Hello dosto jesa k aap sab ko unwaan sy pata chala k mera review Credit card aur debit card main far par mabni hy. To doto main aap logo ko batata chaloon k aaj k zamany main jis ka bank account na ho vo khud ko relax feel nahi larta aur pir jab ATM card nahi kisi k paas to vo bilkul khud ko naa mukammal mehsoos karta hy Q k ye zaindagi kaa ail eham hissa bam chuka hy, aur insan jahan B jaaye aur kuch B kary bs jaib main ATM ho to vo khud ko relax feel karta hy aur bila khouf har jaga aur har mehfil main jaany k liyr tayyar beta rehta hy. Dosto ATM card aap sab ko pata hy k jab aap bank account banaty hai nto aap ko ail card diya jaata hy jis ko use karny k liye aap pehly vo card activate karty hain, yaa atm machine k zariya yaa company ko helpline par call milaa kar yaa bazriya app B ab ho skata hy, jis main aap ail mehsoos pir dety hain aur sirf aap he vo pin code use kar skaty ho bashar ye k aap kisi Ko na batayain. Dosto ab aata hoon main post k taraf jis k is post ka maqsad kya hy. Dosto post ka maqsad ye hy k aap ko shayed pata ho k ATM card ko koi credit card kehty hain to koi Debit card ab asala masla ye hy k ye dono alag alag ceezain hoti hy lekin zyada tar logo ko pata he nahi hota jis ke waja sy aik he samajty hain dono ko. Dosto do ka istimal ail jesy hota hy aur ail he qism k machine main use hoty hai naur shakal sy B aik jesy hoty hain. Lelin far hota hy services main.
Farq:
Dosto Credit card aur bedit card main farq ye hy k debit card sy aap sirf vo pesy nikal sakty hain jo aap k account main pehly sy mujood ho , yani aap k apny pesy aur credit card sy aap zaroorat k waqt aik limit tak credit B le skaty ho yani k agar aap k account main pesy na ho tab B aap nikal sakty ho vo bank sy qarza milega aapko. Doosra farq ye hota hy k credit card aksar sirf business men he use karty hain aur unio milty hain ail profer channel k through aur debit card har koi use karta hy aur aur har kisi ko account kolny par milta hy.
Faidy:
Dosto faida to dono k bujat hain lekin cresit card ka faida ye hy k agar aap barry business mqn ho to apko business main aik khaas tine peried k liye credit leny ke zaroorat parr sakti hy jo aap bank sy le saktu ho bazariya card. Aur debit card kaa faida ye hy k aap k ooper qarz nahi charega aur aap ail control main hongy matlab agar aap k pass apny pesy nahi hongy to aap koi aida qadam utayengy he nahi jis main zyada peso ke zaroorat ho.
Doosra faida ye hy k aap doo card kisi B atm machine main use kar skaty ho Q k cars structure aur function ail jesy hota hy.
Thssera faida ye hy k aap jeb main har waqt zyada peso k burden le k goomny sy bach jaaty hain.
Chota faida ye hy k aapko kisi B waqt zaroorat ho to aap atm sy nikal sakty hi aida nahi k aap pehly ghar jaa kar cheque book sy page le k ayengy.
Panchwaan faida ye hy k isla koi zyada mass nahi hota bas ID card ke tarah chota sy hota hy aur kisi B bank k atm main use ho sakta hy agar aik atm khrab ho to doosry main aap jaa k pesy nikal sakty ho.
Nuqsanat:
Vesy atm k koi nuqsanat hy to nahi lekin credit card agar ho to aap loan le le kar barry qarzo main jakkarr sakty ho jis sy aapko baad main pareshani hogi k ab ye to na pay karny sy fine lagega aur ammount barega aur agar pay karoon to kesy karoon.
Doosra nuqsan ye hy k aap ka credit card misuse B ho skata hy online shoping k liye yaa koi aur mqsad k liye.
Theesta nuqsan ye hy k agar aap k pass debit card main pesy na ho to chahy kitini B serious emergençy na ho aap pesy nahi nilal sakty atm card sy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим