mohammed Ali Habib Ne aur Dawood Habib ne Banaya tha iska main headquarter habib Plaza Karachi mein Vakya hai HBL buhot bary network ke sath pure Pakistan mein maujud hai Iske takriban 1700 branches Tamam Pakistan Ke Bade aur Chote shahron Mein Vakya hai HBL apni behtarin products ke sath Har Jagah maujud hai Iske main product mein credit loan consumer loan consumer banking vagaira Shamil Hai HBL main account open karna bahut Aasan hai koi bhi Agar account open karna chahta hai to wo es Bank mein open kar sakta hai usko Kuch basic details Dena Hogi Jaise ke ID card aur apni source of income ke bare mein bank staff ko batana Hoga Uske bad Bank Ek form ke jarie Tamam detail Apne Sath submit Karenge aur aapka account open ho jaega account open hone ke bad Kuch deposite karna hongi Jis ke bad aapka account active ho jaega aur aap apne paiso ke len Den ke liye yah bank account istemal kar Sakenge Pakistan mein agar private bankon ki baat ki jai Tu aon Sab Mein HBL Bank top position per Aata Hai Kyunki yah Har Jagah aapane logon matlab customers ko facilities Karta Hai revenue ke lihaz se HBL Bank Tamam private banks se top position per Aata Hai Iske total assets 21 billion Se Zyada hai aur Agar revenue ki baat ki Jaaye to 700 million US dollars Se Jyada ki revenue generate kar raha hai agar HBL main employees ki baat ki Jaaye to takriban 1500 Se Zyada employees is Bank Mein kam kar rahe hain yani ye logon ko ek Achcha Rojgar bhi farahm kar raha hai

          Faidey
          HBL Bank ke branches Har Chote Bade Shahar aur villages Mein maujud Hai Jiske zareye se iske sath financial dealings karna yani paiso ki len den karna bahut Aasan hai HBL ne internet banking ki Sahulat be Apne client's aur customer ko provide Ki Hai Jiski wajah se ab bahut se financial transaction apne mobile phone se bhi ho sakte hain Agar aapane kisi ko paise Bejne Hain To just mobile application Mein Login hokar transaction kar sakte hain HBL ke Mukhtalif branches dusre countries mein bhi maujud hai Wahan Ke Log be es bank se fayda Utha sakte hain aur vahan per account open kar sakte hain HBL Bank ke through remittances bahut aasani ke sath Pakistan bheji Ja sakti hai vah bhi acche exchange rate ke sath HBL Ne bahut si jagah per ATM point banaa rakhe hain Jiske jarie se ab paise withdrawal karvana bahut Aasan ho chuka hai

          Nuksanat
          HBL Bank ke bahut jyada customers maujud hai isliye aksar Har Branch mein bahut jyada rush hua Karta Hai haskar Jab month ka start ho ya month ka end aon Dinon mein agar branch Jaaye To Kafi Intezar karna padta hai Iske alava Kabhi Kabar bank staff bhi cooperation nahi kar pata Rush ki vajah se Kabhi Kabar ATM ke machine mein paise khatm hote hain Jiski vajah se withdrawal karna Mushkil ho jata hai aur dusre bankon ki ATM ko istemal karne se extra expenses Aate Hain
          Zuhaib9988 Trading journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
          • #6 Collapse

            Re: Mera ye review HBL par mabni hy

            Assalamu Alaikum dear friend ummid hai ki aap khairiyat se Honge define Jaisa kya aap Jante Hain Ki ki Hamari country mein bahut se bank maujud Hai Janm se ek ka naam HPL bhi hai dear friend HBL ki abbreviation hai Habib Bank Limited ya Habib Bank ke naam se aur HPL ke naam se famous hai dear friend iski branches pure Pakistan mein Har Jagah per maujud hai Iske ATM Har Jagah Pakistan mein maujud hai dear friend iski transaction iski deposit scheme withdrawal ismein loan Sab Kuchh bahut hi jyada fast Ho Jaati Hai Aap ismein Jab Bhi deposite Karvate Hain within one however within To Har aapko with Dra aapka aur aapka West deposit Mil Jata Hai dear friend HBL Bank out of country bhi aapko payment deti hai aap iski ATM out of country bhi use kar sakte hain ismein aap loan ke liye bhi apply kar sakte hain dear friend HPL ka main branch Karachi mein hai jismein aap online call bhi kar sakte hain dear friend HBL ki taraf se aapko jo account number diya jata hai aap use account ko digital mobile app ke jariye bhi istemal kar sakte hain aur aap usmein transfer transaction deposite utility bill payment Har chij aap ismein kar sakte hain aap ismein easy load bhi kar sakte hain aap online shopping bhi kar sakte hain aap ismein Kisi shop per utility store per jakar online shopping bhi kar sakte hain dear friend ya debit card bahut hi Jabardast istemal hoti hai aap ismein paise Apne save Rakh sakte hain dear friend Jaisa ki aap Jante Hain Ki digital app APK Ghar Baithe istemal kar sakte hain to yah aapke liye bahut hi jyada faydemand hai Habib Bank Limited aapko Hamesha achi e-service deti hai dear friend aap ismein loan bhi le sakte hain ismein aap Jitna Bhi loan Lena Chahe aap ismein loan Le sakte hain aur Unki interest rate bhi barabar hai aap iski interest rate ko dekh sakte hain Itni Jyada Nahin Hoti dear friend aap ismein Jab Bhi Chahe online loan bhi le sakte hain aur aap manually loan bhi ismein le sakte hain dear friend ya tha Habib Bank Limited Jo ke Pakistan mein maujud hai aur uski branches Mashallah Pakistan mein Har Jagah per maujud hai thank you so much
            • #7 Collapse

              Re: Mera ye review HBL par mabni hy

              Asslamolikum !

              Aj m ajis topic kas jawab deny ja raha ho wo ek bank par mabni ha jis ka nam HBL ha is bank kay bary ma ahm tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsant ko dekhy gn to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han habib bank limited ek pakistani multi national bank hja jo habib bank plaza karachi pakistan ma waqia ha is ma muqshai taraqi kay liye aga khan fund ma hisa dari ka bara hisa ha or ya bak apny customers kay liye boht zada facilties faraham karta ha jis say ap ko bohat zada faida hasil hota ha ya ek international bank ha or iski branches pakistan kay har bary or choty sher ma waqia ha is bank ka staff boht acha ha jo apkay sath full compromise karta ha.

              Faidy :
              is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han ya ek boht acha bank ha iski branches har choty o bary har city ma majood ha jis ki wjasay ham apny finanial opreation boht asani say kar sakty matlb ham apny peso ki len den boht asani say kar sakty han ya bank online banking ki servis bhe apn y cutomer ko provied karta ha jis say un ko kam karny ma boht zada asani hoti ha agr apko ghr bethy hoy khi bhe pesy beghny han to ap ghr bethy bethy apnymobile ma say snd kar sakty han or ya boht asan proceger ha or sab log is say boht asani say faida utha sakty han.
              Nuqsanat :
              is kay boht zada faidy kay sath sath kuch nuqsdanat bhe han jion am say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han hbl kay boht branches han or in ma aksar zada tar oht rash hota ha or kbhi kbhi kabar staff corpuration nahi karta ha or zada is kay koi nuqsanat nhi han.
              • #8 Collapse

                Re: Mera ye review HBL par mabni hy

                Asslamoalaikum dear forex frndz aj me apko HBL bank k Bary me kch advantages or disadvantages btaonga HBl Pakistan ka ak BHT bra private bank ha jis k customers Pakistan k BHT sy cities me phely hvy han Pakistan me HBL ki tqreban 1900 branches Han Jahan approximately 29000 log Kam KR rhy Han or yeh bank unky rozgar ka zrya bna hva ha

                Advantages
                1)HBL ka SB sy bra faida yeh ha k iski branches Pakistan k tmam choty Bry cities me mojod Han or isky customers ko AGR koi b ksi kism ki b problem ho to woh in branches k zrye apni problems solve krskty Han
                2)HBL app k zrye hum apny mobile sy easy load kr skty Han bijli ,gas bill payment krskty Han
                3)HBL bank hny credit card ki b saholat provide krta ha Jisky zrye hum Kahen shopping krskty Han.
                4) HBL bank ki ATM services b BHT achi or fast Han Jahan sy hum easily transaction krskty Han or money transfer ya recieve b krskty Han.
                5) HBL bank me biometric option b ha jis k zrye AGR hmara ATM card Kahen hum b jata to hum biometric sy apni transaction continue rkh skty han.
                6)HBL countries ki branches foreign countries me b mojod Han or Jo log wahan rhty Han woh wahan b HBL py apna account open krwa skty Han.

                Disadvantages
                1)HBL ka SB sy bra disadvantage yeh ha k AGR hmara ATM card gum hojata ha to hum AGR biometric method sy transaction krty Han to hmary charges ktty Han.
                2) HBL bank logo ki loan deta ha lkn uspy tax lgta ha Jo k Islami rules k khilaf ha.
                3)HBl mobile banking me hmara account secure nhi hota or AGR koi b isy hack krly to woh account sy Sara cash niklwa skta ha
                4)HBL bank ka ak disadvantage yeh b ha k AGR hum ksi or bank ki ATM machine sy transaction krty Han to hmy charges pay krny prty Han.
                • #9 Collapse

                  Re: Mera ye review HBL par mabni hy

                  Habib Bank Limited (HBL) is Waqat Pakistan ke andar bahut Achcha Bank hai aur ye is waqt bhot popular ho chuka hai Kyunki is se Ham logon ko bahut se benefit Mil Rahe Hain pure Pakistan ke andar is ki different branches Hai Jiski vajah se Ham Logon Ko aasani ke sath bahut hi availabilities mil Jaati Hai is Bank ke andar ham log aasani ke sath apni amount ko invest kar sakte hain aur bagair kisi nuksan ke ham log usko withdraw Karva sakte Habib Bank Limited ke Tamam ke Tamam customers satisfied Hai Kyunki bahut acchi services provide kar rahe hain physically Ek internet banking start ho chuki hai Jiske andar Ham Logon Ko ATM ki facility bhi mil Jati Hai Ham Logon Ko koshish yah Karni Hogi ki best bank Ho select carriage ok Ham Logon Ko acchi opportunities we provide karta ho aur Hamare liye acchi services Lekar Aata Rahe ga


                  Establishment of HBL
                  1947 Mein yah Bank Pakistan mein established hua tha aur tab sy apny customer ko facilitate kar raha ha

                  Services

                  HBL ka total asswst 21 billion USD hain aur HBL ki help line 021 111 111 425 hai jao apk liye her time available hai HBL ka aap ek idea Lete Hain To aap ko is baat ka idea ho jata hai ki ismein bahut jyada people Apne account ko open karvana prefer Karte Hain Jinke yah Pakistan ka ek old Bank Hai Jis per Ham easily trust kar sakte hain

                  HBL aapko Ek Aur Bhi facility provide kar raha hai jismein aap foreign currency Mein Apna account open Karva sakte hain agar aap International reserves mein Apna account open karvana Chahte Hain To usmein aap ko Dala account ya FIR UK pound account ki facility be available hai jismein aapko payment dollers ya FIR pound ki Shakal Mein mil sakti hai Pure Pakistan ke Different cities main aapko iski ATM mil sakti hain Agar aapko Kisi bhi city mein jakar koi transaction Karni hoti hai to aap easily kar sakte hain aap ATM se directly fund transfer bhi kar sakte hain aur iske sath sath aap apne utilities bill ki payment bhi kar sakte hain sometimes aapko co-ordinate card ki facility bhi provide ki jaati hai aur aur aap usko apni purchasing ke liye istemal kar sakte hain

                  Yah Bank Apne regular customer ko overdrawn facility bhi provide karta hai is speciality ka matlab kya hota hai ki agar aap ke account mein ek lakh rupaye Hain To aap usse do lakh rupaye bhi withdrawal Karva sakte hain yah facility Har clients Ke Liye Nahin Hoti just Kuchh acche clients ko provide ki ja rahi hoti hai aur jis sy log faida uthaa rahy han

                  Thanks.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Mera ye review HBL par mabni hy

                    Salam:

                    aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo hbl bank ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han hbl bank ak bohat hi acha bank ha yqa bankya pakistan ka ssab sa bara aor pahla tajarti bank tha ya bank 1947 ma pakistan ma kaim howa tha is bank ki branch har sahar ma majood ha pakistan ma hbl ki tareban 1900 branch han yaha 29000 log kam kar rahy han aor ya bak un ka rozgar bana howa ha ya ak malti national bank ha pakistan ma jitna bhi bank un sab banku sa acha ya bank ha ab ma apko is ky faidy aor nuksan ka bara ma btata hun.
                    advantages:

                    HBL bank ka bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga ya ak bohat acah ha ya pakistan ka sab sa bara bank ha is bank ki security bohat zada achi ha aor is bank ki branches har sahar ma majood ha hbl ka cedit card apko apka pasand ki har cyhez karedna ka muka deta ha is bank ma insorance ki saholat bhi majood ha is ma ham apna balnce transfer bhi kar sakty han ya bank bohat kubsoart ha is bank ma atm ha is bank ma bohat mulazmin kam kar rahy han.
                    disadvantages:

                    jese ka ap janty han ka har chez ka faidy hony ka sath sath is ky nuksan bhi hoty han lekin hbl bank ka koi khas nuksan nahi ha bs is bank ma rush bohat zada hota ha jis sa time bohat lag jata ha.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X