FIRST WOMEN BANK LIMITED
First women bank limited dunya mai apni noyeeat ka pehla aor anoka tejarti bank hai ye pakistan ka wahid idara hai jahan par sirf khwateen ko mali aor karobari zaroriyat ko pora karnay ky keye asaan aor simple tareeqay sy credit taak rasaye daita hai first women bank ka vision aor mission be yahe hai kay pakistani khawateen ko mukhtalif fields mai opportunities provide keye jaye aor pir osky leye asaan sharayt par loans be deye jaye so ye bank taqreeban apni vision aor mission ky mutabiq apnin services pakistani women's ko already provides kar raha hai aor din ba din esmai mazeed behtare lany ki koshish be jari hai ye bank pakistan mai khwateen ko bunyadi haqooq dainy ky lye apni tamam option isteemal karti chali aye hai
First wome bank ko 1989 mai prime minister benazeer buto nay tasawar kiya ta jeska maqsaad be yahe ta kay ik aisa idara ya bank qayeem kiya jaye jo pakistani khwateen ko represents karta ho aor Pakistani khwateen ky leye ye ik rozgaar ky opportunities peda krna so baad mai esko manzoor kar liya gaya aor ik commercial bank ky tor par esay pakistan mai launch kr deya gya es bank ka main headquarters karachi mai hai aor agar es bank kay main products aor services ki baath ki jaye tu esmai credit card, loans, consumer banking, commercial banking waghaira shamil hai eskay branches mukhtalif bari cities mai logon ko apni services faraham kar raha hai
Faidey
First women bank limited pakistani khwateen ky leye mukhtalif sectors mai asaan sharayt par qarzy daiti hai ye pakistani khwateen ko represents karti hai aor es bank mai taqreeban sub employees khwateen he hai ye bank buhot achay banking system ky saath taqreeban pakistan ky sb bary shehro mai mojood hai customers care services buhot helpful hai aor koi be problem solve karny mai madad faraham karty hai
Nuksanat
First women bank mai ziyada tar facilities sirf khwateen he mo hasil hai complicated problems ki soorat mai ye bank apko dosri jaga refers karti hai joky mairay khyal mai achi baat nahe hai eskay ilwa ye ik acha bank hai aor mujy nahe lagta kay esky mazeed koi khas nuqsaan ho sakty

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим