Hello dosto mera ye review BOK yani k Bank of Khuber par mabni hy. Jesa k aap sav ko pata hy l ye ail Provincial level ka bank hy aur ye baat is k naam sy B zahir hy, ye Bank ao government Banking system hy jisy Govt of Khyber pakhtunkhwa own karti hy, dosto BOK 1991 ko operational huwa tha Khyber Pakhtunkhwa k provincial govt k hathoo (jo us waqt Sqrhad yaa NWFP yani k North West Frontier Province k naam sy tha jisy baad main tabqeel kar k Khyber pakhtunkhwa rakha gaya). Dosto BOK hy to provincial govt ka bank aur Provincial govt he isy manage karty hain lekin isky poory Pakistan main taqreban 180 tak k branches hain. BOK aik islamic banking system hy, main hamesha is bank ko pasand isliye karta hoon k is main limited liug hoty hain aur staff iska active aur khush akhlaaq hota hy. Aap jab B BOk main jayain kuch kaam k liye yaa maloomat k liye to aap ko detail main samjaya jaata hy. Dosto BOK khtber Pakhtunkhwa k taqreban tamam district main apko milega aur zyada populated cities yani k Mardan, Peshawar, Nowshera, Charsadda main aik sy zyada branches hongy Q k wahan abadi zyada by. Dosto Bank of Khyber k tamam branches ko mila kar kul employees taqreban 1300 sy 1400 tak hain. Dosto chonly Bank of Khyber aik chota sa set up hy as compared to national Banks isliye isky faidy aur Nuqsanat B buhat hain.
Faidy:
Dosto sab sy barra faida ye hy k aapka agar isi bank main account ho aur cash flow zyada ho to aapko buhat respect aur protocol diya jayega.
Doosri baat ye hy k ismain rush kam hota hy isliye aapka time waste nahi hoga aur kaam jaldi hoga.
Theesra baat ye hy k aap ko khushakhlaqi sy deal kiya jayega.
Chota faida ye hy k aapka agar isi Bank main account ho to aur aap province Kpk sy talyq rakhty ho to aapka faida , taxes apny province ko milengy jo aap he par indirectly kharch kiya jayega hukoomat ke jaanib sy agar hukoomat financially strong ho to.
Nuqsanat:
Dosto nuqsanay zyada to nahi bahar haal main ye zaroor kahoonga chonky ail chota network hy banking system ka aur poory pakistan main sirf 180 tal l branches hy isliye aapki mushkilat kaa samna parr salta hy Q k ye pooru Pakiatan mai main to hy lekin pir B aisy cities B hain jis main BOK ka koi branch nahi ilsliye aap bazariya cheque book pesy nikalna ho yaa koi aur kaam karna ho to nahi lar sakty.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим