Assalam O Alikum dosto jesa kaap sab ko pata hyk ye review United Bank limited par mabni hy jisy liug aam tour par UBL bank ke naam sy he pehchanty hain, dosto UBL bank ke 1959 main Agha Hasan abedi ny foundation rakha tha aur usi he ke leadership main ye 1974 tak yani k 15 saal main Pakistan ka second largest bank ban gaya tha, josy 1974 main Nationalized kiya gaya. Dosto ubl ko 14th best consumer award main best consumer choice ka award B mila tha, dosto UBL aik buhat he zabardast operational bank hy jis main buhat zyada loug bar sar e rozgar hy, poory Pakistan main taqreban 1390 branches hain aur out sofe Pakistan k 18 branches hain jisy national aur international transqctikns aur fund transfer k liye use kiya jaata hy. Ubl main ab tak taqreeban 15000+ loug bar sar e rozagar hain, jisy time par aik zabardast system k tehet payment ke jaati hy. Dosto agar isky root tak jaye aap history main to ye pehly aik Islamic banking syatem tha jo baad main 1992 main private banking system main hukoomat Pakistan ny change kar diya. Dosto UBL tawreeban poory Pakistan main hat fmdistrict main aapko milega aur taqreban agar deka jaaye to ye aik buhat zyada pasand kiya jaany wala bank hy jis ke waja sy distrcit level k branches buhat zyada busy rehty hain, zyada rush ke waja sy aksar logo ko takeef B buhat hota hy lekin aik secure aur best choince ke waja sy loug iay pasand karty hain. Dosto UBL finanical operations for individual k sath sath school colleges etc k sath B affiliated hota hy jus main aap paymetn kar sakty hain kis khaas maqsad k liye chahy vo admission fee ho yaa semester fee ho yaa exam to aap tahan kar sakty hain.
Faidy:
1) Dosto ye aik buhat barra banking network hy isliyr ye aapko kahin B mil saltq hy Pakistan main.
2) doosra faida iska te hy k system main agar koi fault ajaye to bar waqt teek karty hain jis ke waja sy awam ko zyada mushkilat kaa samna nahi karna parta.
3) theesra faida ye hy k iski security system buhat tight hy isliye aapky account ko koi khatra nahi hota, main agar example doon to ail dafa mujh sy mery bhai ka ATM cars machine ny zabt kiya tha aur mera bhai foreign majn tha to bank waloon sy jab kaha k card do to ùnhoon namy security risk ke waja sy nahi diya aur vo card mery bhai k 60 din k andar na jaany ke waja sy karachi beja gaya jo baad main cancel hogaya.
4) chota faida te hy k aap UBL main asan account kol sakty ho jo aapko free atm card, sms service aur free cheque book B dety hain.
Nuqsaanat:
1) Nuqsana iska sab sy barra ye hy ksab sy zyada pasand kiya jaany wala bank hy jis ke waja sy loug zyada UBL use karty hain lekin isky bawajood branches kam hy jo buhat rush ka baiis banta hy jis sy awam ko pareshani hoti hy khaaskar Garmiyoon main.
2) doosra nuqsan ye hy k aksar tuch ke waja sy aapka line main buhat time lagta hy jo nahi lagna chahiye Q k bank main jo time zaya hota hy vo zindagi ka sab sy bekar marhala hota hy.
3) theesra nuqsan iska ye hy k zyada rush ke waja sy aksar bank staff sahi behave nahi karty.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим